Main abhi ISI week mein apna work start Kiya hai hai aur mujhe pata nahin hai hi ke weekly kitna bonus milta hai aur kitni post karni padati hai main to lagatar kam kar raha hun lekin mujhe pata nahin hai ki mujhe kitna kam karna padega jitni kam ki limit hoti hai to aaj teesra din hai main apne kam ki limit ko pura kar raha hun lekin mujhe yah pata nahin hai ki kitni post per kitna bonus milta hai agar kisi senior member ko iske bare mein koi knowledge hai to please vah mujhe reply karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим