Gold ki Price ma azafa...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki Price ma azafa...
    پاکستان کی مارکیٹ میں سونے کی فی تولہ قیمت 300 روپے کے اضافے کے ساتھ 97 ہزار 500 روپے ہوگئی ہے۔ 10 گرام سونے کی قیمت میں 258 روپے کا اضافہ ہوا ہے جس کے بعد 10 گرام سونا 83 ہزار 591 کا ہوگیا ہے۔ دوسری جانب عالمی منڈی میں سونے کی قدر 4 ڈالر اضافے سے1730 ڈالر فی اونس ہوگئی ہے۔

    Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki Price ma azafa...

    ji han gold ki kimat mein bahut jyada ho raha hai juda Surya ki vajah se dollar bhi mahanga ho raha hai aajkal kaun sa virus hua hai jiski vajah se logon har taraf ho raha hai lekin yah Jo gold hai Kai varsh pahle theek tha lekin ab Yun Hi jaise jaise aage badh Raha hai aur duniya tarakki kar rahi hai to gold ki kimat mein bhi dafa ho raha hai jaise jaise gold upar ja raha hai vaise hi logon ki phone se dur ja Raha hai gold ko hasil karna bahut mushkil ho raha hai
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki Price ma azafa...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hydershah پيغام ديکھيے
      پاکستان کی مارکیٹ میں سونے کی فی تولہ قیمت 300 روپے کے اضافے کے ساتھ 97 ہزار 500 روپے ہوگئی ہے۔ 10 گرام سونے کی قیمت میں 258 روپے کا اضافہ ہوا ہے جس کے بعد 10 گرام سونا 83 ہزار 591 کا ہوگیا ہے۔ دوسری جانب عالمی منڈی میں سونے کی قدر 4 ڈالر اضافے سے1730 ڈالر فی اونس ہوگئی ہے۔

      Thanks
      aapane Jo gold ki price ke bare mein apni analysis pesh Kiye Hain To Uske Hawale se main aapse Kahana Chahunga ki gold ki price ismein bahut jyada fluctuation Aati rahti hai ismein Itni Koi tension wali baat nahin hai Gold per Vahi Banda trade lagye jo ismein expert hai aur usko gold ki Mukammal information aur knowledge hai agar junior member is per trade Laga Denge to Unki nuksan bhi ho sakta hai aur unko iski Jara bhi samajh Nahin Aaegi
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki Price ma azafa...

        Gold ki price m izafa ho na ya na ho hmain is k lye tiar rehna chahye or agar Ham is k lye tiar rheingy to ham Apny chances k lihaz s achi trading kar paengy or Istrha Khud ko Acha trader bna paengy Jo hmary liay zarori B's hmain analysis k lye tiar rehna chahye
        • #5 Collapse

          Re: Gold ki Price ma azafa...

          Dear pakistan main gold ki price up hui hay laikin international market main gold ki price low hony ki news hay,or gold 1760 say ager nichy raha to 1690 tak a sakta hay, gold pair kay liye market news say awareness bahut zaroori hay or is main trading kay liye experience and balance ka hona bhi zaroori hay, otherwise gold main loss ho jata hay.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Gold ki Price ma azafa...

            Dearar member precious metal gold ek aisi trading theme hai jo ke bahut jyada difficult hoti hai aur ismein koi bhi trader kam karne ke liye bahut jyada mehnat karta Hai tab Jab jakar usko gold profit deta Hai kyunki iski movement bahut fast hoti hai aur kisi bhi waqt yah ek gender ko bahut bada loss bhi de sakti hai. Jitne bhi new trailer hai unko chahie ke gold mein soch samajhkar trading Karen.

            اب آن لائن

            Working...
            X