you are to make the forex easy for you

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bilkul ap ki bat sahi hai k agr ap ko ghr main bethy earning ka moka mil raha hai to is sy bahter kam or kia ho skta hai ap is main earning kr k kamyabi pa skte hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex main ap is ko planing kr k apny liye asan bna skte hain jab tak ap business k liye planing nhi krte business mushkil lgta hai us k liye faisala krna mushkil ho jata hai
       
      • #18 Collapse

        Dear ge han meray khyal me forex me me easy ho kar trading karta hon q ke me ne forex ke larning .experince .aur forex ke baare me knolege hasil kiya hai aur ye us logo ke liye mushkil hai jo forex ke mutaliq nahi pata hota hai .me bohat relaxe ho kar trading karta hon.aur earning bhe karta hon.
        • #19 Collapse

          Ji han yeh ap pay hi depend karta hai k ap forex ko k istrha laitay hain AGR ap chahtay hain k forex ap k lye aasan ho jaye toa apko chahye k ap iska proper knowledge hasil karain
          • #20 Collapse

            you can make forex easy to learning about the forex collect information about forex and you must doing a practice on demo accoun for some when you satisfy that now you know about the forex trading and now you can do trading so then you have to come in live account and made a best trade
            • #21 Collapse

              Forex trade is risky and easy both because if you trade in Forex with proper knowledge and experience so it is very easy for you and i think you can do Forex trading business properly and get success in Forex and you can trade without fear of risk and if you trade without knowledge and experience of Forex so it is risky for you......
              • #22 Collapse

                forex he aik aisa business hai jo puri duniya k traders ki life ko sehal and asan bna rahi hai and is ber ker mary khiyal main ourmkoee busines naihin hai.
                • #23 Collapse

                  Dear friend ji haan aap nay bilkul theek kaha hai forex trading sab say best business hai agar hum iss ki learning aur knowledge hasil ker kay karein tou iss mein hum daily acha profit earn kersaktey hein.
                  • #24 Collapse

                    jee bht achi baat kahi hy bhai ap ny ... but ya kaam tab he easy ho skta hy jab hm hard work karen or jab hm dil sy isss kaam me involve hun tau .... agr hm is kaam ko dil sy nahi karen gy tau hm kamyaab nahi ho sken gy or jab niyat kar k kaam karen gy tau koi b kaam mushkil nahi rahy ga ....
                    • #25 Collapse

                      g han iss baat main koi shak nahi ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss main aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko iss baat ka bhi khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss main aap ko bht fayda ha
                      • #26 Collapse

                        Agar ham mehnat kartay rahin to bohat mumkin ho jaye ga keh ham trading ko apnay liye easy kar lain agar hardwork nai karain gay to trading hamaray liye bohat mushkil ho jeye gi, aik jab aap achi tarha say trading seekh lain to phir aap ko profit earn karnay main koi mushkil nai hoti,
                        • #27 Collapse

                          g bhai ap ny bht achi bat kahi ha mai ap ki bat sya gree krta ho jo log b is business mai ka kr rhy ha jo is business ko samajty ha ye business un k leye bht asan ha is mai wo mehnat kr k trade krty ha jis sy unhy bht faida hasil hota ha jo is business mai new ha un k leye zara mushqil ha business
                          • #28 Collapse

                            forex ko agar hm easy banana chahte hain to sbs e pehle hm ko apne andar patience develop karna hoga aur phir hamko iski khoob learning karni hogi aur phir iski demo account pe bohat ziyada practice karni hogi,aur apne trading skills ko develop karna hoga.
                            • #29 Collapse

                              consideration of margin resilience is also included in the MM boss, the intended use of MM that our margin enough then we can do on a regular entry with the number of lots that we count, really well anyway we need proper analysis
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex mai mje to waisay kafi problem face karni parti hai wo is waja say k mai is mai new b hu and maine is mai abi tak basic trading ki he learning hasil kia hai or mai is mai agay apne teacher say help le raha hu mai forex mai ziadya say ziadya he apna time spend kar raha hu

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X