Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye
    Forex forum ka 1 rule ye be hay key hamy kabi be apni posts key bary me other members ko ye nahi kehna chaye key hamari posts ko thanks kar do agar ham esi ghalti karty hey to es ki waja se account banned ho sakta hay aur esy posts ko original be nahi samja jata hay, thanks hamesha achi posts par mil jaye to ye fake nahi samja jata hay aur es ki value har tarha se bahot hi achi hoti hay jo bonus zeyada milny me bahot help karti hay, members ko thanks ki koi tension nahi honi chaye us ko siraf apny posts ki quality par focus karna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے

    G dear Hamen Agar Kisi Se post Lekar thanks lena hai to usse behtar hai ki Ham apni quality ko improve Karen aur apne friend ki quality ko bhi improve Karenge Jitna Ham Achcha kam Karenge aur quality wise good kam Karenge To Hamen bahut jyada fayda Hoga bus sirf is chij Ka Khyal Rakhenge kabhi bhi negative shirt karne ki kasrat Karne Ki Koshish Na Karen Hamesha Sare doston ko Sath Lekar Chale aur Baki Apne sinus ke follow Karte Rahen baten aur kabhi bhi double Cross Karne Ki Koshish Na Karen trade ko padhne ke liye aap kaun chahie kya apne Ayurvedic friends ke upar Jo post hoti unko Jarur padhen Taki aapko Uske bare mein information Aise rakho.
    • #3 Collapse

      Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

      forex mai hum iak didn mai aik limit ky mutabik 50 posts ar sakty hain hamy leanring gan kar kay ik time table bana kar kam kakrna ho ga hum is mkai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai pairs ma or currncy mai kam kar sakty hain is jasa koi or bsiness nahi hain hum is mai aagr greedy ban ky kam kary g t hamara account baned ho jy ga
      • #4 Collapse

        Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Forex forum ka 1 rule ye be hay key hamy kabi be apni posts key bary me other members ko ye nahi kehna chaye key hamari posts ko thanks kar do agar ham esi ghalti karty hey to es ki waja se account banned ho sakta hay aur esy posts ko original be nahi samja jata hay, thanks hamesha achi posts par mil jaye to ye fake nahi samja jata hay aur es ki value har tarha se bahot hi achi hoti hay jo bonus zeyada milny me bahot help karti hay, members ko thanks ki koi tension nahi honi chaye us ko siraf apny posts ki quality par focus karna chaye.
        Dear brother aapane bahut hi acchi baat share ki hai agar Hamen Swayam per kam Karte Hain To Humko chahie ki Ham ismein Itna Achcha kam Karen ki Ham Ko log hote hi thanks dete Rahen Agar Ham ismein Kisi Ko thanks ka Kahenge to usmein Hamari post ki quality Ko Dekha jata hai agar Hamari post ki quality acchi Nahin Hogi to hamare thanks fek Kaun Honge aur Usne Humko bonus bhi nahin Milega isliye Humko chahie ki Ham is form per Achcha kam Karen Taki Ham Ko Agar use per Koi thanks Mil Jata Hai to uski vajah se Ham Ko Kafi Jyada bonus mil jaaye Hamari post quality acchi ho to use per thanks kam bhi ho to bonus Achcha Mil Jata Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

          ham forex amin lieve posts reply akrty hain ham is man jitna cah or alla qualites ka kam akry gy hamy is ka utna hi hac abuinsss hain ham is main out off cost acounr bana kar be kam karsajkty han yai aik as abusiness hain jis ain kam karny ky liye hamy kisi be office jany ki zaort nahi joti ham apmy agr betyh ka kar is main mehnat sy kam kar sakty hain yai aik best busienss ahin
          • #6 Collapse

            Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

            dear friend ap na bilkul theak kaha ha k apni posting pa thanks k liay kisi ko naen kehna chayay balkay meray khial mn apko spni posting ko forex sa related ziada sa ziada informative bnana chayay ta k log khud ba khud apki posting pa thanks den
            • #7 Collapse

              Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

              Ji ha my dear friend aap bilkul theek kah rahe hain apni post per kisi ko bhi thanks nahin karna chahie Jo log apni post per Khud thanks karte hain unko bhi nuksan hota hai agar wo aisa Karte Hain To Unka bonus bhi kam aata hai isliye unko ine cheej Se Dur Rahana chahie yah Chhoti galtiyan Hamen bahut zyada Sabak De Jaati Hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                G Han dear apny thk kaha hmein kbi b khd sy thnx nh kehna chye blky jo post thnx ki haqdar ho us p sb khd ee thnx kehty hn isliye bjae thnx mangny k apny kam ki quality ko improve krein takay khd ee thnx mil jaen apko
                • #9 Collapse

                  Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                  Assalam walekum ji han ham kabhi bhi kisi ko yah Nahin kah sakte kya mere post per thanks kar de yah bhi hai yah bhi hai ki ham Kisi ko yah Nahin kah sakta ki yah hamari post per thanks kar do bhagwan hamara kyon band Ho jaega aur use original post Nahin samjha jaega I Jaise main kisi ko bhi yah Nahin kahana chahie yaar mere post ko thanks kar de agar meri post acchi hogi macha Di jayegi to jarur post original hogi aur hamesha hoga thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                    Salam Walekum bhai sahab aapki baat bilkul theek hai ki Hamen apni post per Kisi Ko thanks ka Nahin Kahana chahie Agar Ham thanks ka Kahate Hain To Hoga Yahi ke hamara account pahan kar diya Jaega ya FIR post delete kar di Jayegi Kyunki Forex ke rules ki against Hai Kisi Ko propose karte hain per Ho Jaaye isliye ise avoid Karen
                    Do it before other will do!
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Forex forum ka 1 rule ye be hay key hamy kabi be apni posts key bary me other members ko ye nahi kehna chaye key hamari posts ko thanks kar do agar ham esi ghalti karty hey to es ki waja se account banned ho sakta hay aur esy posts ko original be nahi samja jata hay, thanks hamesha achi posts par mil jaye to ye fake nahi samja jata hay aur es ki value har tarha se bahot hi achi hoti hay jo bonus zeyada milny me bahot help karti hay, members ko thanks ki koi tension nahi honi chaye us ko siraf apny posts ki quality par focus karna chaye.
                      Desr firex member ager firum ke rule ke mitabik kam kare ge aur her postsboer acha kmowledge air ecoerience share kare ge to her member is per thanks de ga aur kisis jo batne ke zarorst nahi ho ge her member is per thanks de ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                        Ji han dear jis ko post say faida hota hay or jo bazoq members hain wo khud he achi post per thanks day daity hain, is liye kisi ko thanks ka keh kar khud ko demoralize nai karna chahiye, apny posting work ko acha banayain or khud per trust rakhain, q keh ager posting work acha hoga to us per zaroor acha bonus mily ga.
                        Last edited by ; 01-06-2020, 10:21 PM.
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                          Kuchh log Aisa karte hain lekin Aisa karne se Kuchh Hota Nahin Hai Logon ki satisfaction ismein Hoti Hai To unko karne Den aur aap apna kam Karen apni quality ko Jyada improve Karen Taki aapko yah Kahana Hi Na Pade Hamen Aisa Forex Mein kam karna chahie jisse Hamen Jyada thanks Mile aur jisse Hamen Jyada bonus Mile Hamen Apna target pura karna chahie Jab Ham Apne target ke upar focus karte hain to market mein bahut kamyabi milati hai mehnat se Hamen Forex Mein knowledge increase hoti hai aur ham apni knowledge ki vajah se Kamyab hote hain aur ismein Hamesha learning Karni chahie aur Apna target Waqt per pura kar Leta ke market ko bhi time de Saken aur Forex trading karte hue aapko koi problem Na Aaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                            G bilkul theek pak forex ka ak rule ya bee hi ka hum kisi ko ya nahi boona chahiya ka bhi yaar aap humri post ko thanks boolo agar hum asia kar ta hi too humra account baane bee ho sakita hi hum kis ko nahi boolna chahiya ka aap humre post ko like karo bulka hum is ma khud is ma mehnat kar na chahiya ta ka log huma apina aap thanks kahia,
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni posts par kesi ko thanks ka nahi kehna chaye

                              wasy to kisi ko b thanks ka kehny my koi issue nahe hy likn. agr hun na he boly to be acha ho ga.or agr koi hu. ari pist ko thanks krta hy to most welcome.. thanks ktny sy kisi ka jata kuch ni hy likn is sy bounce axha mil jata hy. or hum achi trading achy bounce sy he kr sakty hn.. with experience..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X