hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae
    Assalamau ALiakaum my dear forex market main hamen jo loss hota hae usko hum recover kar sakte hain or agar hum is main ache tarah se trading karte hain to hum is main kamyab bhe ho he jate hain to tamam logon o cahiye ke wo is main mehnay karen ache yarah se kam karen or jab jab unko loss ho jae to un members ko cahiye ke wo us loss ko recover kiya karen tab he to wo is main kamyb ho sakte hain to tamam logon ko cahie ke wo is mainmenat karen ache tarah se kam karen take wo is main kamyb ho sakne q ke yeh business sab se acha or sab se best hae to hamen bhe is main mehnat ke sath dil ke sath kam karte rehna cahiye agar hamen is main kamyb hona hae to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

    Bonus account me hamen lazmi Loss ko recover karna parta hai. Loss aur profit har karobar ka lazmi juzz hai. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se hamen is me loss ka bhi samna karna par sakta hai. Lazmi nahi k loss sirf hamari ghaltibki waja se ho bulke bazz dafa hamare analysis thek bhi ho sakte hen aur hum ne jo calculation ki hoti hai wo bhi thek ho lakin achanak se market me changing ho sakti hai jis ki waja se hamen loss ho. Lekin hamare leye faida ki baat ye hai k hum tab hi kamyab hongy jab hum us loss pe qaboo pa lengay. Aur ache trader ki tarah positive mind se trading jari rakhen. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

      Ji han hamara loss recoverable hai Ham mehnat karke apne doston wapas hassil kar sakte hain isliye agar humko loss Ho jaaye to hamen Dana nahin bol ke Lana chahie ladne ka matlab hai ki agar humko loss ho gaya hai to next humko jyada mehnat karni hai sake ham log ko Hara sake aur dwara launch hone ki gunjaish Na rakhen aur profit Karen isliye humko koi bhi kam karne se pahle usko soch samajh Kar karna chahie koi bhi kam ho usmein agar koi galti Ho Gai Ho to hamen darna nahin chahie balki sabar se kam Karen hosla Karen aur next Ham use galti ko Hara sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

        ager bhai hm apna loss recover kernay k chaker main apna acccount wash keraty hain y to ye hamry liiye galt bhai hmain chye k ham daily basis per aik ya do achi trades lain to ham us main easily kamayb ho sakty hain.is liiye hmain chye k ham apna loss recover krain na k hmain chye k ham ager loss main chaly gaye hain to apna account wash kra dain to phir us say hmain new acccunt generate krain.istrah bhi hamry liiye faida nhe hai hmain chye k ham sl aor tp roor lgain aor ager hamra loss ho jata hai to ham is main zroor mhnat ker k us loss ko recover ker sakty hain.is liiye loss ko bhi hmain face kerna chye aor recover kerna chye.
        • #5 Collapse

          Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

          hamain har jeet tiu sath sath hoti hai so hamain is k bary main kam kar k hi hum apni har zrorat ko poar karin gay uar hamain har jeet ko mange ka rk hi hum achi trade karni ho gi aur hamain dmeo main practice karni ho gi aur hamain is fourm main part time main bi job kar k hi hum achy say trade karni h o gi aur hamain is forum main kam kar k hi um sucss hon gay
          • #6 Collapse

            Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

            Gee haan agar humain loss ho raha hai tou humain bahut soch samajh ker kaam kerna chahyea aur loss sae perashan nahin hona chahyea kyun kay perashani mein hum ghalt kaam kerain gay aur humara loss mazeed barhay ga aur humain apnay loss ko control kerna hai aur iss ko khatam ker kay profit hasil kerna hai aur yeh kaam hum confidence kay sath ker saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              Assalamau ALiakaum my dear forex market main hamen jo loss hota hae usko hum recover kar sakte hain or agar hum is main ache tarah se trading karte hain to hum is main kamyab bhe ho he jate hain to tamam logon o cahiye ke wo is main mehnay karen ache yarah se kam karen or jab jab unko loss ho jae to un members ko cahiye ke wo us loss ko recover kiya karen tab he to wo is main kamyb ho sakte hain to tamam logon ko cahie ke wo is mainmenat karen ache tarah se kam karen take wo is main kamyb ho sakne q ke yeh business sab se acha or sab se best hae to hamen bhe is main mehnat ke sath dil ke sath kam karte rehna cahiye agar hamen is main kamyb hona hae to
              Yes dear ais market mai hum ne agar loss kar lia hai to hum aus ko recover kar sakty hai ais market mai hum agar loss se dary gay to hum ais market mai trade nai kar sakty hai ais market mai ap ne jo trade lagani hai aus k sath ap ko stop loss lagnaa ho ga aus k baad ap ais market mai kamyab ho jaty hai aor ais market mai se paisa kama skaty hain ais market mai ap darty rahy gy to ap ko faida nai ho ga.
              • #8 Collapse

                Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                Loss Ham agar agar recover karein gy To Hamen acchi kamyabi Milegi isliye acchi kamyabi ke liye mehnat ko hi follow Karen acche concept ko follow Karen agar aap Chahte Hain aapko acchi kamyabi carefully sale ho to aapko chahie Koi Mere Naal Hai Apna balance khatm Karen acchi acchi kamyabi ke liye Pakistan Forex ke rules to follow karke aap ko acchi kamyabi Hogi isliye lagakar Forex mein time to time aap job posting Karenge aapko accha target pura Karne He ki vajah se acchi kamyabi Hogi
                • #9 Collapse

                  Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                  Ji bhai jan ap ka sawal bhot acha hi kh agr hm Pak Forex trading main Kam Karty hn agr hm ko Pak Forex trading main main loss a Jata hi to hm ko is loss ko recover Karna parts hi os Ky ba dhm apny account sy passie Nikal sakty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                    Ji bilkal, forex main ager loss hota hay to iska matlab ye nai hay keh ye loss ham recover nai kar sakty, balkeh forex main loss revoverable hay or hum again apni equity maintain kar sakty haun or nee trading order say again profit bhi get kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                      Forex trading mein hamen profit ke sath loss bhi hota hai aur Forex trading main loss ko dekhkar hamen pareshan nahin hona chahie balke himmat aur hosla ke sath Forex mein work karna chahie aur forex mein apne loss ko recover bhi kiya ja sakta hai aur aur Forex main apne loss ko recover karne ke liye hamen achi trading karni chahie aur Forex mein achi aur safe trading ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is tarah se Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex main achi trading ke liye money management bahut zaruri hai isliye Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein ham jald hi kamyab ho sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae


                        جب ہم کسی بھی تجارت سے نقصان کرتے ہیں. ہمارا سب سے پہلا من ہمیں اس کی رکوری کے لیے مجبور کر رہا ہے ۔ اور اگر ہم یہ غلطی کریں تو ہماری دوسری تجارت بھی نقصان کے لئے جاتی ہے ۔ کیونکہ ہم دباؤ میں اچھا نہیں کر سکتے ہیں. تاکہ ہمیں اس وقت اپنے نقصان کی دوبارہ جلد واپسی سے بچنا چاہیے ۔ ہم کچھ وقت یا اگلے دنوں کے بعد اسے بحال کر سکتے ہیں. تو آپ کے نقصان کی وصولی کے لئے جلدی نہ کرو. یہ ایک بہت بڑی غلطی ہے۔
                        Asim's Trading Journal
                        • #13 Collapse

                          Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                          Assalamu alaikum dear friends member I hope you will be fine business Koi Bhi Ho chahe vah Forex ho ya Koi aur business har business mein loss hota hai agar hamen Loss ho jaaye to Ham apne loss ko recover kar sakte hain hamen loss sy darna nahin chahie balki mehnat karke apne loss ko recover karna chahie loss aur profit business ka ek important part hote Hain aur jis business mein aise nahin hota vah business halal nahin samjha jata agar Ham mehnat se kam Karen Forex trading mein jyada se jyada time investment Karen market ki movement ko samajhte analysis ko strong bana le to Ham apne loss ko recover kar sakte hain mehnat karke Loss ho jana Koi bari baat nahin lekin loss ko recover karna bahut hi mushkil kam hai jiske liye Sabar ki zarurat hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                            ji han Forex trading mein jo log apni feeling control karte hain last se ghabrate nahin Apne kam per kam karte hain acche ki ummid rakhte Hain apni galtiyan ko cover karne ki koshish karte hain vahi Forex trading mein kamyabi Acer karte hain nafa nuksan har karwar ka hissa hai insan ko last ghabrana nahin chahie mehnat karni chahie aur acche ki ummid rakhni chahie Forex trading Hai kachha business online business hai Hamen is mein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham daily yad nahin kar sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: hamara loss recoverable hae....to is liye loss se darna nhe larna hae

                              ji sar aapki baat bilkul theek hai ke forex form a work karte hue Hamen loss Ho jata hai to Hamen loss ki vajah se ghabrana bilkul bhi nahin chahie balki Hamen chahie K forex form Mein apne loss ko khush hokar accept karna chahie kyunki Hamen apne loss ko recover karne ke liye khud ko correct karna chahie Hamen chahie ke Hamen trading ke waqt loss Ki Surat mein pareshan nahin hona chahie balki Hamen khush hokar apne log ko recover karne ki time mein Lage rahana chahie.. forex business Mein vahi log success hote Hain Jo log ki Surat Mein ghabrate nahin hai balki vah loss aur profit ko donon ko important part of business samajhkar accept kar jaate Hain. Aur vah maximum hard work karke loss recover karne ki try karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X