ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain
    Forex agarche risk business ha lakin risk ho ham ashi planning aur strategy se kam kar saktay hain, ziadah tar log forex ma apni mistakes ki wajah se fail hotay hain aur forex market ko blame kartay hain jaisay
    == knowledge ki kami
    == trading practice ka na hona
    == strategy ka na hona
    == koi personal skills ka na hona
    agar nay log forex ma interested hain to sab se pehlay to woh forex ko learn karay phr hi is ma trading start karain warna yeh time aur money ka waste ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

    Trading Mein Perfect koi bhi nahin hai lekin ek baat Ham Sabko pata hai ki lost Sabko hota hai lekin Ham Sab loss ko kam kar sakte hain ya nahin ho sakta ki Ham bilkul loss ko khatm kar sakte hain trading Mein Jab tak aapki tragedy aur aap ki planning acchi Nahin Hogi aapko kamyabi acchi Nahin Mil sakti SRK Jab aap apni Koi trade open kar rahe hain Lage to aapane cool mint ke sath Apne aapko trading Mein kam karna hai itna cool aap Jyada Honge aur Jyada Se Jyada apni mistake Ko khatm Kiya itne hi jyada aapko kamyabi ke fayde Milenge aur aapko profit sabse Jyada Hota Hai jyadatar Log apni mistake ki vajah se Forex trading Mein fail hoti hai aur vah Chhoti Chhoti mistake hoti hai mere Sal mein badi mistake to hamare account mein hi nahin Ham chhutti chhutti account mein mistake ki vajah Se Hi Apne profit aur earning ko khatam kar rahe hain Koi Karen mistake ko complete 1 platform Ki Tarah khatm Karen Taki next time aapki trading acchi Ho.
    • #3 Collapse

      Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

      Main aapki baat se agri Karta Hun Ki maximum Jo Hamare member Hain Jo Forex Mein fail ho Jaate Hain vah ISI vajah se Hote Hain Ki unko Forex ke bare mein knowledge Nahin Hota vah Idhar Udhar Se Sonkar Forex ko join Karte Hain Ki Shayad Forex bahut hi kam hai lekin bad Mein Jab unko Forex ki Asal Haqeeqat Ka Pata Chalta Hai to vah Forex Main Apni Tamam investment use Waqt Tak vate kar Chuke hote hain aur fail ho Karva Forex ko Hamesha ke liye Chhod Jaate Hain isliye Hamen chahie ki Ham Forex to join karne se pahle hi Forex ke bare mein Achcha knowledge Hasil kar le Taki Hamen bad Mein Kisi kism Ki pareshani ka Samna Na Karna Pade
      • #4 Collapse

        Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

        I am also one of them mere pass Alhamdulillah trekking experience be analysed But main sirf apni mistake money management or greed ki vajah se Los karta hun aur lot of time in Los kiya hai but abhi main with the grace of Allah almighty Inshallah apni greed ko control Karunga aur apne experience ke sath money management ko strong money management ke sath become a successful aur professional trader Ban Ke Samne aaunga
        • #5 Collapse

          Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

          Gyan dost aapki baat bilkul theek hai frocks online business mein Akshara member apni mistake ki vajah se frock Mein Na kam ho Jaate Hain aur FIR usko live Kar Jaate Hain isliye Hamen Aisa nahin karna chahie balki Hamen frocks mein loss hone Ki Surat Mein Hamen frappes ko leave nahin karna chahie Ban Ke Hamen mossimo mehnat Karni chahie aur Apna daily ka target pura karna chahie Jab Ham Aisa karte rahenge tab Ham FreshMaza kamyabi Aasan kar sakte hain Agar frocks per Chhod Denge Ham Kabhi Kamyab Nahin ho payegi isliye Hamen Himmat Nahin Harni chahie balki Apne kam ko counting Rakhna chahie
          • #6 Collapse

            Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

            hamain is foruum main planing karni ho gi aur har jeet otu sath sath hoti hai so hamain is forum main pahly learning karni ho gi aur apni mistakes ko avoid ka rk hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main bi trader banany say pahly is k bary main pahly leanring karni ho gi tab hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur eanr ho saky gi
            • #7 Collapse

              Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
              Forex agarche risk business ha lakin risk ho ham ashi planning aur strategy se kam kar saktay hain, ziadah tar log forex ma apni mistakes ki wajah se fail hotay hain aur forex market ko blame kartay hain jaisay
              == knowledge ki kami
              == trading practice ka na hona
              == strategy ka na hona
              == koi personal skills ka na hona
              agar nay log forex ma interested hain to sab se pehlay to woh forex ko learn karay phr hi is ma trading start karain warna yeh time aur money ka waste ho ga
              Yes dear aapane Jo market Mein fail hone ki reason bataiye hai aur Jin mistake ki vajah se Ham Ko nuksan Ho Jata Hai Main bilkul Jis Baat se aagrah Karta Hun Ki aapane sorry bhaijan bahut acche tarike se Mention ki hai agar Ham Chahte Hain Ki Ham in saree mistake ko repeat na karen to Humko chahie ki Ham in mistake per II focus Karen aur Inko repeat hone se a bachayen Pata Ham apni mistake se lesson Hasil Nahin Karenge to iska matlab yah hai ki Humko learning Nahin ho rahi
              • #8 Collapse

                Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ramzanali پيغام ديکھيے
                Forex agarche risk business ha lakin risk ho ham ashi planning aur strategy se kam kar saktay hain, ziadah tar log forex ma apni mistakes ki wajah se fail hotay hain aur forex market ko blame kartay hain jaisay
                == knowledge ki kami
                == trading practice ka na hona
                == strategy ka na hona
                == koi personal skills ka na hona
                agar nay log forex ma interested hain to sab se pehlay to woh forex ko learn karay phr hi is ma trading start karain warna yeh time aur money ka waste ho ga
                Yes dear ais market mai log aisi liay fail ho jaty hai k aun ko kaam karny ka pata nai hota hai aor wo ais market mai aisy hi investment kar dety hai aus k baad ais market mai over trading ya lalch ki waja se loss kar dety hai aor ais market mai fail ho jaty hai ais market mai kamyab hony k liay learning karni hoti hai aus k baad ap ko ais market mai mehnat karni hoti hai tab hi ap ko ais market mai kamyabi milti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                  Bilkul teek baat kahe hai apney kay ziyada tar log apni mistakes ki waja say forex mai loss kartay hai lekan yahan par ye baat kehna be zarore hai kay mistakes har kesi say hoti hai lekan agar koi aos mistakes ko bar bar repeat karta hai tab wo humesha loss mai he rehta hai yahan par humey ye bat samajna hogi kay ik mistake karney kay bad hume dubara aos tarha ki mistakes ko repeat nahe karna chaheye takay ache tarha say trading ho sakey
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                    Jee han janab zada tar member ki nakam hone ki waja unki mistakes hoti hay joke wo karte rehnte hain continue or wo mistakes se learn nai karte hain. Or jese ke apne uper 4 things mention ki hain me agree hun yr sab genuine reason hay nakam hone ke knowledge ka na hona experience ka na hona ke trading kerni kese hay or handle kese kerna hay sari situation ko. Koi strategy ka na hona koi method ka na hone trading me khass kisi skill ka na hone jese ke banda news and price action ki madad se trade le ya market trend ko samjhte howe trade ley ye sari baatein or quality per focus na ker aik trader me ye sab na hone nakami ka baiss hay.
                    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                    • #11 Collapse

                      Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                      bilul i sahi bat ki hy keh ham sab ko apni mistake ki wja sey isko recover kerna chahiy jab bhi loss hota hy hamin hmesha hmari mistakes sey hi hota hy lihaza ham sab ko chahiy keh ham forex trading mein apnuy loss ko learninig ka zariya bnain jis ki wja sey ham trading mein nakami ko loss sey ham khd ko bacha sakin.
                      • #12 Collapse

                        Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                        g haan ap nay shi khaahy es main zyada tur log apnay kam main mistakes ki wajha say he fail hotay hy es lyay humain es main mistakes nhi kurni chahiyaaay humain es man apna kam soch samujh kay kurna chahiyaaay takeh hum esv main apan kam soch samujh kay or achay saykur sakay to humain es man hamesha achay say kam kurna chahiyaaay hum es main jitna acha or apnay knowledge r experience say kam kuray gaay hum es main utna he acha or best kam kuray gaaay or es main hum kamyab bhi hon gaaay to humain kam kay liyaaay apna experiene r knowledge zror use kyrnaa chahiyaaay or achay say humain es main trading kurni chahiyaaay
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: ziadah tar log apni mistakes ki wajah se forex trading ma fail hotay hain

                          yes dear forex men buht sy log apni mistake ki wjah sy nkam hoty hen jis trah k achi learn ka na hona aur koi plan ka na hona aur trading men khass kisi skill ka na hona jisko aik trader ly kr he market men enter hokr trade krta hy en tmam cheezon ky na hony ki wjah sy he loss hota aur esi wjah buht sy log nkam hoty hen

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X