dear friends forex market main jab bhi hamra profit ka target complete ho jata hai tab hmain ager allch say bachna hai tu ham ko market ko dkehna bhi nahi chahey kyon ky jab ap markt ko dekhty hain tu ap ky mind main or ziada lalch aa jata hai jiss say ap tarde kar ky apne he profit ko zaya kar laity hain aur ap ki mehnat bhi zayaa ho jati hai is lea ap ko is business main aik target bana kam karna chahey aur pora hony ky bad market say out ho jana chahea.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим