Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.
    Assalamu alaikum dear members! Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge. Ji haan dosto agar aap ek kamyab trader banna chahte hain tu Hamen planning ke sath trading karni hogi. aapko trading mein take profit aur stop loss ka indicator use karna chahie. Jab Ham take profit indicator use karte hain to hamari trade hamare profit tab pahunch kar automatically ke liye close Ho jaati Hai. Aur Hamen apne plan ke mutabik profit Mil jata Hai. Jab ham stop loss ka use karte hain to hamari trade lost Tak pahunch kar automatically close Ho jaati Hai agar Hamen loss hota hai to hamare plan ke mutabik hota Hai Ham apne loss ko easily recover kar sakte hain kyunki hamara mind iske liye pahle se a taiyar hota Hai agar ham stop loss ka use nahin karenge to hamara account wash hone ka khatra bhi ho sakta hai. Isliye Hamen yah indicators is use karna chahie. Thanks 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

    Aapki baat bilkul theek hai aur main aapki baat se Ittefaq karta hun Kya Main trading main take profit and stop loss ko use karna chahie. Stop loss aur take profit bohat zarori hain apki trading k liey aur inke bagair trade kerna thek ni hota. Stop loss apke account ko big loss aur washout honey se bachata hai aur take profit apko acha profit de jata hai. Lehaza in dono ka use apni trade me lazmi kia karen aur in ko adjust kiey bagair trade na kia karen aur Inko apni trade me use kerna apni duty bana len phr ap is forum me zaror success hasil ker len ge.
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

      Je han, trading ma take profit or stop loss bhot zaruri tools hoty hain, en ko use karny sy hamara acct safe and secure ho jata hai, forex trading ma trader ki pehle tarjeeh acct ki saftey honi chahe, jo trader acct ko wash kar detyn hain wo trading ni kar sakty, forex trading ma bhot sy asy tools hain jin sy ham apni trading safe bana sakty hain,
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

        hamain is forum main planing karni ho gi aur stop loss ko use kar k hi hum achi earning ho saky gi aur trader bnnay say pahly is k rules ko dollow kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain acha trader banany k iye mhnt karni ho gi aur hamain expeirence ho ga tb hi hum achi trade karni ho gi aur hamain market main bi trade kar k hi hum achy say eanr karien gay
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

          Aapane ek achcha question Kiya hai trading mein take profit aur stop loss ka use karna chahie kyunki hamen take profit aur loss bahut zyada fayda dete Hain Ham take profit aur stop loss indicator used nahin karenge to hamen bahut zyada nuksan ho sakta hai kyunki jab Ham trade start karte Hain to Ham take profit indicator used Kar ke bilkul befikra Ho jaate Hain aur trade ko dekhte Tak bhi nahin hai Jo hamare plan ke mutabik profit Hona hota hai vah ek limit per aakar ruk jata hai aur trade close hoo jatii hay aur ISI tarah stop loss ka bhi same process hota hai hamen jitna bhi nuksan Hona hota hai vah ek limit per aakar ruk jata hai or hamari trade close ho jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

            dear friend, tp aur sl bht useful trading tool hain in k sath hmari trade kafi hd tk secure rehti ha aur agr market hmari trade sa koi inverse moment b karay to hmain limited loss hota ha aur hmari selected limits par pohnch kar trade auto par close ho jati ha jis sa hmara profit safe ho jata ha aur loss b limits ma hota ha
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

              Trading m take profit or stop loss ko use karna chahye KU keh iss s hmara acount save rehta h Jo hmary liay zarori h or Istrha hmain Apny acount ko manage Kar k Rakhna chahye takeh ham acha trader bna skein khud ko Ham istrha
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

                Assalamualaikum news and forestry business mein jo log yahan par stop nashik profit? Nahin karte vah jahan tak mera experience hai vah yahan per bahut bahut pasand karte Hain balki yahan tak ki vah log apne account ko hi Bhaskar lete hain isliye hamen trading mein apne account ko safe rakhne ke liye aur acchi profile lene ke liye take profit aur stop loss ko har Hal mein istemal karna chahie
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein Take-Profit Stop-Loss ko use karna.

                  Ttrading main take profit aur loss stop ka indicator istamaal karna bahot hi mufeed hay.Hamain aik limit fix karni hoti hay.Agar take profit aur stop loss ka indicater istamaal kia jaye tu hum loss se bhi bach jaatay hain aur aik fixed profit bhi hasil kar laitay hain.New users ko laazmi taur per in indicater k mutaliq basic information hasil karnay k baad hi trading karni chahiye.Agar aisa karain gay tu hum aik kaamyaab trader bun saktay hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X