Market ko Kasy Analysis Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko Kasy Analysis Karen
    Hamen trade lagane se pahle market ko analysis karna chahie tab hi hamari trade acchi Hogi aur ham achcha profit hasil kar sakte hain hamen market ki movement ko dekhna chahie aur analyses karne chahie tabhi Ham acche se trade open kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko Kasy Analysis Karen

    market main analsye kar k hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur marke tmain part time main bi job kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain demo main practice karni ho gi tab hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain apny expeiwnce k mutabiq hi trade karni ho gi
    • #3 Collapse

      Re: Market ko Kasy Analysis Karen

      Hamen chahie Jab Bhi trade open karen to sabse pahle market ka analyses Karen market Ke Andar Se Uske liye different strategies Hai Hamen chahie vah strategies YouTube per study Karen aur unko demo account per implement Karen because kis Hamara experience increase hoga
      • #4 Collapse

        Re: Market ko Kasy Analysis Karen

        hamy makret ko achy sy analysis kar ky is main mehnat sy kam karna chahey hamy soch samaj kar is main trade kagani chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonsu hasil kr ky makret main run kr sakty hain ham is main apni marzi sy out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain
        Last edited by ; 03-06-2020, 03:10 PM.
        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
        • #5 Collapse

          Re: Market ko Kasy Analysis Karen

          hamy market ko experience sy analyses karna chahey yai aik asa karobar hain jo hamy learning be dyta hain or yai hamy kam karny par ache earn9ng be dyta hain hum is mai full time be kam ar sakty hain or hum si mai part time be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hain hum is main pair or currency main trading karty hain
          Last edited by ; 03-06-2020, 03:12 PM.
          • #6 Collapse

            Re: Market ko Kasy Analysis Karen

            Market ko analysis krna bht zarori hy jitna acha sa analysis kra ga utna acha sa tred leg kr profit hsil kr saky ga is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra achi qulit ka kam kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna kamyb Ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Market ko Kasy Analysis Karen

              gee han dear agar hum forex main analysis kar kay pher he hum is main kam karin agy to he hum is main kamyab hon gy forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagan say or himmat say kam karty hain forex aik best online business hai forex main mahnat karain gy to he hum is main kmayab hon gay
              • #8 Collapse

                Re: Market ko Kasy Analysis Karen

                ager ap chaty hain k ap markete ko anlysi krai n to uskaily ap k pass chart window ka hona bhot he zroori hai ager apk pass chart window ho g jitna bhro screen ho g ap k pass to ap utna he achy treeqay sau chart draw ker saken gay.jab is k bary main ap acha say chart draw ker laity hain to apko ptta chal jata hai k apko kitna lot aor kitna sl aor tp rhkna chye ager ap trade per sahe sl aor tp lagty hain to ap khud bakhud close ho jany wali achi trade maloom ker laity hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko Kasy Analysis Karen

                  market ka analysis karne ke liye hamare pas do kisam ke analysis hote hain aik hota hare fundamental analysis jis main hum duniya ke current affairs ko dekhte howe hum is main market ka analysis karte hain or is ke ilawa is main hum duniya ke halat ke mitabiq or different news ko madad se hum is main kamyab bhe ho sakte hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main bas mehnat karte rahen kabhe bhe himmat na haren take wo is main kamayb ho saken or hamne cahiye ke hum is main mehnat karte rehna cahiye or dosra hota hae technical analysis jis main hum different charts ke madad se market ka technically analysis karte hain hum is main jitna mehnat karte hain hum is main utna he kamyab bhe ho he jate hain to hamen is main mehnat karne cahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko Kasy Analysis Karen

                    Forex ko analyse kye baghair ham is ma ashi earning ni kar saktay hain, is lye k chart ko read kye baghair ham behtreen trading ni kar saktay hain
                    Analysis karnay k ways:
                    1) Fundamental analysis: jis ma ham forex ki news ko check kar k market ki next movement ka andazah laga saktay hain, q k forex news market ko boaht ziadah effect karti hain, market bohat ziadah move karti ha,
                    2) Technical analysis: is ham different trading tools ko use kar market ko analyse kartay hain, jaisay pivot line, price action, support and resistance levels, indicators ( moving average, parabolic sar, stochetic oscillator)
                    3) Sentiment analysis: uper walay dono analysis ko mix kar k ham andazah lagatay hain k market kitni pips move karti hainm,

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X