achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.
    agr humari typing speed b achi hy to humari 50 posts ko maximum kitna time lagna chahey.or un ko he zayda time lagta hy jin ki speed achi nahe hoti.ya pher jin k pass slow internet hota hy.or post jildi open nahe hoti.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.

    ji han dear hamari acchi typing speed per hamari post 50 ka time kam se kam hona chahie jab hamari post typing acchi hogi to Ham 50 post takriban takriban do ghante mein kar sakte hain agar hamari typing speed acchi nahin hai to hamen jyada waqt lag sakta hai aur haan is ke liye hamare paas net signal bhi acche hone chahie tab hi Ham 50 post jaldi kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.

      hamain time table bana k hi hum achy say trade kar k hi hum sucess hon gay uar hamain is forum main apni typing speed ko taiz karna ho ga tba hi hum sucess ho sakty hain aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain market main bi kam kar k hi hum acha perform karny main bi asnai ho saky gi aur hamain loss km ho saky ga
      • #4 Collapse

        Re: achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.

        yes 100% right achi typing hain aapk pas tu pak froum main aapk liye 50 post puri karna koi big deal nhe hain easy puri ho skti hian bas aapko bhot he regular kaam karna hian seplling ki mistake ka bhot he dehan rakna hain agar aap regular pak froum ko time dete hain tu aapko kafi acha bouns mile ga agar regular aap kaam nhe karte han daily 50 post nhe karte hain tu kabi b umeed na rakhain k aapko acha bouns mile ga jo forex main regular kaam karta hain vo forex trading main sucessfulll ho jata hain isliye forex main kaam karne k liye apk phly bhot ziya mehnat karne ki need hain
        ​Sadaf Khan
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: achi typing speed pr humari 50 posts ko maxm kitna time lagna chahey.

          Dost aapane bilkul sahi baat ki hai agar Hamari post ki typing speed Ziada To Hamen maximum ek ghanta main Main Apni 50 post ke limit ko aasani ke sath complete kar sakte hain Magar Hamen Main Aisa kabhi bhi nahin karna chahie Kyunki frocks online business Mein Ham jo bhi work Karen acche confidence ke sath aur aur Sabra ke sath kam Karen Jab Ham online business Mein post karte hue jaldbazi Karenge Shaapit lagaenge To Ham kabhi bhi apni post ko Achcha aur informative quality wala nahin kar Sakenge isliye Hamen chahie Ham Soch Samajh Ke slowly slowly post Karen aur uski quality per focus Karen jisse Ham Achcha bolane Hasil kar sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X