Trading me loss q hota hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me loss q hota hy??
    Ham jitny bhi new members hn hum jb bhi trade lagaty hn hame profit bht kam ata hy jb k hame loss bht ziyada hota hy esa q hy ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me loss q hota hy??

    Forex Trading me loss k kahi ojohaat ho saktti hai. Hamen is pe control karne ki koshash karrni chaheye. Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me loss q hota hy??

      Trading Mein last hone Ke Piche bahut se factors involved bahut se Aise important parts Hai jinko Ham ignore karte hain Jiski vajah se Hamen loss hota hai Jaisa Ke Jab Ham market Mein Koi position lete hain aur stop loss ka use Nahin Karte yah take profit ka use Nahin Karte To Hamen loss hota hai yahan Apne account se Big Lot size ka use karte hain to bhi Hamen loss hota hai Jab Ham discipline trading Nahin Karte to bhi Hamen loss hota hai agar Hamare confidence aur Hamare analysis strong Nahin Hai Thodi Hota Hai Karte Hain Karte Hain Agar Ham blindly trade karte hain ya jaldbazi karte hain to Abhi loss hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading me loss q hota hy??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Arslanshehzad پيغام ديکھيے
        Ham jitny bhi new members hn hum jb bhi trade lagaty hn hame profit bht kam ata hy jb k hame loss bht ziyada hota hy esa q hy ???
        Dear brother is market Mein Jab trading start karte hain to ismein aapko analysis karne Hote Hain Uske bad aapko is market Mein trade Lagani Hoti Hai is market mein aapane agar friend ko samajhkar trailer gai hai to usmein aapko Kafi Jyada profit ho jata hai aap Agar market ke trunki opposite trade Lagate Hain to use per aapko nuksan ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap is market Mein analysis karke hi trade Karen Taki aapko ismein acchi trade Mile aur use per aapko profit Hota Rahe agar aap galat decision lete hain to use per aapko nuksan ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me loss q hota hy??

          Dear trading me loss ho hota hay hi 1 currency ki price me ezafa hota hay aur 1 currency es key muqably me es ki keemat aur value kam hoti hay jab traders koi 1 currency other currency key muqably ya badly me buy karty hey to us ko loss be ho sakta hay aur profit hony ka be chance hota hay, traders jes tarha profit earn karny par acha mehsoos karty hey es tarha traders ko loss key ley be tayaar rehna chaye aur har tarha se loss se bachny ki be 1 strategy banani chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Trading me loss q hota hy??

            Dear brother forex trading men loss business ka hissa hey iss liay sub ko loss hota hey aur jo log bagher learning k trading shuru kar detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur jo log demo account pe practice nhi kartay unn ko bhi ziyada loss hota hey aur lalachi logon ko bhi ziyada loss hota hey
            • #7 Collapse

              Re: Trading me loss q hota hy??

              Pyare doston trading mein loss aane ki sabse badi vajah yah hoti hai ki aapko Forex ke musalle nalage Nahin hota aur aap tradeplace kar dete Hain ISI vajah se aap aap loss mein chale jaate hain lekin agar aap tradeplace karne se pahle mukmmal Tod per technical analysis aur fundamental analysis ko apni learning ki roshani mein follow karenge to fir bahut ziada chances hote Hain ki aapko aapki trade fayda pahuncha degi.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading me loss q hota hy??

                jee han Forex me misfortune k kahi ojohaat ho saktti hai. Hamen is pe control karne ki koshash karrni chaheye. Forex Exchanging aik karobar hai aur is me benefit aur misfortune dono ho jate hen. Lekin murmur ye business sirf benefit hello ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen misfortune bhi ho jat hai. Misfortune k aam tawar pe chand regular se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market investigation aur news k bagher exchanging karna, exchanging hamari examination k restricting sharpen pe hamara passionate ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam benefit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Assume Benefit aur Stop Misfortune ka alternatives na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X