Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.
    Assalamu Alaikum dear brother main yah Kahana Chahta Hun Ki Forex trading Se Jab aap koi bhi trade open Karte Hain To Uske pahle aapko market ke bare mein analysis karne Hote Hain Jab Ham analysis Karke koi bhi trade Lagate Hain to uska Hamen yah fayda hota hai ki Hamari vote rate Lok se bus sakti hai analysis Karke trail Lagane se Hamen loss kam hota hai vah profit hone ke bahut jyada chances hoti hain To Hamen chahie ki market Mein knowledge Hasil Karen aur analysis karne ka experience receive Karen aapko bhi ismein aasani Hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

    Dear member ap nay aik achy point ki tarf twajo dilai hai hmen apny analysis karny cahhen aur hmen is field main tarqi bhi karni cahye aur ma apki bat sy itfaq karta hun knowledge aur experience hmry account k lye behad zarori hai lakin waqi main iska harguz yeah matlab nahi k agar ap k pass yeah dono mojood hun tu apko loss nahi ho gaa loss ki bahot sari aur waja bhi ho skhti hain jaisy almai mandi ka crash kar jana ya phir apka account main lalch karna ya phir apka analysis ghlat ho jana yeah chnad chezen hain jo k knowledge aur experience k ilwa bahot zarori hain trading account main emotion ap k bahot bary dushman hain in sy apko bachna chahye jitna apki emotional feeling trding k doran km hu ge otna nuqsan ka andesha bhi km ho gaa nahi tu nuqsan ho skhta hai
    • #3 Collapse

      Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

      Loss se bachkar aur trading karna sabse ek acchi planning hai aur members isi tarah se hi agar planning kar le to unko kam mein kabhi bhi nuksan nahin hota hai har ek member ko chahie ki vah apne liye ek aisa plan banaa le kar jisse unko loss na ho aur agar ho bhi jaaye to jyada na ho kyunki members jab khud se manage karte hain to is tarah se kam ko sahi se kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

        Los se bachne ke liye Hamen acchi quality ka kam karna chahie aur acchi quality ki post share Karni chahie tha kameshwaram a successful trader Ban Saken. Pakistan forex forum me success hasil kerne k liey mehnat bohat zarori hai aur bagair mehnat k ap is forum me success hasil ni ker sakte. Lehaza is baat ko apne mind me save ker len k agr ap ne is forum me success hasil kerni hai aur acha trader ban na hai to mehnat zarori hai. Mehnat karen, lalach se door rahen aur apne daily task ko pora karen aur aj ka kaam kal pe na choren.
        • #5 Collapse

          Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

          Market ko analyse kar ke hi kam karne mein jyada fayda hota hai is tarah se members ko ek idea mil jata hai ki unko kis tarah se reading karni hai aur jo members apne liye acche se trading kar lete hain to tabhi unko profit bhi achcha lagta hai isliye har ek member ko chahie ki vah achcha profit lene ke liye acche se trades ko plan karen aur isi tarah se hi vah kamyab ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

            bilkul dear analysis basic mein forex trading co risk free trading ke liye important hote hain per feeding mein agar aap per sada sanaur profitable trading karna chahte hain to aapko hamesha analysis ke sath working karna hogi kyunki jitne perfect open analysis karte hain forex trading mein itne hi chances aapko profit mein hone hote hote Hain isliye aapko hamesha koshish karni chahie ki maximum focus Karen aap apna working analysis per depend Karen
            There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Analysis karny sy zyada trade loss sy bach hainmm.

              market ko examine kar ke hello kam karne mein jyada fayda hota hai is tarah se members ko ek idea mil jata hai ki unko kis tarah se analyzing karni hai aur jo participants apne liye acche se trading kar lete hain to tabhi unko profit bhi achcha lagta hai isliye har ek member ko chahie ki vah achcha profit lene ke liye acche se trades ko plan karen aur isi tarah se hi vah kamyab ho sakta hai

              اب آن لائن

              Working...
              X