Market ko analysis karne ke liye har trader ka ek apna tarika hota hai aur vah apne tarike se market ko analyse kar raha hota hai sab trader ek hi tarike ko istemal nahin karte hain aur har trader apni soch aur apne knowledge ke mutabik market ko analyse kara hota hai hamen koshish karni chahie ki Ham vah tarika apnaen jiske sath hamari trading acchi ho sake is tarika ko apnane ke liye hamen kafi mehnat karni padati hai aur jab hamare pass achcha to judva ban jata hai tab hi mumkin hota hai ki Ham aisa tarika istemal Karen jiske sath hamen munafa mil sake
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим