Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

    Asa he hay mehnati insaan maar nahi khata hay lalach nahi krta ye trusted business hai jismay trader ko loss b ho skta hai or profit b successful or expert trader bnnay k liye time required hota hai or time k sath hi trader ko bohat kuch learn krnay ko milta hai jis say uski knowledge mai izafa hota.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

      ji bilkul aapane sahi baat Ki hai mehnat karne wala insan kabhi bi mar nahin khata aur kabhi bhi lalach nahin karta kyunki wo jaanta hai lalach karne se mera nuksan hi hoga aur agar main To nahin karunga to mujhe hath se kuchh hasil nahin hoga isliye wo daily basis per apne target ko pura karta hai aur weekend par bahut hi achcha bonus hasil karta hai agar wo mhnat na Karen aur lalach se kam karta hai To uske hath mein kuchh hasil nahin hoga
      • #18 Collapse

        Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

        Aap sahi kah rahe hain dear member aise members ke jo bahut jyada hard working hai vah apne kam mein kabhi bhi har nahin mante hain aur yahi vajah hai ki vah members apne kam mein aur bahut jyada kaamyab hain kyunki jab kisi bhi kam ko kiya jata hai to uska mein acche se mehnat bhi karna hoti hai kyunki agar mehnat na ki jaaye tu is tarah se kam ka koi bhi fayda nahin hota har ek member ko chahie ki agar vah fayda lena chahta hai to vah apne kam mein hardworking karen
        • #19 Collapse

          Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

          walikum assalam g bilkul jo member mehnat karta hai us k andar acha kam karny ka jazba hota hai to wo kabhi bhe maar nahi khata hai na he apny kam main kabhi lalach karta hai ..hamen kabhi bhe lalach k sath kam nahi karna cheye hamesha he bhot mehnat k sath he kam karna cheye or achi learning gain karny par bhe focus karna cheye tabhi hum kamiyab hongy or acha learn bhe karen gy ..
          • #20 Collapse

            Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

            Dar haqeeqat asa he hay achay traders mehnti log loss nahi kartay aik acha knowledge aur experience hana buht he zarore hay knowledge kay bgheer aap trading say profit earn nhein kar saktay ap ko zayda sa zayda time forex ko dana parta ha pher he ap is ma kuch kar sakta ho ak acha trader ban sakta ho.
            • #21 Collapse

              Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

              Ji sar aapke pass bilkul theek hai main aapse hundred percent agree karta hun k mehnati insan kabhi bhi Mar nahin khata bulk apne hardwork ke upar believe karte hue hamesha success ho jata hai.... Aur forex form hamesha vahi insan success hota hai jo hard work hota hai aur kabhi bhi greedy nahin hota... Is lie Hamen ful try karni chahie Kya main mehnat karke kabhi bhi unsuccess nahin hona chahie.. Hamen chahie ke forex form ko ful time Dena chahie forex form per ful concentrate karna chahie Hamen forex form ko kabhi bhi time pass nahin samajhna chahie balki Hamen forest form ko kaise real business ke taur per join karna chahie aur ismein success hokar achcha earn karna chahie
              • #22 Collapse

                Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

                apne kam mein kabhi bhi har nahin mante hain aur yahi vajah hai ki vah members apne kam mein aur bahut jyada kaamyab hain kyunki jab kisi bhi kam ko kiya jata hai to uska mein acche se mehnat bhi karna hoti hai kyunki agar mehnat na ki jaaye tu is tarah se kam ka koi bhi fayda nahin hota har ek member ko chahie ki agar vah fayda lena chahta hai to vah apne kam mein hardworking karen hamesha he bhot mehnat k sath he kam karna cheye or achi learning gain karny par bhe focus karna cheye tabhi hum kamiyab hongy or acha learn bhe karen gy mehant karne wale trader sath sath profit gan karte hain agar aap profit ko gain karna chahte hain tu aapko regular kaam karna hoga mehant karna hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Mehnti insan kabi mar ni khataa lalach ni krta

                  ji Assalam o Alaikum..!
                  ji bilkul apny thk kaha hay mehnti insaan kabhi bhi mar nhi khata.ek insaan jesay pta hay main my mehnit krni hay tu achaa waqt guzary ga.mehnit kr kay khana hay.tu wo mehnit say nhi ghabrata .mehnit main azmaat hay.jo Dil laga kr kaam krta hay wo hi sucessful rehta hay.
                  Thanks.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X