loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,
    dear friends, hmain agr forex trading ma loss ho jay, to pareshan na hon bl k us sa seekhian aur un mistakes ko point out kar k clear karain jo loss ka sabab bnti hain. is loss ki waja sa hm ma mehnat ka jazba paida ha aur hm acha kam karnay ki koshish kartay hain aur kmayabi ki taraf gamzan hotay hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

    Los Jab aapko hota hai to Aapka kamyabi ki chances next time Jyada hote hain loss ki vajah se aap confident thoda bahut use karte hain lekin next time of trading mein bahut pyar ko Rote Hain Ki Kaise aapane trading Mein Perfect result Lekar Aane Hain trading mein bahut Mushkil hoti hai aur aapko har dam acchi performance deni padati hai lekin Agar aapane loss ki importance ko Samjha aur next time apni important trading Kisi acche result leke aaye to loss of ka kam Hoga aur Insha Allah trading Mein kamyabi ki taraf aap bahut jyada Upar ki taraf Jaenge To Ham Sab Ne Forex trading Mein kamyabi ke liye loss ko kam karna hai aur trade Mein karna hai.
    • #3 Collapse

      Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

      Yes brother, loss say bachna chahiye or loss ka dar bhi hona chahiye or aisi mistakes say avoid karna bahut zaroori hay jo loss ka sabab banti hain, q keh jab tak hum profit say ziada loss ko important nai samjhain gay tab tak hum achi mehnat say forex main successful nai ho sakty or na he loss sag bach kay profit earn kar sakty hain.
      Last edited by ; 01-06-2020, 05:15 PM.
      • #4 Collapse

        Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
        dear friends, hmain agr forex trading ma loss ho jay, to pareshan na hon bl k us sa seekhian aur un mistakes ko point out kar k clear karain jo loss ka sabab bnti hain. is loss ki waja sa hm ma mehnat ka jazba paida ha aur hm acha kam karnay ki koshish kartay hain aur kmayabi ki taraf gamzan hotay hain,
        There aapko Jab Bhi forum pupala so the office ko serious na le aur Hamesha apni working ko improve karne ki koshish Karte Rahe Inshallah aap ko bahut jaldi success Milegi Jitna Ham Apne trade market ke andar maujud rent ko samajhne ke liye train delays ki type ko pata Hona chahie ki kaun si candle Bani to reversal Hoga kaun si candle Hogi to Jyada topper Jayega ine Sab chijon ke bare mein pata Hoga na tabhi Hamen Kamyab trade kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham jald se jald purn ke upar time de ordem account Banakar uski prektis Karen.
        • #5 Collapse

          Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

          Je han, loss sy darna ni chahe ye hamy kamyabi ki taraf ley jata hai, agr ham loss sy pareshan ho jayn gy to kamyabi hasil karna muskil ho jae ga, forex ma loss hamy lesson deta hai k kamyabi kesay hasil karni hai, jo trader kamyabi hasil karna chahta hai usko chahe k wo pehle loss sy sabaq sekhna start kary,
          • #6 Collapse

            Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

            bilkul loss ki aik forex main asi importance hai is say ham 70% market main experience hasil karty hain jab bhi ham ko real account main loss hota ha tab he ham ko kuch na kuch sekhny ko milta hai aur ham nay ju bhi mistake ki hoti hai wohi ham ko forex main loss ki wajah say pata chalti ha aur ham us ko thek karty hain is lea ham ko jab bhi loss ho tu tention nahi laini chahye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: loss hi kamyabi ki taraf gamzan karta ha,,,,,

              Ji han bilkul sahi baat hai loss ki vajah Se Hi Ham kamyabi ki taraf badhate Hain vah Is Tarah Ke Jab Hamen Kisi bhi chij per loss hota hai To Ham use chij ki jaanch padtal aur Jyada Jor dekar karte hain ISI vajah se ham log ko khatm karne ke liye Jyada der market ke andar rehte hain aur experience increase karte hain Apna apare senior ko Lekar aur Apna knowledge bhi increase karte hain Tamam members ki poston ko read Karke Tu Jab tak loss Kisi bhi chij Mein Nahin hoga tab tak Ham kamyabi ki taraf kam Jaan nahin kar Payenge isiliye loss Hona bhi Behtar Hai Magar yah Nahin ki bar bar aap log Karvate Jaenge ya nahin

              اب آن لائن

              Working...
              X