Greed aur fear k baghir keise trading karin aur earning bhi lein.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed aur fear k baghir keise trading karin aur earning bhi lein.
    Forex trading aik business he jo humin kafi bari earning aur profit deine ki tamam salhyat rakhta he hum es business min agar greed aur fear ko keise qaboo min rakh sakte hin hum greed aur fear se loss hi uthate hin to keise en ko control karin?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jo bi forex trading may loss karta hay mujay tu lagta hay kay wo lalaach ki hi waja sya karta hay wasya nahi kata hay es market may yahi hay.
    • #3 Collapse

      Agar ap greed kar tha hay to ap ko bohat bohat zada loss ho sak tha hay is liya ap greed kay baray mai to ap soch nahe or greed kay baghir bhe earning ho sak tha hay ap ko fear k baghir to ap earning kasai kar sak tha hay trading mai to fear to hota hay fear nahe hoga to earning kasai ho gi.....
      • #4 Collapse

        bhai jan agr ap forex trading busienss men bagher greed or fear ky earnign hasil krna chahty hen to us ky liy ap ko ye krna hoga ky jub ap trade krne to market favor men jany ky bad stop loss open price pr kr den ky agr market against bhi jay to ap ko loss na ho is trha ap safe trade kr sakty hen
        • #5 Collapse

          Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur agar hum fear aur greed kay baghair trading karna chahtay hen to humen chaheye kay hum demo par zeyada practice karen
          • #6 Collapse

            Yez of course that you are say the right and I am agree with you we are leave the greedy and fear. We are successful trader.
            • #7 Collapse

              bhai jaan hamain chaye k hum is main greed se avoid karain and is main hum apny andar se loss ko and loss k dar ko bhe khtam kar dain kyu k issi business main he hamara future hai.
              • #8 Collapse

                gee bhai hmein apne forex trading mein greed aur fear ke bagher apne trading krne ke lie apne ap pr control krna hota he aur apne trading mein sahih zhn ka istemal krna hota he aur apne mind ko fresh rkhein aur apne trading mein sahih decision se apne trading se ache earning hasil krein
                • #9 Collapse

                  Dear brother greed and fear per kaaboo pana kuch mushkil Nahi humy apni knowledge ma izafa karna chahiye and practice hardworking humary saath ma hy and aallah ny Humary haat ma sirf koshish rakhi hy baki smiley ga wo he jo rab chahey ga ager aap ye sooch rakhien gy to app ka greed and fear dono kaboo ma rahay gy
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein greed aur fear se bachne k liye forex trading business ki learning ki zarooat hoti hy agr learning knewledge aur experience ho ga tu ap confidence se trading karain gay aur loss se bhi bach saktay han is liye learning knewledge aur experience zaroori hy
                    • #11 Collapse

                      dear brother ye jo 2 bari diseases ka zikar ap nay kiya hay kay in ky baghair kaisy trading karen, dekhen har business mn ziada profit earn karny ka greed bhi hota hay aur loss ka fear bhi hota hay, yeh to trader ke personal will py depend karta kay kay in dono bemariyon say kaisy jan churwa kar free aur relaxed mind ho kar trading karni hay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        dear frienfd jub tak is forex main apk pass propper knowledge nai hoga taub tak fear aur greed apki jaan nai choray ga aur ap kabhi bhi kuch bhi earning nai kar sakaingay aur jub ap k pass propper knowledge hoga tab apko kisi fear aur greed ki need nai hogi ap bina kisi fear k aur lalach k baray araam say earning kar sakaingay mairay khayal say yahi sab best hay forex main.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X