dear friends forex main emotions aik asi chez ha jis main ham ko profit karny main bhi nuksan hota hai aur loss karny par bhi aur ziada loss ka samna karna parta hai jab bhi ham ko acha profit milta hai tu ham emotion main aa jaty hain jiss say ham or ziada profit karny ka sochty hain jiss say hamri over trade ho jati hai aur ham ko loss ho hata hai aur dossri sorat main jab hmain loss hota hai tu ham jab phir bhi emotions main aa jaty hain jiss waja say ham foran apni recovery trade double lot say latiy hain aur phir say nuksan karty hain is lea ham ko kabhi bhi emotions main aa kar trading nahi karni chahye jab profit ya loss ho jay tu ham ko foran market say out ho jana chaheay jab tak hamry emotions control main nahi ho jaty.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим