mehnat se he kamyabi mumkin hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat se he kamyabi mumkin hai
    my dear members forex mein agar kamyab hona hai to hum sb ko mehnat se kaam krna hoga.jis jis ne bhi is forum pe mehnat se kaam kiya hay vo kamyab hoowa hay is leye mehnat ka damann haath se kabhi nahi chorna chaheye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

    Jab Ham good hardworking karte Hain to Deni hi success possible ho sakti hai jo people without hardworking ke successful hona chahte Hain vah kabhi bhi successful nahin ho sakte hain kyunki is business mein success hasil karna tab hi possible hota hai jab hamari hardworking hoti hai agar hardworking Na Ho to is business mein successful hona bilkul bhi possible nahin hota apni sections ko possible banane ke liye hardworking bahut jaruri hai without hard working ke success bilkul bhi possible nahin hai
    • #3 Collapse

      Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

      kamyabi usi Surat mein possible hai jab Ham koi bhi kam apni Puri taaja aur apni Puri mehnat Se karte Hain agar Ham yah samajhte Hain Ki Ham kamyab kyon nahin ho rahe aur ham mehnat bhi nahin kar rahe ho the to yah galat hai kyunki Jo shaks mehnat nahin karta vah kamyabi nahin hota hamen kamyab hone ke liye mehnat ki jarurat hoti hai jitni jyada Ham mehnat karenge utna jyada hamen kamyabi milegi aur ham kamyab hokar achcha profit kar sakenge
      • #4 Collapse

        Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
        my dear members forex mein agar kamyab hona hai to hum sb ko mehnat se kaam krna hoga.jis jis ne bhi is forum pe mehnat se kaam kiya hay vo kamyab hoowa hay is leye mehnat ka damann haath se kabhi nahi chorna chaheye.
        Dear brother aapane bahut hi acchi baat hai yaar Ki Hai Ham is forex market mein agar Kamyab Hona Chahte Hain To Ham Ko ismein mehnat Karni Hogi Agar aapane Kamyab hona hai to uske liye Din Raat Ek karna padta hai uske bad aapko ismein kamyabi milti hai is market mein aap Jab Bhi Koi Galti karte hain to uski vajah se aapko Kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie ki aap time ke sath is market mein e-Learning kar len aur uske bad practice Karte Rahe Jab aap acche Ban Jaaye tab is market Mein Apni investment Karke kam start kar den aapki investment abhi save Deti Hai Jab aap is market Mein kam se lete hain aur ismein apne experience ke sath kam karte hain tab aapko is market mein fayda ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

          ji han main sahi kamyabi milati hai mehnat ek aisi chij hai jisko karne se insaan lo se hi ho sakta hai agar Ham niche khade Hain tumhare pass mein nahin hai agar Ham vahan per khade hokar mehnat karenge to Ham itni bulandi per chale jaenge ke log dekhte rah jaenge yah Sara kuchh ek working aur interesting per mumkin hai agar Ham is freq business mein apne aap ko is per laenge aur karenge aur apna dhyan is ki taraf focus karenge to Ham kamyabi ke mein aasani se tar kar sakte hain aur mehnat karke kamyabi hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

            Forex trading mein mehnat se matlab market ko analyse karna market ke moment ko samajhna practice karna aur apni skills ko improve karna Hota Hai agar Ek Insan mehnat Karta Hai vah market ko time Deta Hai To vah Ek Din Jarur Kamyab Hota Hai hi aur uska experience increase ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

              you are nothing without the ability of doing hard work patience hard work regularity punctuality and being skillful and getting experience are some of the major secrets of success if you are hardworking person stock market will give you profit at the end but if you do not believe in hard work and you just go lazy and do not do your job on daily basis then this market is not going to get you profit so believe in hard work and just focus on what you are doing keep learning and then get earning
              • #8 Collapse

                Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
                my dear members forex mein agar kamyab hona hai to hum sb ko mehnat se kaam krna hoga.jis jis ne bhi is forum pe mehnat se kaam kiya hay vo kamyab hoowa hay is leye mehnat ka damann haath se kabhi nahi chorna chaheye.
                Yes dear aapane bilkul theek kaha hai instaforex mein main aapse hi kamyabi Unse Hain agar koi banda yah Kahta Hai Ki Main Main Nahin Karunga aur kamyabi Hasil kar lunga Tu Is Tarah bilkul bhi Namumkin si Baat Hai Jo Banda minet karta hai usko kamyabi Jarur hoti hai aur uski mehnat ka fal usko Jarur Milta hai isliye agar aap Chahte Hain Ki aapko kamyabi Hasil Ho Jaaye to aap ka Daman Kabhi Bhi Na chhode
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                  Jo log forex trading men mehnat kartay hen woh hi kamyab traders ban jatay hen aur yeh mehnati logon ka business hey iss men jo log mehnat nhi kartay woh nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir ziyada se ziyada mehnat aur himat se kam karen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                    Pk forex forum bhut aur kamyab business hay forex trading ma bhut zadya mhenat karty hay wohi acha traders bana sakty hay pak forex business mehnti logon ka business hay jo log pak forex forum mehant karty hay phir wohi kamyab hoty hay pk forex forum bhut zayda mehant say kam karnaa chlye phir hum kamyab hu sakty hya phir acha profit hasil kar sakty hay
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                      Pakistan Forex Mein kam karte hue Agar Ham dil lagakar mehnat se kam Karenge To Hamen acchi kamyabi mil hi jayegi Hamen chahie daily basis per Achcha target posting karne ka banaa Le Agar daily basis per acche discipline se Ham Achcha target posting karne ka banaa Lenge to almost Hamara target pura hone ki vajah se Hamen Achcha Sa fayda Milega acchi Si koshish se acchi mehnat se acche experience Se Achcha knowledge se Hamen acchi kamyabi Pakistan Forex Har Surat Mein deta hai isliye mostly Achcha Karen acchi kamyabi ke liye Pakistan Forex ke rules ko follow karen to hi kamyabi Hogi
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                        mehnat se hi sab kuch mumkin hai agar ham mehnat se kaam karte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain mehnat karni hai agar ham mehnat karte hain to ham kameyab ho sakte hain hmain chahiye ke ham knowledge hasil karain agar ham mehnat se kaam karain agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain lekin achi practice karni hai
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                          Forex trading mein agar Ham hardworking ke sath kam Karenge acche Na Lage acche experience hai kam Karenge tabhi Ham Forex trading Se achcha profit banaa sakte hain per accident ek achcha business hai profitable business hai Hamen ismein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham acchi nahin kar sakenge Forex trading mein woh log kab job Hai Jo money management se kam karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                            yes dear mehnat se success zaror possible hay jo member seriously hard work kerty han wo zaror achi success bhe hasil kerty han ye business aik kamyab hay jis mein ham din mein mehnat ker sakty han or rat mein bhe mehnat ker ke achi success hasil ker sakty han hamre hard work good hone se hamain results bhe zaror good milty han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat se he kamyabi mumkin hai

                              Janab achi mehnat wala kabi nakaam nahi hota hay kamyab ley ga hum jo bhi apni trading mey sikh tey us se asani se faida utha saktey hen isi liye trading karne phele humen trading ko sikhna chaye then us k bad trading karni chaye is se humen acha kahasa faida hota hey time maximum do sekhnay pe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X