Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey
    Dear brothers wesay tu forex trading men education ki koi khas value nhi hey kiun k iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahay hen lekin education aik aesi cheez hey jiss ka her jaga pe advantage zaroor hota hey iss liay forex trading men jin logon k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur ziyada profit kama letey hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey

    First of all m baat karte hain Pakistan form Mein education ki kya importance hai jo log Pakistan form Mein kaam karte hain Sabko pata hai ki Pakistan form Mein Ham Sab Bada Achcha kam karte hain aur Achcha kam karne ki best Mein Hi acche result Hamen sakte hain Forex trading mein agar baat ki Jaaye to usmein bhi knowledge or experience bahut jyada hai lajmi hai education ka yah matlab Nahin ki aap Kisi bhi field Mein educated ho to aap bahut jyada kaamyab Honge education ka matlab hai ki aap Yad to finance yah winking mein bahut expert ho to aap bacche result milane ke chances hote hain to trading Mein Ham Sab ne apne aapko educated karna hai aur kabhi bhi jawab nahin karna Dev Karenge to Mari education system bhi down Hoga aur Hamen Aacharya Jaat Nahin milega.
    • #3 Collapse

      Re: Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey

      yes dear aapne thek bola hian agar hum forex trading man work karte hain tu hum ko bhot hard work karne k bad he acha profit mil jata hain phly forex trading ki education hasil karna hoga gar hum forex trading main bina kaam kiya nad bina hard work kiye and bina learn kiya kaam kare gy tu loss hoga is liye apni mistake say learn karna hoga apni mistake ko achi tara samjhna hoga k feature main kia hum loss say bach skte hain
      ​Sadaf Khan
      • #4 Collapse

        Re: Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
        Dear brothers wesay tu forex trading men education ki koi khas value nhi hey kiun k iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahay hen lekin education aik aesi cheez hey jiss ka her jaga pe advantage zaroor hota hey iss liay forex trading men jin logon k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur ziyada profit kama letey hen
        Yes dear ap k pass agar education hai aor ap ais market mai fundamental analysis ko use kar k kaam karty hai to aus mai ap ko kafi zayda study karni hoti hai aus mai ap ko data read karna hota hai ausk sath sath ap ko news read karni hoti hai aus se ap ko kisi bhi currency ka pata chalta hai k ye weak ho rahe hai ya strong ho rahe hai aus k baad ap aus par trade kar skaty hai ye sab ap ko tab samjh aata hai jab ap k pass education ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fakhar37201 پيغام ديکھيے
          Dear brothers wesay tu forex trading men education ki koi khas value nhi hey kiun k iss men kam education k log bhi achi earning hasil kar rahay hen lekin education aik aesi cheez hey jiss ka her jaga pe advantage zaroor hota hey iss liay forex trading men jin logon k pass achi education hoti hey woh dusaron se jaldi kamyabi hasil kar letey hen aur ziyada profit kama letey hen
          Dear forex member her jam me edication ka bhit zayada role hota he ap jo be kam karo ge is ke lua zarori hota he ke apke pass acha l owledge air experience ho jotna zauada experience ho ga itna he zauada kamayabi hasil karo sako ge
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Kiya forex trading men education ka bhi koi advantage hota hey

            bilkul dear forex trading main ager hamri achi education hai tu hmain us ka ziada faida ho sakta hai aur ap forex market ko har lehaz say achi triky sy soch samjh kar kam kar sakty hain is lea is market main ap ky pas har tarah ka ager knowledge ho ga tab he ap is main ziada kamyab aur jald kamyab hon gay is lea achi education bhi hamry lea utni he zrori hai jitna forex ky bary main knowledge zrori hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X