Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie
    trading ke liye Ham jo bhi indicator istemal karte Hain to hamen chahie ki Ham uske bare mein acche tarike se maloomata sarkar ne jab Ham acche tarike se maloomat hasil kar lenge to tab hi hamare liye vah faydemand hoga aur agar Ham uske liye maloomat hasil nahin kar lete hain to vah hamare liye faydemand nahin hota hai hamen pahle uske bare mein acchi maloomat hasil kar leni chahie tab usko istemal karna chahie aur tabhi vah hamare liye faydemand ho sakta hai
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

    indicator market main achy say trade krwaty hain so hamain cahhye is forum main ka kar k hi hum apani har zrroat ko pora ka rk hi hum sucess hon gay aur hamain learning karin gay tab hi hum achi earning karny k kabil ho sakty h ain aur hamain expeirence k mutabiq hi trade karni ho gi aur hamaini market main bi kam kar k hi um achy say perform karny k k hi sucss hon gay
    • #3 Collapse

      Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

      aslamoalekum g han bilkul dear ap ki bat bilkul durst h hymn indicators ko use krny sy phlay in k use ka treqa lazmi jan lena chy q k bgher knowledge k hum koi b kamnlren gy to wo hmary liy loss ka baaise bny ga .is liy indicators ko b soch smjh kr trding mn use kren inshallah ap ko acha profit mily ga
      • #4 Collapse

        Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے
        trading ke liye Ham jo bhi indicator istemal karte Hain to hamen chahie ki Ham uske bare mein acche tarike se maloomata sarkar ne jab Ham acche tarike se maloomat hasil kar lenge to tab hi hamare liye vah faydemand hoga aur agar Ham uske liye maloomat hasil nahin kar lete hain to vah hamare liye faydemand nahin hota hai hamen pahle uske bare mein acchi maloomat hasil kar leni chahie tab usko istemal karna chahie aur tabhi vah hamare liye faydemand ho sakta hai
        Nuclear aapki baat bilkul theek hai Jab Ham market mein kisi indicator ko istemal Karte Hain To usse pahle Humko chahie ke indicator ke bare mein complete information aur Na Lage Hasil kar lena chahie aur uske istemal Ka Tarika Bhi Jaan Dena chahie ki yah indicator kin halat mein kam karta hai aur isko Kaise Apne fayde ke liye istemal Kiya jata hai isliye Ham ki Ham indicator ko apne liye faydemand banaen aur ine se fayda uthaen Kyunki yah Hamare facility ke liye banae gaye hain Taki Ham unko istemal Karke apna nuksan bachale
        • #5 Collapse

          Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

          Indicator ko samjy baghir ham behtar tareeqy se use be nahi kar sakty aur na hi profitable signals hasil karny me khud ko kamyab bana sakty hey, indicator ko terminal me use karny ka tareeqa be trader ko maloom hona chaye aur ye indicator kes base par signals dety hey es bary me traders ko janny ki bahot zarorat hoti hay es key sath indicators kia signals dety hey aur es ko kesy follow karna hay es ki practice be trader ko honi chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

            Gee haan indicators sae achi indications hasil kernay kay lye humain indicator ko istemaal kernay ia tareeqa bhi ana chahyea indicator ko samajhay beghair hum behtar tareeqy sae istemaal nahin kar saktay aur na hi profitable signals hasil karnay mein khud ko kamyab bana saktay hain indicator ko terminal mein use karnay ka tareeqa bhi trader ko maloom hona chahyea aur ye indicator kes base par signals detay hain iss baray mein traders ko jananay ki bahot zarorat hoti hai aur indicators sae humain faida hota hai nuqsaan nahin hota
            • #7 Collapse

              Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

              Indicator Used Karna Say hi Pehly Hi pak Forex trading business men Well Information Le kar hi Karein tu Hi Good Success asaani SY Hi Hasil kar sakte hain Khoob Dil lagakar kam Karen acha sa Profite gain Karna kalye Well struggle karein Is Tarah Se Achcha profit aapko mil Jaega acchi profit ke liye acchi management se kam karna hoga acchi training Karni Hogi per Karni Hogi to aapko almost achha profit milega
              • #8 Collapse

                Re: Indicator ko istemal karne se pahle iska tarika jaan Lena chahie

                hum agr kise b indicator ko istamal katra ha to sb sa pahla hamya is ka bara ma maloomat hasil kar lani cahiya agr hm acha sa dill laga kr kam kary gay to hum zayda sa zyda profit hasil kar saky gay hamy zyda sa zyda mahnat karni ho ge tabhi hm zyda profit hasil kar saky gay agr hm indicator ko zyda samja ga to zyda acha sa malomat hasil kary ga or agr bahgar samja hm indicator ko istamal kary ga to boht loss ho ga pahla socha phr indicator ko trading ma istaml kary phr Allah pak ka fazloo karam sa zaror kamyabi mila gey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assalamualaikum dostu umeed krta Hun kaap sab Khar kharit sa Hun ga our aaj Ham baat Karna waley Hain k
                  Forex trading main indicator ka kaisy istemal Karna chahia

                  Forex trading mein main indicators ko istemal karne se pehle unka proper tarika samajhna bohot zaroori hai. Har indicator ka apna specific function hota hai aur agar aap unhe sahi tarike se use nahi karenge, toh aapko galat signals mil sakte hain jo aapke trading decisions ko affect kar sakte hain.


                  Kuch important cheezein jo aapko jaan leni chahiye:

                  Indicator ka concept: Har indicator ka apna method hota hai jese Moving Averages, RSI (Relative Strength Index), MACD, Bollinger Bands, etc. Aapko har ek indicator ka purpose samajhna hoga, jaise RSI overbought ya oversold conditions ko dikhata hai, MACD trend reversal signals deta hai, aur Moving Average trend ka direction batata hai.

                  Indicator ka combination: Aksar, traders indicators ko combine karte hain taake zyada accurate signals milein. Single indicator par depend hona risky ho sakta hai.

                  Market conditions ko samajhna: Har indicator market ke specific conditions mein alag tarah se kaam karta hai. Koi indicator trending market mein achha kaam karta hai, jabki koi indicator ranging market mein zyada useful hota hai.

                  Backtesting: Indicator ka istemal karne se pehle, aapko backtesting zaroori hai, taake aap dekhein ki wo past market conditions mein kis tarah perform karta tha.

                  Risk management: Indicator se milne wale signals ko apne overall risk management plan mein include karna bohot zaroori hai. Agar aap sirf indicators par rely karenge bina risk management ke, toh aapko losses ho sakte hain.

                  Agar aap indicators ka sahi tareeke se istemal karte hain, toh aap apni trading strategies ko bohot improve kar sakte hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X