Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.
    Dosto Forex trading ki market main jab hm koi bi trade open krty Hain to jab loss main run krti Hy to hm us ka wait krtyy Hain k kuch time bad loss change ho jay ga profit main thori dair bad per poory din main agar apki trade loss main run krti rahy aur loss mosalsal barhta jay to apko chahiy k ap aik nazar market trend p dalo aur annylsis kro agr to apko lgy k mazeed yeh trade apko loss dy gi to immediate trade ko close kro aur mazeed account ko loss main jany sy rok lo
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

    Dear sabse Pahli Baat To yah ki Hamen apni Kisi bhi train mein stop loss ke option ko Jarur use karna chahie for example Agar Ham Kisi vajah Se stop loss set Nahin Karte aur uske bad Hamari trade laws ki taraf Chali Jaati Hai To Hamen Apne account ko Jarur dekhna chahie ki Hamare account Mein Kitna margin de raha hai aur kab tak Ham hold kar sakte hain state ko aur analysis ko bhi Hamesha Sath Jarur dekhna chahie ki aur Masjid Kitna Jyada loss Mein Aapki trade Jayegi ine Tamam Baton ko Dekhte Hue Humne yah Faisla karna hota hai ki Hamari trade kis time per Hamen trade ko close karna chahie
    Last edited by ; 01-06-2020, 03:59 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
      Dosto Forex trading ki market main jab hm koi bi trade open krty Hain to jab loss main run krti Hy to hm us ka wait krtyy Hain k kuch time bad loss change ho jay ga profit main thori dair bad per poory din main agar apki trade loss main run krti rahy aur loss mosalsal barhta jay to apko chahiy k ap aik nazar market trend p dalo aur annylsis kro agr to apko lgy k mazeed yeh trade apko loss dy gi to immediate trade ko close kro aur mazeed account ko loss main jany sy rok lo
      Dea ap ne ais market mai trade trend k hisab se lagai hai to aus mai ap ko ye faida ho jata hai k ap ais market mai trade ko loss mai hold rakh sakty hai ais k sath jab tak market apna trend change nai karti hai aus time tak ap ais market mai apni trade ko hold rakhy jab ap ki trade loss mai ho aor market trend change kar ley to aus time ap ko trade loss mai close kar deni chaye warna ap ko kafi zayda loss ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

        There agar Ham forex trading mein money management kaise open karte Hain to hamen chahie ki Ham apne trade ko last mein kabhi bhi close na Karen hamen usko old rakhna chahie vah ek na ek din confirm barabar mein a jayegi hamen frocks mein bahut soch samajh ke kam karna chahie main to large nahin karni chahie jab tak Ham manate nahin karte tab tak Ham fresh mein kabhi kamyab nahin ho sakte isliye sabse pahle hamen chahie ki Ham market ko analyse Karen market ko English kar lete hain to uske bad hi hamen forex trading mein tradecorp karna chahie aise member Hain Jo money management ke sath Kam nahin karte agar aise member Hain to unhen chahie ki vah stoploss ko lazmi istemal Karen
        • #5 Collapse

          Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
          Dosto Forex trading ki market main jab hm koi bi trade open krty Hain to jab loss main run krti Hy to hm us ka wait krtyy Hain k kuch time bad loss change ho jay ga profit main thori dair bad per poory din main agar apki trade loss main run krti rahy aur loss mosalsal barhta jay to apko chahiy k ap aik nazar market trend p dalo aur annylsis kro agr to apko lgy k mazeed yeh trade apko loss dy gi to immediate trade ko close kro aur mazeed account ko loss main jany sy rok lo
          mere khyal mein is may Koi time frame nahin hai aapko apne analysis ke hisab se market ko study karna chahie Agar aapane Jo analysis kiye Hain vah uske opposite chal padta hai to aapko apni trade ko close kar ke opposite side per trade open karna chahie kyunki yahi tarika hai ki aap jyada loss se padh sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

            Hamen chahie job loss Ho To Apne Lash ko recover karne ke liye mehnat Karen because mehnat Mein Azmat hai aur Barkat hi if ham mehnat Karenge to definitely Hamara loss increase hone ke Bajaye decrease hoga
            • #7 Collapse

              Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Robeena Robi پيغام ديکھيے
              Dosto Forex trading ki market main jab hm koi bi trade open krty Hain to jab loss main run krti Hy to hm us ka wait krtyy Hain k kuch time bad loss change ho jay ga profit main thori dair bad per poory din main agar apki trade loss main run krti rahy aur loss mosalsal barhta jay to apko chahiy k ap aik nazar market trend p dalo aur annylsis kro agr to apko lgy k mazeed yeh trade apko loss dy gi to immediate trade ko close kro aur mazeed account ko loss main jany sy rok lo
              dear hamen forex mein kam karte hue is chij ka dhyan rakhna hai ki agar hamari trade bahut jyada last mein ja Rahi hai to Ham usko kabhi bhi close na Karen balki is chij ka intezar Karen ki vah trade positive mein aaegi aur hamen profit degi hamesha jab bhi kam Karen apne gaon ke sath mukhlis ok kam Karen aur forex ke upar apna time den aur apni trading co improvement karne ke liye apne dam account ko jarur nahin karen to aapko ine sab chijon ke bare mein pata lag jaega.m
              • #8 Collapse

                Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

                dear aap ka red bilkul sahi hai dear brother Dekhen jab tak Hamara analysis Hamen Pata Hai Humne licence Kiya hota hai ki Hamari trade itne time ke andar Agar last Mein Chali Jaaye to Fir Kisi Na Kisi Waqt Mein last Mein yah profit Mein Aaegi to use Waqt use time ko mind Mein rakhen Jahan per Ham Logon Ne Kisi bhi trade ke andar ginti likhi hui ho to is entri ko ham log aasani ke sath usko mind mein rakhen aur uski entry ke mutabik ki Param decide kar Payenge is trade last Mein Chali gai hai to use Kis Tarah close Karen is Baat Ko last Mein Tor samajhna chahie jisse Ham logon ko bahut Achcha fayda hoga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Kitny time k liy loss wali trade ko run krny dain.

                  dear mere khyal se iss bary ma kuch kehna sahi nhi hoga kun k ye depend krta hai ap pr k ap kitna loss recover kr sakty ho agr ap ko lagta hai k market upr jaye gi aur ap ki buy wali trade profit de gi to ap usy time den lekin brother agr ap ko lgta hai ap ko zaiida loss ho rha hai to ap apni trade ko close kr den tA K PHR RECOVERY K TIME ZAIDA MUSKIL NA HO

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X