Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae
    Assalamau ALiakaum my dear members agar apko forex trading main ache tarah se trading karne hae or is main apko ache earning karne hae to is ke liye apko cahiye ke ap is main mehnat karen or kabhe bhe lalch na kiya karen q ke jo log is main lalch karte hain wo akbhe bhe is main kamayb nhenho sakte hain to is liye tamam members ko cahiye ke wo is main mehnat karte rahen ache tarah se kam bhe karte rahen take wo is main succcess hasil kar saken or jo log is main jitne zayada mehnat karte hain ache trah se kam karte hain tab he to wo si main success hasil kar he lete hain to hamen bhe is main ache tarah se kam karte rehna cahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

    Ek Kamyab trader Kabhi lalchi nahin karta balkeshwar se kam karta hai aur Allah Tala ki jagah bhi Hamen Ho kam deti hai ki aapane lalchi bhi nahin Karni aur sabse kam Karna Hai Jab tak Ham Sabar se kam karte rahenge result Hamare favour Mein Aate Rahenge Aur kamyabi Ke Liye Hamen vishyak vate karna Pade lekin kamyabi Milegi aapane Hamesha Hoon chijon ko forest area Mein leke aana hai jo aapko kamyabi Ke Liye Har Waqt taiyar Karen Forex trading online business ismein aapki patient Har step per Dekhi jaati hai agar aap patients Nahin rakhte to aapki trading main result sabse different Ho Gaya Aur kamyabi Ke chances bhi nahin hoge Lal ji kabhi Kamyab Nahin Hota balki vah aur zaleel awkward hota hai trading mein bhi aur Pakistan form mein bhi aapane apne aap ko ekjut improve Karke chijon ko a star star mehnat karna hai aur sabse kam Karte Rahana hai Sabar se kaam karna hai aur kabhi bhi jawab nahin karna trading Mein Ham give karte rahenge to result acche Nahin aaenge
    • #3 Collapse

      Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

      Ji han dear bhai aapane theek kaha hai ki farak ke andar kamyab trader kabhi bhi lalach nahin karta agar bullet karta hai to vah khud ko nuksan ko chahta hai jitne bhi yahan per hamare senior jaenge jitne bhi kamyab members Hain vah kabhi Lage nahin karte ho subah se Kam karte hain isliye vah Ham sab logon se aage hain sabse kam karne wala log kamyab hote hain vah karte rahte hain isliye kamyab log kabhi bhi looser aur nuksan mein nahin jaate Hain unko pata hota hai ki hamari kisi bhi galti ki vajah se hamen lost ho sakta hai vah kam sabar se karte hain aur kaam karta hai aur hamen bhi ISI tarah activboard sabar se kam Lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

        dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn jo log ziada profit ka lalach krtay hn unhen aksr loss he hota ha sur jo log market ka analysis krtay hn aur profitable position milnay ka wait krtay hn to woh trsder forex trading mn kamyabi hasil kr k achhi earning bhi hasil krtay hn
        • #5 Collapse

          Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

          Yes dear kamyab trader kabi b lalach I sath kaaam nhe karta hainagar koinbkamyab trade forex trading main hard work k sath kaaam karta hain tu long time merket say acha profit gain karta hain ke bat Karin to aj to competition ka door hy jo log mhnet se kam Karin gy to log kamyab hongy gy ager ap is business mein time pas kerny ke ly aty hain to ap ko chye ke is business ko chor ker chl forex k business ko easy na samjhi yaha py achy achy trade big big account wash kar dete hain dear is liye aapko bhot he hard work k sath kaaam karna hoga
          ​Sadaf Khan
          • #6 Collapse

            Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

            Lalach Kisi Bhi Insan ko nakam banaa deti hai aur uske experience aur knowledge ko remove kar deti hai lalach Mein Aakar Ek Achcha trade Abhi Bina market ko analyse kiye trade open kar deta hai Jiski vajah se use loss hota hai aur sometimes account was hone ka bhi Khatra Hota Hai to Ek acche aur samajhdar trader Ki Nishani ya hoti hai keva market ko proper analyse karta hai aur uske bad hi trade open karta hai agar lalach ki buniyad per trading ki Jaaye Tuze trading Nahin kaha ja Sakta Kyunki trading tu apni skill ki buniyad per ki Jaati Hai
            • #7 Collapse

              Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

              sahi kaha hay aap ne aur haqeeqat bhi yehi hai k lalch hamesha insan ko le doobti hay.is leye agar hum kamyab trader ban k samnay aana chahtay hain to hamein chahye ke hum is forum pe lalch bilkul na krein aur sabar se kaam letay hooway hum apni mehnat jaari rakhein aur apni manzil ki taraf barhtay jayin aur apnay targets achieve krtay jayin to hum bohat jald kamyabi se hum kinaar hongay
              • #8 Collapse

                Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                Aek kamiaab trader kabhi bhi lalach nahi karta balkeh friends woh khud mehnat karta hai aor jitni bhi earning hoo jaaey us par Allah ka shukar Ada karta hai aor hame forex me lalach nahi karna chahiey aor jitna hoo sake hame sabar ke saath trading karni chahiey aor jaldbaazi na Kare soch samajh kar step uthaaey.
                PRACTICE MAKES MAN PERFECT
                • #9 Collapse

                  Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                  Forex mein sabar sae kaam kerna lalach kernay sae behtar hai kyun kay sabar sae kaam kernay sae hi humain faida hota hai jub kay lalach kernay sae humain hameaha nuqsaan hi hota hai forex trading mn jo log ziada profit ka lalach krtay hn unhen aksr loss he hota ha sur jo log market ka analysis krtay hn aur profitable position milnay ka wait krtay hn to woh trsder forex trading mn kamyabi hasil kr k achhi earning bhi hasil kertay hain aur sath humain trading kernay ka experiance bhi hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                    profit and loss other two sides of the coin of a business because if you are not able to tolerate the loss then you are not going to get profit this is why it is recommended in stock marketing that you should be a person having an attitude of patience we should be a person which can tolerate loss you should not be a greedy person because grade can kill all the abilities and it can carry your account because if you open a trade and that goes into profit and the highest again on the basis of radio open another trade that goes into lost and it just demolished the profit that you earn in the first trade
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                      Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie our Forex trading main lalach ki wajah se hamen sirf loss hota hai aur hamara bonus account wash ho jata hai aur Forex trading main hamen imandari ke sath work karna chahie aur Forex mein hamen trading Sabar ke sath karne chahie aur Forex mein hamen trading money management aur ache confidence ke sath karni chahie aur is tarah se Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein hamara bonus account bhi increase ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                        Bilkul sahe kaha aap ne janab acha trader kabhi bhi jald baazi me kam nhi krta hai or sabar or tahmul se kam leta hai ye hi ek ache trader ki pehchan bhi hai insaan ko lalch kabhi nhi krni chahye balky menhat or smjhadri se kam krna chahye forex market me me jab trader ka loss hota hai to wo lalach me aa kar loss ko recover krne k lye bde trade krta hai jis se os ka account wash hota jata hai phir pachta ve k elava ose kch hath nhi aata
                        .
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                          laalach Hamesha nuksan hi deti hai Jo shaks lalach mein aakar trade open karta hai use Hamesha loss hota hai aur ek kamyab trader kabhi bhi lalach nahin karta kyunki use lalach Ka nuksan pata hota hai isiliye Jo shaks achcha trader banna chahta hai use sabse pahle apne lala ko khatm karke khud ko behtar banana hoga Taki vah acchi trading karke achcha profit earn kar sakekyunki jab tak uske andar lalach hoga aur sabar ki quality nahin hogi tab tak vah sirf loss hi karta rahega
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                            me agree kron ga ap ki bt se sabar se kam lena chahyie lekin dear hamesha asa hota hai jb ap koi galat trade lga dety ho to tensin zurar hoti hai jb itni mehnat se kuch profit collect krty hain aur phr wo aik jhatky ma cut ho jaye to uss waqt humein sabar se kam krna chahyie aur hamri koshish honi chahyie k jitna ho saky positive kam kren aur asi trade na open kren jiss ma loss k chances zaida hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik kamayb tradr kabhe lalch nhe karta balke sabar karta hae

                              Ji han yah bhi hai Kamyab trader kabhi bhi lalach mahakata cal ke Sabar karta hai aur vah sab karta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X