Tp lganay Kay faiday..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tp lganay Kay faiday..
    Dear friends main aap Logon se yah puchna chahta hun K take profit Lagane ke kya fayde hain aur stop loss Lagane Ki Kya fayde hain aap apne trading experience ki base per Hamen yah bataen ke take profit likhane se Ham Kya fayda Halka sakte hain aur stop loss ke gane se Hamen kya fayda ho sakta hai Har Bar Dekhkar natp Aur Ko 10 metre per TRAI Kiya Hoga aapane Apne experience ko is red ke reply Mein share Karen aur thanks bhi Den bahut Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tp lganay Kay faiday..

    Kisi bhi trade mein agar Ham take profit option ka istemal Karte Hain To Uske hamare pass Kafi fayde hote hain Jaisa ki agar aap watch nahin kar rahe apni market ko yah aap itna time nahin de sakte market ko aap Dekhen aur jab profit ho to use Waqt aap apni trade ko close karen to aap apne acche analysis through Ek Achcha. Find kar kar use per aap ek ek profit ka option set kar dete Hain Ki market Agar Aasman tak Jaati Hai To aapki trade vahan per close Ho Jaati Hai aur aapka profit aapko Mil Jata Hai To isiliye Aise member Jo Har Waqt computer ya laptop koi use nahin kar sakte ho market ko under observation Nahin Rakh Sakte to UN Logon ke liye take profit option behtarin hai
    • #3 Collapse

      Re: Tp lganay Kay faiday..

      Online ke bahut hi fayde Hain isase aapko financial aur milati hai aur aapka confidence rice hota hai aapki learning bhi increase hoti hai so Hamen chahie mehnat Karen mehnat Se Kiya Gaya ka Kabhi Bhi Saya Nahin Hota
      • #4 Collapse

        Re: Tp lganay Kay faiday..

        Ji bilkul take profit aur stoploss lagane ke bahut sare faide haen. Es se humaen market ke samne her time nahi bethna perhta. Order laga ke aur us ka stoploss aur take profit laga ke hum befiker ho sakte haen market apni movement kare ge tu humara SL ya TP hit ho jaye ga. Es tarha hum kafi ziyada secure trading ker sakaen ge.
        • #5 Collapse

          Re: Tp lganay Kay faiday..

          dear g han ap ny achi bat ko share kia haya agr ham nay agay ki janib jan hay to is main ham ko take profit ko set ker k he apnay kam ko last tak karaty rahan ho g is main ham ko best say best kam ko last karaty rahan ho g is main ham ko hemat nahi harna ho g is main ham ko itayt k sat jaery rakhay rahna ho g apnay kam ko last tak jaer rakhay rhna ho g agar ham cahaty hein k ham agay ki janin jana hay to .
          • #6 Collapse

            Re: Tp lganay Kay faiday..

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Karish3 پيغام ديکھيے
            Dear friends main aap Logon se yah puchna chahta hun K take profit Lagane ke kya fayde hain aur stop loss Lagane Ki Kya fayde hain aap apne trading experience ki base per Hamen yah bataen ke take profit likhane se Ham Kya fayda Halka sakte hain aur stop loss ke gane se Hamen kya fayda ho sakta hai Har Bar Dekhkar natp Aur Ko 10 metre per TRAI Kiya Hoga aapane Apne experience ko is red ke reply Mein share Karen aur thanks bhi Den bahut Shukriya
            Aapane Jo question poochha hai ke take profit ke kya fayde hai aur iske sath stop loss Kya fayda Hota Hai Tu Jab aap Koi trading karte hain aur usmein nitrate open Karte Hain Uske bad aapko regularly market visit karna hoti hai ki aap ko Kitna profit ho raha hai aur aapko Kitna dance ho raha hai lekin agar aap Biji Ho Jaate Hain aur regularly market visit nahin kar sakte to uske liye aapko take profit aur staff last ki limit apply kar deni chahie jisse aapki Ek murakata limit ke bad aapki trade automatically close Ho Jaati Hai yah iska bahut bada fayda hai aur yah facility hai ab Ham use time to use kar sakte hain Jab Ham apna mobile off karne lage ya Ham rest karne Lagte Hain ya Kisi activity Mein Busy Hote Hain
            • #7 Collapse

              Re: Tp lganay Kay faiday..

              forex 1 on line buisness hain our humian es main mahant say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum es main bgir experiuence kay hum es main kam karain gbain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our humian es main acha knowledge ho ga to he hum es main sucess ho skty hain our hum bons hasl kar skty hain
              • #8 Collapse

                Re: Tp lganay Kay faiday..

                Aapane Bahut Yaad Kiya Hai DP lagaane ke bahut Sare fayde Hain Agar Ham TP set Karke Lagate Hain To fir isase Hamen bahut Achcha profit hota hai Kyunki Agar Ham DP Nahin Lagate Hain To fir Hamara profit book Nahin Hota Aur Ho karen to aap apne acche analysis through Ek Achcha. Find kar kar use per aap ek ek profit ka option set kar dete Hain Ki market Agar Aasman tak Jaati Hai To aapki trade vahan per close Ho Jaati Hai aur aapka profit aapko Mil Jata Hai To isiliye Aise member Jo Har Waqt computer ya laptop koi use nahin kar sakte ho market ko under observation Nahin Rakh Sakte to UN Logon ke liye take profit option behtarin hai Hai Hamari trade laws ki taraf Chali Jaaye isliye TP aadami hai aur Asal bhi large Mein lagaen Taki aapko Koi trading Mein loss ka Samna Na Karna Pade bahut Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Tp lganay Kay faiday..

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Karish3 پيغام ديکھيے
                  Dear friends main aap Logon se yah puchna chahta hun K take profit Lagane ke kya fayde hain aur stop loss Lagane Ki Kya fayde hain aap apne trading experience ki base per Hamen yah bataen ke take profit likhane se Ham Kya fayda Halka sakte hain aur stop loss ke gane se Hamen kya fayda ho sakta hai Har Bar Dekhkar natp Aur Ko 10 metre per TRAI Kiya Hoga aapane Apne experience ko is red ke reply Mein share Karen aur thanks bhi Den bahut Shukriya
                  Jab aap apni trading Mein take profit ko use Karke kam karte ho aapko baar baar apni trade ko watch nahin karna padta aur Iske alava aapko lalach bhi khatm ho jaati hai isliye Hamesha take profit use Karke kam kiya karo
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Tp lganay Kay faiday..

                    dear humein take profit aur stop loss ko lazmi use krna chahyie aur hamri koshish honi chahyie k tp aik hadh tk fix kr k use kren agr hum take profit nhi lagaty tb b humein kahahin na khain stop loss ko lazmi use krna chahyie aur zaida loss se apne account ko save rakhna chahyie iss se aik ye b faida hota hai k agr hum uss waqt market ma in nhi hain to b hamri trade hamry btye hui limit pr akr loss ya profit ma ruk jati hai iss liye humein issy lazmi use krna chahyie
                    • #11 Collapse

                      Re: Tp lganay Kay faiday..

                      Forex market mein trading karty waqt traders kuch tools use karty hein un mein stop loss r take profit bhi hein stop loss r take profit ka use is trah se hota hai k hm ye tools apni limit k according set kr k trade open karty hein r us ko agr hmary pass check karny ka time nai hai to apni limit ko reach karny pr vo automatically close ho jati hai is mein hm apny loss r profit ki limit ko khud hi set karty hein,..
                      • #12 Collapse

                        Re: Tp lganay Kay faiday..

                        take profit ek aisi strategy hai jo hamen senior yah hamara teachers day trading ke andar expert hai vah batate Hain iska yah ek main fayda yah hai ki Ham jab take profit set karte Hain to uske andar hamara business profit ke andar aata hai to khud profit mein stop ho jata hai aur hamara profit hamare account mein mantra khel kar diya jata hai ISI vajah se agar aap chahte hain kya aap trading lagakar koi kaam karne mein masroof ho jaate Hain to aapko take profit aur stop loss ka istemal karna hoga Taki aapke account ke andar maujud real amount Jaya Na Ho paye iske vajah se aapko yah do chijen lagane ki bahut zarurat padati hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Tp lganay Kay faiday..

                          Red 4 posting Ke Apne Apne Yahan per advantages hai aap Logon Ko chahie ki jitni Jyada aap Log Yahan Par posting karte hain iske sath aap Logon Ko Yahan per bhi Banani chahie Aisa Nahin Karenge to sakti hai long time kam karne ke liye Jyada Se Jyada important chij Hoti Hai vah information Hoti Hai long time kam karne se pahle 48 kar leni chahie

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X