Trading par coronavirus k asaraat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading par coronavirus k asaraat
    Hi friends AoA jaisa ki Ham sab jante Hain ki coronavirus ki vajah se bahut zyada nuksan hua hai aur fayda bhi ismein bahut sare trader apna account wash karva bahte hain isliye trading ke liye ye waqt bahut zyada tension wala hai hamen trading ko bahut hi zyada calculation ke sath aur bahut hi zyada taiyari ke sath lagana hoga kiyon k Zara si ghalti hamara account wash karwa Shakti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading par coronavirus k asaraat

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Aisha32 پيغام ديکھيے
    Hi friends AoA jaisa ki Ham sab jante Hain ki coronavirus ki vajah se bahut zyada nuksan hua hai aur fayda bhi ismein bahut sare trader apna account wash karva bahte hain isliye trading ke liye ye waqt bahut zyada tension wala hai hamen trading ko bahut hi zyada calculation ke sath aur bahut hi zyada taiyari ke sath lagana hoga kiyon k Zara si ghalti hamara account wash karwa Shakti ha
    dear friend coronavirus ke international market per bahut jyada shrart hue hai kyunki aapane note kiya hoga jab se yah virus pure world mein aaya hai to sari international market bilkul change ho gayi hai aur bahut jyada unexpected up and down ho gaya hai isliye hamen chahie ki Ham aise situation main market mein bahut sawar ke sath aur ihthiaath ke sath kam Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Trading par coronavirus k asaraat

      ji bilkul there coronavirus ke bahut jyada shrart Hamari trading per padh sakte hain Kyunki Jab Hamare countries ke halat theek Nahin Honge Pakistan ke alava other countries Ke Bhi Halat theek Nahin Honge to Fir Unki currencies Ho Gayi gold Ho Gaya yah to niche Chala Jaega ya FIR Upar Chala Jaega yah Maine currency iski kimat Mein Kami Hogi to Fir Hamare trading bhi acchi Nahin Ho payegi Hamen Kuchh samajh Nahin a payegi kya Humne trade Keesara karne aur trade aap Kis Tarah Lagaye jisse Ham Logon Ko Achcha profit mil Paye Kyunki trade ke liye channel Aisa Kyon hoti hai aur ham log acche Hain licence nahin kar Payenge Jiski vajah se Ham logon ko bahut sara nuksan ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading par coronavirus k asaraat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Aisha32 پيغام ديکھيے
        Hi friends AoA jaisa ki Ham sab jante Hain ki coronavirus ki vajah se bahut zyada nuksan hua hai aur fayda bhi ismein bahut sare trader apna account wash karva bahte hain isliye trading ke liye ye waqt bahut zyada tension wala hai hamen trading ko bahut hi zyada calculation ke sath aur bahut hi zyada taiyari ke sath lagana hoga kiyon k Zara si ghalti hamara account wash karwa Shakti ha
        Dear ais market mai corona virus ki waja se kafi zayda asar ho raha hai ais market mai kai dafa pattern ban raha hota hai aor achank hi market atni zayda fast ho jati hai humri trade ka stop loss hit kar deti hai ais mai na to koi news hoti hai aor na hi aor masala hota hai ais market mai hum ne agar kaam karna hai to hum ko ais market mai abi lot choti rakhni chaye aj kal market mai moment kafi zayda fast ho gai hai aor hum ko loss ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Trading par coronavirus k asaraat

          Threading par coronavirus ke liye hue Hain ki market ki movement slow ho gai hai aur market ke movement per coronavirus kha yah asar hua hai ki market mein candles ki movements logon gai hai aur trading ki coverage bahut kam ho rahi hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading par coronavirus k asaraat

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Aisha32 پيغام ديکھيے
            Hi friends AoA jaisa ki Ham sab jante Hain ki coronavirus ki vajah se bahut zyada nuksan hua hai aur fayda bhi ismein bahut sare trader apna account wash karva bahte hain isliye trading ke liye ye waqt bahut zyada tension wala hai hamen trading ko bahut hi zyada calculation ke sath aur bahut hi zyada taiyari ke sath lagana hoga kiyon k Zara si ghalti hamara account wash karwa Shakti ha
            Dear brother Forex trading mein coronavirus ke bahut jyada Hasrat hue hain aur Market mein bahut jyada tabdili I hai aur X market Agar Ham dekhte hain to to ismein bahut jyada tabdeeli aayi hai coronavirus ki vajah se Kyunki coronavirus Ne bahut Sare Mulkon mein bahut jyada nuksan Kiya Hai Jiski vajah se lock down ho gaya tha aur Market Ki Surat Haal bahut hi Najuk Ho Gai thi.
            • #7 Collapse

              Re: Trading par coronavirus k asaraat

              Mere pyare bhai coronavirus ki vajah se a trading market bahut jyada disturb ho chuki hai hamen chahie ki Ham jab bhi aisi halat mein aisi position mein trade open karte Hain to hamen stop-loss kalasam istemal karna hoga kyunki coronavirus ki vajah se market bahut jyada disturb ho chuki hai hamen is per entry bahut soch samay se leni hogi agar khula se bachana hai to hamen stop plus aur take profit ka istemal aaj nahin karna hoga tabhi Ham forex mein bahut acchi kamyabi hasil kar sakte hain Jo member function mein acchi kamyabi hasil karna chahta hai vah dillagi ke sath kam Karen shauk se kam Karen jab tak Ham shauk se Kam nahin karenge tab tak Ham kabhi bhi forex market mein kamyab nahin Ho sakenge
              • #8 Collapse

                Re: Trading par coronavirus k asaraat

                hamain corna virus say bachny kl iye hamain is ki ahtehati tadabeer ko use kar k hi hum sucss hon gay aur hamain is forum main kam kar k hi hum apni har zrorat ko pora kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum loss say bach skty hain tab hi hum run karein gay
                • #9 Collapse

                  Re: Trading par coronavirus k asaraat

                  aapane Ek Achcha Sawal poochha hai Ke trading Paar coronavirus Ke Kitne asrat Pare Hain tu apko btauo kh ish ky bhut zyada negetive impect pry hn market close huny ki wja sy hmara bonus bhi nhi ata tha or hm trade bhi nhi kr paty thy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading par coronavirus k asaraat

                    trading pr corounavairoues kay boht asrat howay hain our humian es mian mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gbain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our forex 1 boht bra business hain our hum es main live tarding karty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading par coronavirus k asaraat

                      Dear frend mery khayal mai treading py corona virs ka koi asar nai hona chaye kun k jo log pehly second tym sirf kam kaarty the forex treding mai ab un k pass bhot tym hai forex k liye kun k jo log pehly job karty the ab un ko chotiya hai or wo apna zayda tym forex ko dy kar apne earning achi kar sakty hai or forex mai apni learning b achi kar sakty hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading par coronavirus k asaraat

                        g dear achi post ki ap ne dear corona virus ki asarat sirf forex trading market pr he nhi balky sari dunyia pr ho rhy hain sb mulk ki currency rate bht damage huye hain kafi countries ki condition ko corona ne tor tk rakh diya hai jesy k kisi ne socha b nhi tha k almi mindi ma oil ki price khbi itni neechy ayegi iss liye humein hr din k hisab se apna plan krna chayie aur time se pehly kisi chez ki planing nhi kr leni chahyie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading par coronavirus k asaraat

                          Han bhai aapane Sahi kaha hai coronavirus ki vajah se trading per bahut jyada loss ho gaya hai jisse trading mein bahut jyada Kami a rahi hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading par coronavirus k asaraat

                            Virus ki vajah se hamari trade ko bahut nuksan pahuncha hai jiski vajah se Ham apni trading business ke andar kuchh changing lekar apne profit ko maintain kar sakte hain uske liye hamen kuchh policies aur en per Amal karna hoga tab jakar hamen main apne business ke andar aur apne trading ke andar kar sakte hn acha business karne ke liye hamen apne rules or regulations ko follow karna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading par coronavirus k asaraat

                              G virus ki waja day kafi market upset hai aur bhot say logon ko is main nuksan ho raha hai majr aisa b nahi Kay is main paisa b nhn ban raha Jo expert hai WO sahi time pay trade laga Kay fahida lay b rakhay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X