Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?
    Slam to everyone dear members kya hmein risk lena chye?kya kbi kisi ko risk sy faida b hota h ya hmesha nuksan ee hota h?or risk agr zyada balance ho to ly lena chye?ya phr b avoid krna chye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

    hamen risk lene se hamesha nuksan is tarah se hota hai kyunki risk lene se hamen fayda bhi ho jata hai lekin hamen fayda ek bar hota hai aur jab hamara nuksan hota hai to sab ka sabhi nuksan ho jata hai isliye hamen rishte kam Lena chahie jab Ham kam risk ke sath kam karte Hain to Kam hamara achcha ho sakta hai aur hamare liye thoda munafa bhi bahut hi accha ho sakta hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

      hamy soch samj akr market maai risk lena ho ga hum is mai pasai invst kar ky munfa kaa skaty hain hum is mai parrt time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakaty hain ya kabe be band na hony wala business hain hum is mai agr greedy ban ky kam kary gy to hamara accoutn bned ho jy ga ya kabe be band na hony wala acha bsuenss hain
      • #4 Collapse

        Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

        hamain risk ko avoid kar k hi hum achy say trade kar sakty haina ur hamain is forum main kam kar k hi um apni har zroat ko pora karny main bia sani ho saky gia ur har jeet otu sath sathh hoti hai so hamain knowldge acha ho ga tab hi hum achi earnng ho saky gia ur hamain market main kam kar k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain aur loss km ho saky ga
        • #5 Collapse

          Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

          Yes dear profit or loss he darsal risk kehlata hai, risk kam sy kam lena chahe, kam risk ka forex ma bhot faida hota hai, risk kam ho to loss kam hota hai jis ko easily recover karna possible ho jata hai, forex ma big risk sy daily bhot sy acct wash hoty hain, jo trader ik he trade sy ameer hona chahtyn hain wo aksar nakam rehtyn hain,
          • #6 Collapse

            Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AnamRiaz پيغام ديکھيے
            Slam to everyone dear members kya hmein risk lena chye?kya kbi kisi ko risk sy faida b hota h ya hmesha nuksan ee hota h?or risk agr zyada balance ho to ly lena chye?ya phr b avoid krna chye?
            Dear ais market mai mainy jitni dafa risk lia hai ais market mai loss hi hoa hai ap ye keh skaty hai k kabi sahe time par risk lia hi nai hai ais market mai hum agar achy tie par risk lety hai to aus se hum ko faida ho sakta hai ya hum ais market mai risk thora kam ley to aus se hum ko faida ho jata hai ais market mai hum jab risk zayda lety hai aor market humry opposite jaye thora sa to account wash ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

              forex aik risky business hain hamy best experience or knowedge hasil kar ky is man kam karny ka risk lena chahey pher hi ham success gain akr sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarto ko pora kar sakty han ham is main agr lalch ky sath fazol or ghyari kam kary gy to hamy loss ho skata hain or hamara ccount be wash ho sakta hain is man makret ka koi be qasoor nahi hota hain
              • #8 Collapse

                Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                profit aur loss business ka hissa hain aur Forex trading ek risky business hai jismein profit hasil karne ke liye hamen risk lena padta hai aur forex trading mein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham apni trading mein normal lot size use karen jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain lekin forex trading mein hamen trading mein big lot size use nahin karna chahie jismein trading risk bhi bahut zyada hota hai aur is tarah se Forex mein hamara account bonus bhi wash ho sakta hai jisse forex main hamari puri mehnat waste ho sakte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                  yes dear ap ne thek kaha hy pak forex business mein risk lene se kabi kabhar benefits milty han hamasha nahi es liye risk kam lein ge to nuksan bhe kam hoga mehnat kerni cheye apne trading skills ko strong kerne kilye daily demo account par currency pairs ko test kerna cheye then achi success hasil ker saky ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                    dear is markeet main aisa kuch bhi nai hay k agar hamaray pass achi invest hay acha knowledge hay aur ham usk sath sath achay point say risk laitay hain to hamko usk badlay main achi earning na milay laikin forex markeet main har aik risk k badlay main hamko kabhi acha reward ka milna bhi possibal nai hota hay is lye hamko is makreet main kabhi bhi har aik cheez aur meyhod ko fix kartay huvay kaam nai karna chaye k agar ham is risk ko aisay laitay hain to hamko markeet main har baar aisa kuch earn karnay ko mil sakta hay qk markeet k moove ka har wakt aik jaisa behave nai rehta hay k hamko har baar earning jaisa hisaab milta jayega.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                      Assalamau ALikaum my dear bhai jan g han sahe kaha hae ap ne hamen kabhe bhe forex main risk nhe lena cahiye bale hamen to cahiye ke hum is main money managment ko follow karte howe is main safe rading kiya karen take hum is main kamyab ho saken to is liye sab logon k is main mehnat karte howe he kam karte rehna cahiye jo log is main ache tarah se zayada kam karte hain wo is amin utna he kamayb ho he jate hain to hamen cahiye ke hum kabhe bhe is main risk na liya karen jo log is main risk le lete hain un ko sirf os he hota hae to kisi o bhe is main risk nhe lena cahiye balke un logon ko is main ache tarah se safe trading karte rehna cahiye take wo is main kamyab ho saken or kabhe bhe apna loss na kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                        Ji sar aapki baat bilkul theek hai ke forex main work karte hue Hamen kabhi Loss ho jata hai aur kabhi hamen profit bhi aa jata hai.. Jis tarah Ham jante Hain Ki forex international online business hai aur forex risky business hai yes mein jo log big risk lete Hain vah zyada nuksan bhi utha lete Hain aur kabhi kabhi profit bhi ho jata hai... Isliye forex Mein success hone ke liye Hamen risk to Lena Hi parta hai... isme Mera yahi experience knowledge hai ki forex trading ke waqt Jo log forex trading ke expert hote hain unhen chahie ki vah risk lien... kyunki Jo log forex Mein risk lete hain vahi hamesha achcha earn karke success Ho jaty hyn Jab ke Jo log new hote hain ore jinko trading ka zyada experience nahin hota vah achcha earn nahin kar sakte... Isliye Hamen achcha iron karne ke liye risk Lena parta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                          agar ap ke pas acha experience hai pe risk le sakte hian lekin is ke baghair ap ko risk nahi lena chahiye ap ko ache se kaam karne ke liye mehnat se kaam karna hai aur is ke liye pehle practice kaain phir hi ap kaam kar sakte hain kyon ke risk to ham sab lete hain aur us se faeda bhi hota hai aur loss bhi hota hai agar ham money management ko follow karte hain to ham earn kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                            Forex trading main koshish karen apni trade mere ishq Na len Agar Ham Forex trading mein money management se kam Karenge tabhi Ham Forex trading Se achcha fayda arsenal kar sakte hain Forex trading mein agar hamare paas balance achcha hai to Hamen chahie ki Ham acchi trade entry ka vate Karen aur ishq Apne balance ke Mata viklang Forex trading mein agar Ham thoda thoda karke Karenge to achcha fayda asar kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk leny sy kbi faida b hua h ya hmesha nuksan?

                              Dear friends Forex trading 1 risky business hai aur uske andar iske liye bagair kam karna bilkul bhi possible Nahin Hai Lekin Agar Ham Chahe To Ham Apni mehnat Apni learning se is desh ko kam kar sakte hain aur is business Mein Achcha fayda Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain yah Hamare Upar depend karta hai ki Ham Iske andar Kitni mehnat karte hain aur Kitna samajhne ki koshish karte hain Iske andar Agar Ham raise ko kam karne to ham fayda hi Hasil Karenge aur Agar Ham Yahan jaldi Karenge risk ko kam karne ki koshish Nahin Karenge to nuksan hone ke alava Kuchh Nahin hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X