Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai
    Hamen always try karna chahie ki Ham jab bhi trading kar rahi hun tu hamesha first of all trend ke analysis Dal energy aur isko follow karte hue trading karni chahie jab tak Ham isko follow karte hue trading nahin karenge to successful nahin Ho sakenge isliye always trend ko follow karte hue trading karen to success hogi aur jo people friend ke opposite anti trend mein working karte Hain to vah lose Ho jaate Hain aur unko big loss hota hai isliye asi working nahin karni chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

    hamesha kamyabi tab milati hai jab market ke sath milkar kam hota hai aur agar Ham market ke khilaf Koi trade lagate Hain to ismein hamara nuksan ho sakta hai kyunki yah maarpeet bahut hi mushkil hai aur is mein munafa kamana hamare liye aur jyada mushkil hota hai is market mein hamen munafa itna aasani ke sath nahin Mil sakta hai jitna Ham sote Hain iske liye hamen kafi mehnat karni padati hai aur tab jakar hamen kamyabi milati hai Varna kamyab hona itna aasan Kam nahin hai
    Last edited by ; 03-06-2020, 07:50 AM.
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
    • #3 Collapse

      Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

      forex jasa koi or business nahi hum is ma bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakayt hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain hum is mai aagr greedy ban ky kam kkary gy o hamy loss ho ga ya kabe be baand a hony wala business hain hum is mai apen amrze sy tiem table banaj kar kam kar sakty hain asnae sy
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
        Hamen always try karna chahie ki Ham jab bhi trading kar rahi hun tu hamesha first of all trend ke analysis Dal energy aur isko follow karte hue trading karni chahie jab tak Ham isko follow karte hue trading nahin karenge to successful nahin Ho sakenge isliye always trend ko follow karte hue trading karen to success hogi aur jo people friend ke opposite anti trend mein working karte Hain to vah lose Ho jaate Hain aur unko big loss hota hai isliye asi working nahin karni chahie
        Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham friend ke against Koi kam karte hain to vah hamare liye bahut jyada Khatarnak hota hai aur usmein yah chij dangerous hoti hai ki Ham Ko nuksan ho sakta hai lekin 10% chances ismein yah bhi Hote Hain Ki Jab aap friend ke against Koi trade Laga Dete Hain To aapko fayda bhi ho sakta hai per yah just use situation Mein Hota Hai Jis time market unexpectedly Trend ke against move Karen use situation mein aapko fayda ho sakta hai aur iski chances totally 5% to 10% Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

          Trend is always your friend jab Ham trend ke khilaf jaane Ki koshish karte Hain to hamen vahan se Laut ke Siva kuchh bhi hasil nahin hota market ka jo bhi trend chal raha hota hai hamen friend ke saath Hi chalna chahie kyunki market hamari marji se nahin chal table ke humne market Ki Marzi se chalna hota hai aur jab Ham market Ki Marzi se chalenge tabhi hamen profit hoga Varna hamen last ke Siva kuchh bhi hasil nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

            Gee haan forex market men humain trend ko lazmi follow kerna chahhyea kyun kay trading mein trend humara dost hota hai aur iss mein loss kay chances bahut kam hotay hain agar hum market ke khilaf Koi trade lagate Hain to ismein hamara nuksan ho sakta hai kyunki yah maarpeet bahut hi mushkil hai aur is mein munafa kamana hamare liye aur jyada mushkil hota hai is market mein hamen munafa itna aasani ke sath nahin mil sakta hai jitna hum sote hain iske liye hamen kafi mehnat karni padati hai aur tab jakar hamen kamyabi milati hai Varna kamyab hona itna aasan Kam nahin hai iss lye forex mein mehnat sae kaam kerain
            • #7 Collapse

              Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

              Trend key against hi trading hamesha risky aur dangerous banti hay, jab tak trend key against trading nahi ki jati market me etna loss face nahi kia ja sakta magar jab be ham big lot key sath aur trend key against trading karny par depend karny lagty hey to hamari ye trading risky be ban jati hay aur dangerous be ban jati hay traders risky trading zaror kia karen magar trend key against small lot size key sath be nahi karni chaye.
              • #8 Collapse

                Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                Hamen always try karna chahie ki Ham jab bhi trading kar rahi hun tu hamesha first of all trend ke analysis Dal energy aur isko follow karte hue trading karni chahie jab tak Ham isko follow karte hue trading nahin karenge to successful nahin Ho sakenge isliye always trend ko follow karte hue trading karen to success hogi aur jo people friend ke opposite anti trend mein working karte Hain to vah lose Ho jaate Hain aur unko big loss hota hai isliye asi working nahin karni chahie
                Agar Ham market Mein trend ko follow Karenge to Hamari Har trade perfect Hogi parkridge form per Agar Ham pass Rakh ke Tamam rules ko follow karke kam Karenge To Hamen Kabhi nuksan Nahin hoga pakka Kuchh rules Hain inhen follow karna bahut jaruri hai agar Ham Achcha experience on karna hogaacchi kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen.
                • #9 Collapse

                  Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                  Assalam o Alikum,

                  G bilkul agr market stable nai h to hmein pir trading ma haat nai dalna cheaye bulky acy time ka wait krna cheaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                    g bilkul hamen trend k againts kabhi bhe nahi jana cheye or jo trend k khilaf jata hai wo kabhi bhe kamiyab nahi hota hai na he achi earnings gain kar pata hai ..jo member trend k khilaf jaty hain un k liye kam karna or kamiyab hona bhot risky ho jata hai or hum bhot mushkil sa he nikal paty hain tension sa ..hamen khud tension ko dawat nahi deni cheye hamesha he relax ho kar kam karna cheye or trend k khilaf kabhi bhe nahi jana cheye warna bhot buri tarhan sa phans jaen gy or niklna bhe bhot mushkil ho jae ga ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus Prince پيغام ديکھيے
                      Hamen always try karna chahie ki Ham jab bhi trading kar rahi hun tu hamesha first of all trend ke analysis Dal energy aur isko follow karte hue trading karni chahie jab tak Ham isko follow karte hue trading nahin karenge to successful nahin Ho sakenge isliye always trend ko follow karte hue trading karen to success hogi aur jo people friend ke opposite anti trend mein working karte Hain to vah lose Ho jaate Hain aur unko big loss hota hai isliye asi working nahin karni chahie
                      g dear sahi kha ap ne humein ntrend ko follow krty huye he work krna chahyie aur trend line k against work nhi krna chahyie kun k trend line humein market k bary ma bta rhi hoti hai aur aik guess de rhi hoti hai k anny waly time ma market kiss trf ko move krny wakli hai iss liye humein trend line k aganist nhi jana chahyie forex ma iak famous line b kahai jati hai Trend is the best friend in forex so humein me follow krna chahyie trend line ko
                      • #12 Collapse

                        Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                        yes dear forex main jab bhi ap kam karty hain tu hamesha ap ko trend ki simmat main reh kar kam karna chaheay kyon ky market main aik trend ky mutabik movement hoti hai aur ap ko bhi usi trend main rehty hoay trade karni chahey phir ap ki trade main risk factor kam ho jata hai jis say trading ziada win hoti hai is lea ap ko is business main success hony ky lea forex market ky trend ko soch samjh kar chalna chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                          Bilkul dear aapane bilkul theek kaha hai agar Ham market Mein friend ke against reading Karte Hain To yah bahut jyada risky aur dangerous hota hai Hamen Hamesha turant ko follow karte hue hi trading karni hai per Apne profit ko increase karna hai Jitna Jyada Ham friend ko follow karte hue trading Karenge utna isiliye Forex trading business Mein acchi aur Nahin Hasil kar sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain ko follow karte hue trading karna bahut jaruri hai Hamen kam se kam risk lete Hue market Se Achcha profit Hasil karna hai aur apne experience ko increase karna hai isiliye dear new members demo account per practice Karen aur apni reading skills ko improve karte hue Trend ko follow Karen aur apni trading knowledge ko increase Karen Shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                            g bilkul trend hmy buhat acha sport krna hy hamy trade lgany sy phly trend ko zror dekhna chahye par mery khyal se trend to tab deny jab ham ny log trade lga ho sort trade py b trend kam ata hy but log py zeyada best rehna hy aaghr ham trnd k khlaf jaye gy to account wash kr ly gy hmy markrt ko smjna chahye trnd ko dekhna chahye to hi trade krni chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trend ke against working karna dangerous ho sakta hai

                              Trend k against work kabi b mat karain.agr ap ye souch k trade open krty hn k trnd buy ma ja rah hai if peak pr oouch chukka ha kr or ap ye souch k sell ma trade laga dyn k market wapis sell ma ayye gi tou aisa hargiz na karain
                              ​BELIEVE IN YOURSELF!
                              (Ahsan999)

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X