scalping kis waqt karni chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    scalping kis waqt karni chahiye.
    my dear scalping kis waqt karni chahiye.aur kitna lot size rakhna chahiye plz tell me im new in forex so i need your help
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear scalping us waqt karni chahiye jab ap ko market ka trend samjh na a raha ho us waqt ap ko thora thora profit earn kar k order close kar dena chahiye
    • #3 Collapse

      Bhai aap new hain or aap sclaping ka poch rahay hain kio ke ye tu expert ka kam he aap pehlay Learning Karin or us ke bad choti lot me kam Karin.
      • #4 Collapse

        yah us waqat karni chahiyah kay jab loss honay lagay tu aap ko aga buy laga hay tu aap nay sell laga kay scalpin gkar kay profit hasil kar layna chahiyah.
        • #5 Collapse

          my dear scalping bht riosky hoti hai iss ko karne k liye bht experience huna chahiye wese jab market bht fast move kar rahi hoti hai tab hume scalping karni chahiye aur new traders ko tu door hi rehna chahiye scalping se.
          • #6 Collapse

            bhai ye sclaping bohat hi expert k kam ha ap pehlay easy kam kar phir jab experience ho jay to ye b sekh lena okay and take care.................
            • #7 Collapse

              dear friend me yeh samajhta hun ke trading mein hamen scalping uss time karni chahye ke jab market movement boht tezz ho or ham kam time mein zyada profit earn kar len
              • #8 Collapse

                dear scalping ka shai wat to news time k waqt hota hay jab new hoti hain to experience trader jo hote hain wo easily scalping kar k kamyab ho jatay hain scalping karte waq bhi bohta bara ris hota hay us main bht se log fail bhi ho jatay hain so is ko knowledge k sath karan chahiay.
                • #9 Collapse

                  forex trading mai jab ap ke pass market mai experience ajaata hai tu app ous ke baad scalping kerahe market mai kuin ke phir app ko faida hota hai experience ke waja se.
                  • #10 Collapse

                    jab market main tezi ho scalping us waqt karna chaye aor scalping k liye experience ki zaroorat hoit hai aor aik good capital ki bhi kiu k scalping big lot se ki jaati hai
                    • #11 Collapse

                      Bhai mere agar tu aap force me new he tu aap ko forex me scalping k qareeb b nahi Jana change yah na ho aap koi do char oder tu profit me close karo aik me hi Sara din ka profit loss me change kar de scalping Marne k loye aap ko kafi expert hona chahye
                      • #12 Collapse

                        Bhai jan mai to apko suggest krna chahoo ga k agr ap 1 newbie trader hai forex mai to apko scalping bilkul nhi krni chahiye Q k scalping krnay k liye trader ko market ka acha knowledge hona zroori hai or scalping krnay k liye signals ko diagnose krna b ana chahiye.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #13 Collapse

                          dear is ka koi fix tim enhai is ko kisi time bhi kiaj skata hai ye aik acha buiness hai is ko kisi tim ebhi ap kr sakty hai ye aikm good buiness hai is ko kisi tim ebhi kr skaty hai ye aik acha buiness hai
                          • #14 Collapse

                            Ager pher bhe scalping kerna chahty hain to pher subha 11 am say 3 pm tak scalping karein our wo bhe us k leay major pairs sab say best hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Scalping us waqt krni chaheye jab aap ko lagta hy keh market main koi big movement nahi ho rahi aur market ney ups aur down hi chalna hy. Yeh technique usi waqt aap ko faida dey sakti hy. Lekan new comers ko yeh technique use nahi krni chaheye aur experienced traders market ki update lenay key bad is ko use kr saktey hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X