agar hamari trade bahut hi zyada loss Mein chali jaaye aur ham trend ke against trading kar den anjany Mein to aisi Surat Mein hamen kya karna chahiye Jab loss zyada ho jaaye to trade ko close kar dena behtar hota hai ya phir trade ko hold rakhna behtar hota hai iske bare mein agar aapke pass experience hai to share Karen kyunki agar Forex Mein loss Mein trade close kar denge to loss ko recover karna hoga isliye koi aisa tarika koi aisa method jiski wajah se Ham apne loss ko aasani se recover kar sake kyunki Forex Mein Jab loss Mein trade chali jaati Hai to bahut tension hoti Hai hamen aisa Kya Kam karna chahiye jiski wajah se hamen Forex Mein loss Na Ho aur ham loss Mein trade close na Karen hamen Forex Mein trade per hold rakhna chahiye ya trade ko loss Mein Hi close kar dena chahiye is main aapke pass jo jo method hai woh share Karen Taky aap or Ham Sab milkar ek dusre ki madad kar sake aur ek dusre ko sahi se guide kar sakenge ke unko is condition mein kya karna chahiye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим