Expire signal=apky account ki expiry date

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expire signal=apky account ki expiry date
    Doston ko mai btana chahunga k wo expire signal na lgay apny bht bar note kiya hga apko bht bary expert sy signal mila us sy dosron ko profit hga but apko loss hwa reason?
    Reason ye hai k wo signal apko late mila ap price check kr liya karen agr ap signal late lgaty hai tu us wqt tk dosron ki tp ya phr sl touch ho chuka hta hai bahtar hai expire signal ko avoid kry,apka account apky apny hath mai hai
    Do it before other will do!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expire signal=apky account ki expiry date

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے

    Ji bilkul theek kah rahe hain Hamen Jab A trading Karen To Hamen signal fresh Lene chahie aur Forex signal ko copy karne ke bad ham log trading Karen Kyunki Jab aap Kisi signal ko bahut let pakdate Hain yah trading karti hai uske sath aap Logon Ko nuksan Ho Jaate Hain aur yah aap Logon ke account was bhi kar sakte hain isliye Hamesha fresh signal aur fresh news ko dekhne ke bad apni trading Karen aur apne account ko safe rakhne ke liye Hamesha acche market main training opportunity Talash Karen aur uske bad trading Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Expire signal=apky account ki expiry date

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Rashidiqbal پيغام ديکھيے
      Doston ko mai btana chahunga k wo expire signal na lgay apny bht bar note kiya hga apko bht bary expert sy signal mila us sy dosron ko profit hga but apko loss hwa reason?
      Reason ye hai k wo signal apko late mila ap price check kr liya karen agr ap signal late lgaty hai tu us wqt tk dosron ki tp ya phr sl touch ho chuka hta hai bahtar hai expire signal ko avoid kry,apka account apky apny hath mai hai
      Yes dear aapane bilkul sahi kaha hai Forex trading mein agar aapane koi trade open karni hai to uske liye aapko Khud Se Soch Samajh Kar kam karna hoga jo bhi signal aap dekhte hain to aapko ismein price Dekh Kar kam karna chahie aur latest signals per kam karna chahie tabhi aap ismein achha profit and kar sakte hain otherwise aapko ismein loss ho sakta hai expired signals per Kam Nahin Karna chahie aapko chahie kya Kisi expert traders ke singles ko copy Karen aur use per trading Karen aur expert trader ke analysis Bade aur per trade lagaen.
      • #4 Collapse

        Re: Expire signal=apky account ki expiry date

        Mere dost signal Koi Bhi Ho Hamen signal per Kam Nahin Karna chahie Iske nuksan yah hai ki Hamen kabhi bhi experience Nahin ho sakta ho sakta hai ki Kuchh signal acchi hun aur se Hamen munafa Milta Rahe lekin fayda Koi Nahin Hoga aapko Jab signal Aana Band Ho Jaenge to aap ka karobaar bhi Band Ho Jaega isliye Apne signal Khud banana sikhiye analysis karna sikhiye Kyunki Kisi dusre per agar aap depend Karenge to aap kabhi experience Nahin Le Sakenge experience le raha hai To fir hot kam karna hoga aapko FIR aap acche tarike se Kamyab Ho Sakenge
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Expire signal=apky account ki expiry date

          Members ko signal per jyada depend nahin karna chahie aur members ko chahie ki vah apni trading mein aur sirf apna experience use karen aur isi tarah se hi mein bas kam karke aur jyada fayda lete hain har ek member ki koshish hoti hai ki vah apne kam mein jyada fayda list aur jyada fayda lene ke liye members ko bahut hi jyada mehnat karna hoti hai aur mehnat karne ke sath members ko apne karm ki quality achchi karna hoti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X