logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.
    dear friends forex market main be tuky trade karny ki bjay hamesha ham ko achi se logicaly trade laini chahye kyon ky achi trade main ap ko ager loss bhi ho jay tu ap ko uss trade main bohut acha experience milta hai jiss ki waja say ap ka mind set thek rehta hai is lea ap market main kisi achi logic ky sath trade karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Umairafzal456 پيغام ديکھيے
    dear friends forex market main be tuky trade karny ki bjay hamesha ham ko achi se logicaly trade laini chahye kyon ky achi trade main ap ko ager loss bhi ho jay tu ap ko uss trade main bohut acha experience milta hai jiss ki waja say ap ka mind set thek rehta hai is lea ap market main kisi achi logic ky sath trade karain.
    Ji han dear aapane hi baat ki hai Forex trading mein agar Hamen loss ho jata hai to Uske Ham bahut Kuchh Sikh sakte hain Kyunki trading Ek Aisa business hai aap jismein Agar loss karte hain to aapko ismein learning hoti rahti hai loss ko hone ke bad aapko ismein apni mistakes per control karna hota hai aur this mistake ki vajah se aapko love hota hai vah Dobara Nahin Karni chahie Kyunki ab dubara Karenge to aapko ismein Majeed aur Jyada Loss ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

      Loss of Kuchh chahie logically Ho Ya Waise Ho agar aap thoda sa work out Karen aur apne lost per bhi thoda sa analyses karen to aapko Apne dost se ek Achcha Sabak mil sakta hai apni mistakes ko agar aap find out kar lete hain aur usko mistake per aap Kabu Pa Lete Hain To yah bhi aapke liye bahut hi faydemand baat Hogi ki aap next time Aisi Koi Galti na Karen aur apne liye ek acchi aur faydemand trade Hasil kar sake to loss ko Hamen Kabhi Bhi Ja Nahin samajhna chahie aur tension Nahin leni chahie Hamesha positive Soch ke sath Hamen Apna Kam Jari Rakhna chahie
      • #4 Collapse

        Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

        hum trde laga kar munfa kama sakty hain hamy learning gain kara kay ik time table bana kar kam karna ho ga hum is mai out off balance accont bana kar be kam kar sakty hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is ai agar tuka systme sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
        • #5 Collapse

          Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

          hamy achi learnintg hasil kar ky is mehant sy kam karna chahey pher hi ham kamyabi hasil kar sakty hain ham is main 24 ganhto main sy kisi be waqt kam kar sakty hain ham is main part time be kam akr sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik aam job ki nisbat hi acha business hain is main hamara koi boss nahi hota hain
          • #6 Collapse

            Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

            ssahe kha hai k loss bhi ho jaye chaye ham nay per fect trade bhi li ho is say hmain chye k ham zroor mhnat krain aor ye lazmi janin k loss bhi huwa hai laikin analysis bhi sary thk thay to uskaily hmain chye k ham loss ki wjha zroor talsh krain ager ham losss ki wjha talsh krain to us say hmain kafi sari batoon ka illam ho jaye ga.is liiye hmain chye k ham in batoon per jab ammal krain hamin sath sath kafui learning bhi ho g.is liiye hmain chye k ham loss ko bhi learning main lain tak hamri trding skill main izfa ho.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: logicaly trade lainy say ager loss bhi ho jay tab bhi wo loss learning daita ha.

              Trade ko plan karke karne ka matlab yah nahin hai ki sirf use trade se members ko fayda hasil hoga kyunki aisa bhi hota hai ki members ko apni plan ki hui train mein bhi loss ho jata hai aur yah aksar hi members ke sath aisa ho jata hai aur iski vajah se members ko pareshan nahin hona chahie kyunki aisa bhi hota hai ki members apni taraf se bahut hi acche se planning karte hain lekin vah planning hamari trading ke liye useful sabit nahin hoti aur isi vajah se loss ho jata hai

              اب آن لائن

              Working...
              X