candle sticks ya past history ya phir indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    candle sticks ya past history ya phir indicators
    mera aj sb se swal he k ap trading krty kes bt ko nzr ma rakhty he candle sticks ya chart ki past history ko ya phir indicator ? ma ahr apni bat kro to ma to past history or indicators ko dekhti ho candle sticks ki mujy kuch khas smj nhi ati but meny buhat se og dekhy hy jo candle sticks pe trading krty he ap ka es bary ma kia khyl he en teno ma sb se best kon sa he candle sticks ya past history ya phir indicators sb apni apni raye dy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

    Trade lagane se pahle candle ki movement ko Janna bahut jaruri hai treading karne se pahle hamen market panas karna jaruri hota hai market analysis of candle ki movement ko Janna bahut jaruri hai candle movement ko jaane ham trade nahin kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

      hamain indicator ko use kar k hi hum achi trade karn ho gi tab hi hum suucess hon gay aur boht say log is forum main is forum main bi trad karni ho gi aur hamain markt main information achi ho g tab hi hum achy say trade karnii ho gi aur hamain market main bi kisi bi waqt trade ka rk h hum loss say bach sakty hain aur hamain is forum main kam kar k hi hum run karin gay
      • #4 Collapse

        Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farva پيغام ديکھيے
        mera aj sb se swal he k ap trading krty kes bt ko nzr ma rakhty he candle sticks ya chart ki past history ko ya phir indicator ? ma ahr apni bat kro to ma to past history or indicators ko dekhti ho candle sticks ki mujy kuch khas smj nhi ati but meny buhat se og dekhy hy jo candle sticks pe trading krty he ap ka es bary ma kia khyl he en teno ma sb se best kon sa he candle sticks ya past history ya phir indicators sb apni apni raye dy
        Dear aapane Jo question kiya hai ki Ham Jab trading Karte Hain To ismein Humko candlestick per focus karna chahie ya past history per focus karna chahie ya FIR indicators per focus karna chahie Iske Jawab Mein Main aapko bhej dena Chahunga jo aapko sari chijon per focus karna chahie Aur ine Ko compare karke dekh result banaa Lena chahie aur Kuchh Nahin Kisi Se Lena chahie Jab aap ine sari chijon ko milakar ek decision Lenge to Aapka decision bahut hi Achcha hoga
        • #5 Collapse

          Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

          forex maikn hum es main candles stickes ko use kar kay hum es main kam kar skty bhain our hum es mian part time be kam kar skty hian our hum es main full time be kam kar skty hain our hum es main bgir learning kay hum es main kam karain gain to humain es main nuqsan ho ga our humara account be wash ho jay ga our humian es main loss ho ga forex 1 acha business hain
          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
          • #6 Collapse

            Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

            Dear ager en sab ko combination mein use karaen tu ziada behter hai. Kyon ke sare hi ache tools haen trading ke liye. Market ki history ap ko aik ache levels daiti hai jin pe ap trade ker sakte haen. Candlestick patterns market mein bahut ahem kirdar ada kerte haen. Yeh bahut ache driver haen market ke maximum traders en pe hi trading kerte haen. Indicators humari bahut help kerte. En se hum market ko behter analyse ker sakte haen.
            • #7 Collapse

              Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

              Trading karna aik art ha jaisay driver apni car drive kartay waqt har cheze ka khayal rakhta h, break, clutch, gair etc sab chezon ka khayal rakhna padta ha is lye forex trading ma bhi candles ki formation, previous data aur different indicators ko use kar k hi ham ashi trading kar saktay hain, q k forex trading kartay waqt boaht sari chezon ka khayal rakhna padta ha, aur hamain chaye k ham trading ka all rules ko follow karain ta k koi kam na rahay aur ham is se profit earn kar sakain
              Good trading strategy:
              == candlestick patterns
              == previous data
              == different indicators
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: candle sticks ya past history ya phir indicators

                dear achi post ki ap ne mere khyal se humein MT4 k hr tool ko achy se use krna anna chahyie aur hamri koshish honi chahyie k jb b hum demo account ko use krty hain tb hum MT4 trader k hr tool ko b use kiya kren aur hr tool k matlb ko samjhny ki kosish kren kun k indicators aur sb he chez hamry liye bnai gai hain ta k hum market k trend ko achy se samjh saken aur un ko istmal krty huye aur asani se aur achy treeky se trading ko samjh saken

                اب آن لائن

                Working...
                X