trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai
    Assalam Walekum dear frocks member good evening ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aur apna bahut hi Achcha work kar rahe Honge dear friends member Ham Logon Ko trading ke andar Jo jyadatar loss hota hai vah kis vajah Se Hota Hai ham log Iske andar Apne analyses ko Kitni mehnat ke sath Karen Jaise ham log is loss se Bhuch sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

    mera jo apna personal training experience hai ya Aise bahut se traders chain Se Meri e understanding Hai unke bhi analysis aur experience ke according Jo maximum Jo loss ki reason Hoti Hai Har Bar loss ki reason vah money management hoti hai Kyunki Ham Logon ke pass Jitna Bhi bonus Ho Jitna Bhi capital Ho ham log Ek single trade Se Hi maximum earning karna chahte hain Jiski vajah se Ham Apne account ko money management ya strong management nahin kar sakte Ham Ek Din lot size use Karke Apne account ko Vash kar dete Hain
    Last edited by ; 03-06-2020, 08:04 PM.
    • #3 Collapse

      Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

      dear friend, learning aur experience ki kami k sath sath trading k decisions ma jaldbazi aur lalach loss ki main waja bnti hain, is liay hmain trading ki jaldi nhi karni chaiay bl k pehlay demo par trading ki practice karain aur seniors sa guidance hasil kar k apnay knowledge ko enhance karain aur proper planing k sath trade karain ta k mistakes sa bacha jay jin sa loss ko control kia ja sakay
      Last edited by ; 03-06-2020, 08:07 PM.
      • #4 Collapse

        Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sherii پيغام ديکھيے
        Assalam Walekum dear frocks member good evening ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aur apna bahut hi Achcha work kar rahe Honge dear friends member Ham Logon Ko trading ke andar Jo jyadatar loss hota hai vah kis vajah Se Hota Hai ham log Iske andar Apne analyses ko Kitni mehnat ke sath Karen Jaise ham log is loss se Bhuch sake
        Walaikum assalam dear brother Kama weather Forex trading mein jyadatar loss ki vajah ismein serious na hona hai aur learning na Karke kam karne ki vajah Se Hota Hai Jab Ham Forex trading Mein learning Karke kam karte hain aur ismein Achcha knowledge Hasil Karte Hain To Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Jo log Forex Mein Na Kami ka Samna karte hain uski vajah Yahi Hoti Hai Ki vah ismein Main Nahin Karte aur Forex trading ko time nahin dete tabhi ismein vah log Kamyab Nahin ho sakte.
        • #5 Collapse

          Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

          hamain is foruum main loss say bachny k liye leanring karni h gia ur acha trader banany k liye mhnt karni ho gi tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain apny expeirence k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamain trnd ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi trade k ar k hi ihum knowldge ho g atba hi hum run kar skaty hain
          • #6 Collapse

            Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

            Je dear trading ma zayada tar loss big lot set karny or less trading capital hony ki waja sy hota hai, capital acha ho or agr ham small lot use karyn to ham kahe bar loss ko profit ma badalnay ma kamyab ho jaty hain, forex ma bena sochy samjy trade karny sy hamy big loss sy acct wash ho sakta hai,
            Last edited by ; 03-06-2020, 08:07 PM.
            • #7 Collapse

              Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sherii پيغام ديکھيے
              Assalam Walekum dear frocks member good evening ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur aur apna bahut hi Achcha work kar rahe Honge dear friends member Ham Logon Ko trading ke andar Jo jyadatar loss hota hai vah kis vajah Se Hota Hai ham log Iske andar Apne analyses ko Kitni mehnat ke sath Karen Jaise ham log is loss se Bhuch sake
              Ge ha forex member loss ke sab se bari waja yahibjota he ke hum market ka analusis nahi karte aur bahmger analysis ke treading karne se loss hoti he is waja se expeeience ke sat kam karna chaya
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trading ky andr zyada tar loss kis wajha sy hota hai

                Trading mein kafi members ko loss ho jata hai aur iski man vajah yah hai ki kuchh members aise hain ki jo apne kaam ko sahi tarah se aur dil lagakar nahin kar rahe hote hain aur yahi vajah hai ki members trading se related experience bhi hasil nahin karte aur yahi vajah hai ki members ko unki trading mein loss ho jata hai lekin jab members apni trading ke liye achcha experience hasil kar le tu is tarah se unko loss nahin hota aur fayda jyada hota hai

                اب آن لائن

                Working...
                X