opposite trades lainy ka koi faida hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    opposite trades lainy ka koi faida hota hai?
    akser log mytlab k jo new traders hain jo jab dhaikty hain k unki trades loss main ja rhe hain to wo lazmi tor pr us trades k oppsoite trade khol daity hain.is liiye hmain chye k ham apni trades k oppsoite jab kholty hain kia us trades ka hmain faida hota hai.ager ham us trades ka faida hota hai tokia ham is say aor koi startegy bnain ya phir account ko bacnay kaily yhe treeqa apnain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

    hamain apni trrade asi karni h o gi k hamain is forum main kam karny main bi asani ho saky gi aur hamain is k ruules ko mind main rakhan h ga tab hi hum achi eanring ho saky gia ur hamain demo main practice kar k hi hum apni har zroat ko pora karny main bi asnai ho saky gi aur ye ak bht hi best busiesns hai is forum main kam ka rk hi hum achys ay earn karien gay
    • #3 Collapse

      Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

      hum market mai trade laga kar munfa kama sakty hain hamy learning gain kar ky kam karna ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai f ull time be kam kar sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam karr sakty hain yai aik best busienss hain hum s mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik legal business hain
      • #4 Collapse

        Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

        Agar aapki trade ka trend change Hone Lage to use Surat Mein opposite to trade Lene se aapke trade lock Ho Jaati Hai means ke aapka loss Minister off ho jata hai aur aapko Is Tarah profit bhi Hasil ho jata hai lekin jab tak market Apna trend change na Karen aur aapki trade aapke favour mein chal rahi ho to Surat Mein Kabhi Bhi opposite nale Aisi Surat Mein opposite Lene se always avoid Kijiye Kyunki agar aap Aise Surat Mein opposite word lete hain FIR aapko Yahan per big loss ko face karna pad sakta hai so always think carefully free trade Mein Koi order place Karen bar soche samjhe trades open na Karen aur bahut Sare trade sametime open karne se avoid Karen
        • #5 Collapse

          Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

          g han eska kuch na kuch faida hy jab ap deakhtyn hain k apki aik trade loss mein ja rahe hy aur ap dosri trade us j against laga dety hain tou aik time aye ga jab wo apni support ya resistance k touch kary ge tou bas hjo profit mein hy usy close kar k dosri jko chor den
          • #6 Collapse

            Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mirani پيغام ديکھيے
            akser log mytlab k jo new traders hain jo jab dhaikty hain k unki trades loss main ja rhe hain to wo lazmi tor pr us trades k oppsoite trade khol daity hain.is liiye hmain chye k ham apni trades k oppsoite jab kholty hain kia us trades ka hmain faida hota hai.ager ham us trades ka faida hota hai tokia ham is say aor koi startegy bnain ya phir account ko bacnay kaily yhe treeqa apnain.
            Dear Aap Jo baat kar rahe hain is technique ko strategy Kaha jata hai ismein Is Tarah Hota Hai Jab Ek trade nuksan mein chal rahi Hoti Hai To Uske against 2sri Trade Laga Dete Hain Jiski vajah se a dusri trade profit Mein Chalna start Ho Jaati Hai ismein aapki question ke hisab se Agar Dekha Jaaye To ismein Kabhi humko fayda bhi ho sakta hai aur kabhi nuksan bhi ho jata hai aur Hamara account Aur Bhi difficult ho jata hai usko handle karna isliye yah depend Karta Hai situation per ke aapane kis situation per trade Lagai hai aur vah aapke liye faydemand sabit hoti hai ya nahin
            • #7 Collapse

              Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

              g agr hamari ek trade loss mein ja rahi hai r hm us k against koi opposite mein trade lga dety hein tu vo trade profit mein chali jati hai is trah bahut se trader ye trick use kr k apni loss mein jany vali trades k against r trades laga k profit earn kr lety hein r apny loss ko recover kr lety hein,..
              • #8 Collapse

                Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mirani پيغام ديکھيے
                akser log mytlab k jo new traders hain jo jab dhaikty hain k unki trades loss main ja rhe hain to wo lazmi tor pr us trades k oppsoite trade khol daity hain.is liiye hmain chye k ham apni trades k oppsoite jab kholty hain kia us trades ka hmain faida hota hai.ager ham us trades ka faida hota hai tokia ham is say aor koi startegy bnain ya phir account ko bacnay kaily yhe treeqa apnain.
                hamain apni trrade asi karni h o gi k hamain is forum main kam karny main bi asani ho saky hame chaiye ke ham jo hai wo trading me jld bazi na kren blke ham jo hai wo expert se raye len or trade ko smjhen ta ke ham jo hai wo achi earning kr payen or achi eanring ke sath sath jo hai ham wo loss se bachen
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: opposite trades lainy ka koi faida hota hai?

                  Trade aksar le he us waqat jaty hy jab mmarket chance daty hayn.forex ak bohat acha bussiness hy.is my kamyab hony ka liay agar hum is ko soach samaj kar karayn gy to humbohat hi acha profit hasil kar sakty hayn is liay humy chiay ka hum mehanat karayn or soach samaj kar jarayn.dunya mabahtreen bussiness hy.is liay humy chiy ka hum mokamal tor per forex ko join karayn

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X