Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie
    Hamen kabhi bhi Forex trading Mein loss hone per Pareshan ya emotional nahin hona chahie Hamen Hamesha loss hone per Sabar karna chahie aur Hamen frustrating Main Apne emotional ko control Mein Rakhna chahie aur Hamen kabhi bhi emotional hokar forex market Mein trading Nahin Karni chahie Kyon Ki emotional hokar trading karne se Hamen bahut jyada loss ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

    Being a trader aapko ek baat clearly samajh leni chahie ki market kabhi bhi aapke emotions Ko Nahin samajhti aur na hi aapke emotions ke sath market move Karti Hai market apne friend ke sath aur apne fundamental analysis ke sath aur aapke sentimental Danish SK against Karti Hai Humne market ke emotions ko Khush karna hai Humne market ke sentiments aur technical analysis ko find out Karke market ke according Apne emotions ko utilise karna hai na ki market Hamare according Chalegi so Humne market ke Raste per choose Karke aur Nahin karni hai
    • #3 Collapse

      Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

      ji han dear hamen trading karte waqt apne emotions ko control mein rakhna chahie jab Ham apne emotion ko control mein rakhte Hain to hamara work achcha hota hai agar Ham emotion ko control Na Kar paye to hamara work achcha nahin hota kabhi Ham sochte Hain ki yah karne kabhi sochte Hain ki yah karle kabhi Ham sochte Hain ki hamara nuksan ho jaega yah kya ho jaega pata nahin kuchh nahin hoga lekin humko apne motion ko control mein rakhna chahie Taki Ham apna achcha work kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

        Jo log forex trading men kisi bhi kism ki situation men apnay emotions pe control nhi rakh saktay aur emotional ho jatay hen woh kabi bhi kamyab trader nhi ban saktay iss liay forex trading men loss aur profit business ka hissa hey iss liay her kism ki situation men apnay emotions pe control rakhen tu hi kamyabi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

          اصل پيغام ارسال کردہ از: usmanfrx پيغام ديکھيے
          Hamen kabhi bhi Forex trading Mein loss hone per Pareshan ya emotional nahin hona chahie Hamen Hamesha loss hone per Sabar karna chahie aur Hamen frustrating Main Apne emotional ko control Mein Rakhna chahie aur Hamen kabhi bhi emotional hokar forex market Mein trading Nahin Karni chahie Kyon Ki emotional hokar trading karne se Hamen bahut jyada loss ho sakta hai aur Hamara account bhi wash ho sakta hai.
          sahi khha dear me apki bat se agree krta hon hum aksar jazbati ho jaty hain aur jaldi jaldi ma trade open kr dety hain jo k hamra aik bhht galat fasila b sabit hoti hai aksr iss liye humein jazbati nhi hona chahyie forex pr hum jitna cool mind se work krenge utna he hamry liye acha hoga iss liye forex ko fresh mind se use krna chahyie achy bonus se hum apni knowledgeki help se aik achi trade b open kr sakty hain iss k liye humein mehnat krn hogi ta k acha kam kr k acha bonus gain kr saken
          • #6 Collapse

            Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

            dost aapane bilkul sahi farmaya Hamen fabric Chhora mein trading karte hue Apne emotional per Kabu Rakhna chahie Agar Ham emotional Hoke trading Karenge To Hamen ismein kabhi bhi best profit gain Nahin hoga isliye Humko chahie Ham Forex trading ke related best information Hasil Karen aur Marg East ko analyse karne ke liye hamare pass Achcha experience Hona bahut jaruri hai Jis Liye Ham market ko best tarike se analyse Kar Ke Ham trading Karenge to hamesha Achcha professional kar sakte hain emotional Ho ki nahin karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

              Forex Trading me emotions control karna bohut zarori hai. Aur ye karnna bhi parega. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
              • #8 Collapse

                Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                trading karne mein members ko emotional nahin ho jana chahie aur yah members ko bahut jyada relax hokar karna hoti hai aur members jab is tarah se apni trading co continue karte hain to tabhi members ko kuch trading mein fayda hota hai isliye members ko chahie ki vah kabhi bhi confuse ho kar aur is tarah se trading na karen ki vah iske liye acche se decision na le sakte hain acche decision hi members ke liye trading mein jyada fayda dete hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                  Aapane acchi baat share ki hai main aapke es baat see agree karta hun Hamiyen trading mein apne emotions ko control mein rakhna chahie agar Ham trading mein apne emotions ko control mein nh rakhenge to kabhi ham kamyab Kya sakte hain aur kamyab nh ho sakte ro hamen sirf aur sirf nuksan hoga is nuksan key zimidar b ham log honge kyunki humne apne emotions ko control nahin kiya aur jazbati Hoke trading ko open Kiya aur jis se hamiyen loss hua.
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                    yes dear bilkul thek kaha hain apne forex trading main aapko sab say phly forex trading ko learn karna hain lalach ko kahtam kar k kaam karna hian forex ka busniess bhot he reall and trusted hain forex main lalachi trader loss kare ga kabi b profit gain neh kare gy agar lalachi trader loss py loss karta hian tu account wash kar deta hain forex main trading exprt trader ki tara karna must hain jis say aapko kafi achi earnng b mile gi and kafi achi learning feature main kamyabi b mile gi
                    ​Sadaf Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                      Ji han bilkul theek kah rahe hain Hamen trading Mein Apne emotional ko control Mein Hi Rakhna chahie tabhi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Pak Forex forum mein jo log Apne emotional ko control Mein rahakar kam Karte Hain wo Log ismein Hamesha kamyabi Hasil Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                        Trading Mein Apne emotions ko control Mein rakhne ki koshish karen Kyunki Jab aap mehnat karte hain to Aapka fayda hota hai Hamen Hamesha experience Hasil karne ki koshish Karni chahie Kyunki trader knowledge ki vajah se Kamyab hota hai aur apne emotions ko control Mein rakhne ki vajah se market Mein success milati Hai Jyada mehnat Karenge To Ham Hamesha Kamyab Honge Jyada knowledge Hasil Karenge to market Mein kamyabi Milegi aur learning karne ki vajah se trader Hamesha kamyabi Hasil karta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamen trading Mein Apne emotions ko control Mein Rakhna chahie

                          yes dear app ki bat thek hai forex trading main ham ko apne emotions par control rakh kar trading karni chaheay kyon ky ager ap emotions par kabu nahi rakhain gay tu ap forex main kabhi bhi success nahi ho pain gay is lea ap ko is par kabu rakhny ky lea aik plan ki need hoti hai phir he ap is business main kamyab reh sakty hain aur is mainn earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X