Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye
    Jab hum trading kr raha hota han to humma breaks leni chahiye especially aghr hum losses ka samna kr kahan ho is liye huma refresh ho kr dobara ana chahiye take hum shuru sa trading krein aur profit bhi hasil krein aur wase bhi continuesly kam krna sa apka damaag thak jata ha aur issa rest kr zarorat hoti ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

    Assalamu Alaikum ji han mere dost Ye Mashwara bahut Achcha hai main aap sab bhaiyon se Kahana chahti hun ki agar aap trading Karte Hain To sabse pahle to aap ko Apne techincal analysis ke upar Aisi konsi cheez karni hai Jiske bare mein aapko bahut jyada information Hasil Ho Uske bad Apne aapane Ek trade choose karna hai Jiske bare mein aapane Apna planning karni hai aur target banana hai aur aapane Apna target achieve karne Tak vah trade continue Rakhna Hai Jab aapko apna target chahie Ho Jaaye to Fir aapane trading band kar denge aur aapane FIR rest karna hai agar aap Is Tarah Karenge ki aap tradeshift munafa hota hai aap Kahate Hain Ki Main to Surat Mein apko nhi hoga sirf Apna target chief Kiya Karen yah sabse kam MB ka behtarin tarika hai Shukriya please like my post
    • #3 Collapse

      Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

      ji bilkul jab Ham trading kar rahe hote Hain to hamen lagatar trading nahin karni chahie balke hamen break bhi leni chahie agar Ham lagatar trading karenge to hamari trading theek nahin hogi isliye hamen break bhi leni chahie kyunki jab Ham lagatar kam karte Hain to Ham thak jaate Hain aur hamara kam theek nahin hota hai isliye break Lena jaruri hota Hai
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

        Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki ke trading karte hue Kyunki bahut jyada top kam hai aur mind ka bahut jyada istemal karna padta hai Jiski vajah se Ham Bentley Taur per tired Ho Jaate Hain To Hamen break Jarur leni chahie Taki Ham friendship ho sake Aur. Ke Sath Dobara se gram Dobara trading start Karenge To usmein Hamen Jyada fayda Hoga isiliye trading ke dauran brakes Jarur len
        • #5 Collapse

          Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

          Teddy opposite of range of mental depression Kyunki agar aap Mein mat refresh Nahin Honge to Fir aap acchi trade nahin kar Sakenge to koshish Karenge Jyada Jyada Apne Man ko delete Karen aur bilkul Akele baithkar chatting Karen aur FIR Mukammal focus rakhen Kyunki aap isko Jitna time Denge Itna Karenge aur jitne working Karenge ki aapko Dekha To koshish Karenge Jyada Se Jyada time isko Den aur Jyada Se Jyada strokous Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

            G Han main ap sy itefaq krti hon k trading main thori c refreshments honi chahiy apny ap ko fresh bi zaroor krna chahiy kio k jab ap fresh hon gy to apko trading main koi problem solve krny main aaasani ho gi aur ap satisfied ho k trading perform kro gy to is liy tension ko release krna chahiy aur phr trading main fully tawjo k sath aur care k sath enter hona chahiy ta k apko loss na ho
            • #7 Collapse

              Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

              hum trding kar ky pasia kama sakty ha8n hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma idin mai be kam kar sakty hain ya kabe be band na hony wala busness hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is ma agar tuka system sy kam kary gy to hamra accoutn abend ho j ga ya aik legal busness hain is mai hamara koi be boss nahi hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                Je han, hamy lagatar trading or posting ni karna chahe, balky hamy es ma kio na kio break zarur leni chahe, ab break leny k 2 faiday ho saktyn hain, ik to hamy fresh hony ka mokah mel sakta hai, secondly hamy market ko or observe karny ka mokah b mel sakta hai, tora time deny ay hamy pata chal jae ga k market kis taraf jana chahti hai,
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                  dear is main ham k kam hay k ham is main her time maina ctive ho ker k apany kam ko last tak better say bettwer banay ki try karaty raha karein is main ham ko kabhi bhi apany kam ko karnay main hemat nahi harna ho g is main ham ko chye ho g k ham her time market k sat attach ho ker k he tarde o karaty rahay ki try kai akrein is ain ham ko kabhi bhi bager hurry up kiway market ko assess ker k trade ko nahi kara ho g .
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sadeed پيغام ديکھيے
                    Jab hum trading kr raha hota han to humma breaks leni chahiye especially aghr hum losses ka samna kr kahan ho is liye huma refresh ho kr dobara ana chahiye take hum shuru sa trading krein aur profit bhi hasil krein aur wase bhi continuesly kam krna sa apka damaag thak jata ha aur issa rest kr zarorat hoti ha
                    Yes dear brother aapane bilkul sahi kaha hai training ke dauran aapko relaxation chahie hoti hai aur aapko ismein relaxation for Zaruri Hoti Hai Kyunki Jab aap ek Sath kam karte hain to aapko ismein aapka mind fresh Nahin rahata Agar aapane trading acchi karni hai to uske liye aapke liye jaruri hai kya aap ismein refreshment Karen aur trading ke liye relaxation Karen aur uske bad aap market covid-19 tab aap ismein acchi trading kar sakte hain otherwise aap Jab Bhi left Nahin Honge to aapko ismein loss hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                      Ji han jab tak Ham Apne dimag ko Pareshan Nahin Karenge tab tak Ham Achcha Kam Nahin kar sakte isliye Hamen Apne mind ko fresh rakhkar kam karna hoga Jab Ham fresh mind ke sath kam Karenge To Hamen kam karne mein maja aaega aur ham Apna delete target pura kar Sakenge isliye behtar hai ki aap apne kam ko start karne se pahle Khud Ko fresh mind relax Hoke kam start karen Is Tarah kam karne se Hamen Kafi achha knowledge aur experience Hoga aur Hamen trade karne mein bhi madad milegi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                        G han janab forex me humey trading ke dooran break lena chaiye hay or khass tour par jab din ka target pura hojye tab bhi break lein market me na rukein us waqt rukna bhi loss ki waja ban sakta hay. musaalsal market me rehna ya trading karne se bhi banda pareshan ho jata hy or ghbra jata ji waja se bhi loss hota hay. bohat se aise time hain jahan stop hona break lena or fresh hona zarrurri hay ke forex me yad rakhein ke tension nai hay pressure burden ki jaga nai hay.
                        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                          g bilkul bht zurari hoti hai break kun k agr hum loss ma ja rhy hon to kafi tension ma hoty hain iss liye humein break ka sahara lena chahyie aur fresh mind k sath phr se trading account pr focus krna chahyie humein trading krty waqt b apne mind ko cool rakhna chahyie aur aggression k sath work nhi krna chahyie
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                            Ji han bilkul Forex trading karte hue break lene ki jarurat hoti hai aur freshman ke sath Hamen trading Karni chahie Agar Ham freshman ke sath trading karte hain to market mein bahut jyada Kamyab hote hain trader ko chahie ki Jyada experience Hasil Karen Kyunki Forex ka experience Hamari trading ke liye bahut Jaruri hota hai agar Ham fresh mind ke sath trading Nahin Karte To isase Hamen loss hota hai Hamen Hamesha mehnat Karni chahie Kyunki Ham sirf apni mehnat ki vajah se bahut jyada kamyabi Hasil karte hain aur knowledge Hasil karne ke liye bahut jyada experience ki jarurat Hoti Hai trader ko chahie ki vah Jyada learning Karen Kyunki learning se hamare pass Forex ka knowledge increase Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ka duraan breaks leni chahiye aur refresh hona chahiye

                              Dear members forex business all of the world main phala howa business hain jo kay is ko her memeber is pai kam kar raha hain or bohat acha profet hasil kar rahay hain trading kay doran hamay break leni chahiya or soch samaj kar trading karni chahiya or fresh mind say karni chahiya pher he hamay acha profet milay ga knowledge or experience say he hum is main ache trading kar saktay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X