Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai
    Hamare trading Mein stop loss bahut hi important role play karta hai Jab Ham Bina stop loss for use kiye trading Karte Hain To risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi treading karen to stop loss ko use karna apni habit banaa le aur ise Hamen routine work ke hisab se use karna chahie
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
    Hamare trading Mein stop loss bahut hi important role play karta hai Jab Ham Bina stop loss for use kiye trading Karte Hain To risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi treading karen to stop loss ko use karna apni habit banaa le aur ise Hamen routine work ke hisab se use karna chahie
    dear trading mein stop loss ki bahut jyada important hai aur Iske do main advantages hote hain sabse pahla advantage ya Hota Hai hi Jab aap trade Lagate Hain aur usmein ek limit staff last ki fix kar dete hain aur uske bad aap regularly market visit nahin kar sakte Kisi reason ki vajah se to aapko Jab use limit Tak last Ho Jaega To aapki trade automatically kud hi close ho jayegi aur aur uske bad aapko market dekhne ki jarurat Nahin Hai iska dusra fayda ji ho jaega ki aapka account wash Nahin Hota aur aapka nuksan Limited rahata hai isliye trading Mein stop loss ki bahut jyada important hai just aapko is Baat per focus karna chahie ki aap yah limit Ek acche point per decide kar rahe hain agar aap yah limit acchi Jagah fix kar lete hain to iska aapko bahut jyada fayda Hasil ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

      G dear trading mai har aik kam ki ahmiyat hai natlab kay tool ki ahmiyat hai tu ap ka kam hai kay ap mahnet aur lagan kay sath apna kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai har aik tool ka istamal kar kay es say faida lain kiyu kay ager ao es mai tool ka istamal kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain ager ap tools say hat kay kam.kartye hain tu ap es mai kabhi kamyab nhi ho patye hain tu stop lose ka ap ko kafi faida hai ap ager har aik trade laganye kay bad es mai stop lose lagtye hain tu ap ko ap kay trade mai zayda ka lose nhi hota hai ap es mai aik limite tak he lose hota hai kiyu kay ager ap es mai acha kam karain gaye tu ap ka lose kam hota hai aur stop lose tu hota he atna hai jitni ap ki limite hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karaimln aur daikh kay kam.karaim ta kay ap es mai kamyan ho pain
      $$$ Never Give Up $$$
      • #4 Collapse

        Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

        Dear friend forex trading men stop loss aik bahut hi acha option hey kiun k forex trading men stop loss ki waja se hum safe aur secure trading kartay hen aur stop loss ki waja se loss ki limit ko kam kar saktay hen jiss ko aasani se recover kar saken iss liay trade lagatay waqt stop loss ko zaroor manage karen kiun k trade lagatay waqt loss ko aik jaga pe fix kar letey hen iss liay ziyada loss nhi hota aur account bhi wash nhi hota aur forex trading men jo log stop loss ko ignore kartay hen unn ko hi bara loss ho jata hey jiss ki waja se account jaldi wash ho jata hey aur jo log forex trading men trade open kartay waqt stop loss laga detey hen unn ko loss kam hota hey aur account bhi safe rahta hey aur forex trading men stop loss ki bahut ziyada importance hey kiun k iss se hamara account safe rahta hey
        • #5 Collapse

          Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

          Yah friend Jaisa ki aap Logon Ko Maloom Hai ki koi bhi kam karne se pahle agar aap chijon ke rules ko follow Nahin Karte to aap kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte ISI Tarah trading Mein stop loss Ek bahut hi accha to hai jo ki Hamen Jyada nuksan se batata Hai Jab Ham koi bhi trade open Karte Hain To usmein Aisa Hota Hai Ki Jab use trade se Ham earning Hasil kar rahe hote hain to backup ke liye balance maujud Hota vah bhi ho lekin fir bhi aap Jyada nuksan se bachne ke liye ek Maksud Jagah per stop loss Lagate Hain To aap Jyada nuksan Se Ban sakte hain to isliye stop-loss aapko Jyada nuksan se bachata hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

            Forex business ek global marketplace a ,jhan all around world traders participate karty hay . forex trading my hmhy loss & profit dono ka samna karna parhta . Stop loss & Gain profit ke forex trading my bht ziada importance a . yay e hmhy kamyabii ke trf ly kar jata a . Jb hm loss & profit ke % ko manage rakhy gy. Loss % ko hm profit % sy kam rakhy gy to hm kamyab traders ban sakhy gy . isliay aghr hmhy ek bar loss o RHA a to next time hmhy dekhna chaheay k aesi kya mistake a jiskrle waja sy hmhy loss hua a r usko cover karnhy ke koshish kejahay. Traders ko yhan par loss ko stop karna parhy ge. Stop loss e hmhy success ke trf ly kar jhy ga r ache earning karnhy dy ga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

              dear trading main stop lose hume bhra lose nai hone deta ha agr hum is main apna target rakh k kam krein gein is main extra kam nai krein gein tu hum asani se kameyab ho skate hei trading main hume daily acha kam krna hota ha trading wohi banda krta ha jis k paas mind hon ur hume is main apni har trade k sath stop lose ur take profit ka use krna hota ha hume is main tecnical analysis ko dekhna hota ha in analysis ko fallow krne se hum market ki next movement ka anadaza laga sakte hein hume is main chart indicotor ko dekhna be hota ha ye hamre liye sab se acha onlines business ha is main work krte rehna hota ha work krein gein tu hum kameyab ho sakte hein free main hume is main kameyabi nai milti ha phaly kuch menat krni parti h
              :1f60d: hard work :1f60d:
              • #8 Collapse

                Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                Hamare trading Mein stop loss bahut hi important role play karta hai Jab Ham Bina stop loss for use kiye trading Karte Hain To risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi treading karen to stop loss ko use karna apni habit banaa le aur ise Hamen routine work ke hisab se use karna chahie
                Dear ais market mai apne agar kaam karna hai to ap ko ais market mai apni trades k sath stop loss lagnaa hota hai ais market mai ap agar stop loss laga dety hai to aus se ap ki trade safe ho jati hai ais market mai ap ko trades k liay lot choti use karni hoti hai ais market mai ap ki lot choti ho ya bari ho ap ko ais mai lot ka khas khayal rakhna ho ga ta k ap ais market mai safe ho k kaam karty rahy ais market mai ap agar time lagaty hai to ap ko ais market mai kamyabi mil jati hai ais market mai ap ko discipline k sath kaam karna hota hai aus k baad ap ais market mai mehnat karty hai ais market mai ap ko agar risk lena ho to aisy time risk lena ho ga jab ap ka account phans jaye ga ais market mai ap ko mehnat karni ho gi.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                  Forex trading mai stop loss ki wohi ehmiat hoti hai jo gaari mai seat belt ki hoti hai. Jaisay kisi gaari chalanay waley ko seat belt mehfuz rakhti hai wesay he kisi trader ko stop loss bhi mehfuz rakhta hai laikin uss ki shart yeh hai kay seat belt lagi hui ho aur stop loss bhi lagaya Hua ho. Stop loss aik aisa tool hai jiss say traders apnay account mai ki janay waali trade kay Loss ko khud set ker laitay hain kay unn ki open honay waali trade mai Kitna loss Agar ho jaey tou unn kay liye sustainable rahey ga. Forex traders ko stop loss ka use laazmi kerna chaiye aur usay apply kerna bhi seekhna chaiye kiyu kay stop loss lagana he kaafi nahi hota bulkay usay sahi time aur sahi pips ki ratio pay laganay say he faida hota hai warna tou woh baar baar hit hota rehta hai. Stop loss traders kay liye bohat zaruri hai aur khaas ker new traders ko isay laazmi use kerna chaiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                    stop loss ki forex trading me boht zeyda ehmiat ha traders wo kamyab hotay hain jo trading money management rules ko follow kartay huey kartay hain jo money management rules ko ignore kartay hain un ka risk high ho jata ha or stop loss ka use kiey begair ap money management ko follow nehi kar sakte hain ager ap forex trading me money management ko follow karna chahte hain tu is kay liey ap ko stop loss ka use karna ho ga yeni kay ap ko Apne risk ko limited karna ho ga tub hi ap forex me. big loss se bach sakte hain ager ap apni trades me stop loss ka use nehi karay gay tu ap ka risk limited nehi ho ga or ager ap ki trades trend kay sath ap kay against movement kar deti ha tu is se ap ko boht zeyda loss ho sakta ha isliey forex me stop loss ka use karna boht important hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                      Dear forex trading mein stop loss ki bahut zayada importance hai jo tarder forex trading mein stop loss ni lagaty wo hamesha loss karty hain is liye forex trading ki importance apko bat deta hon aur ap next apni tarding mein stop loss must lagayn tu stop loss se account ko safety ki surety hoti hai kyun k stop loss agar na laga ho tu agar market mein koi news aa jaye tu account wash ho sakta hai is liye agar stop loss laga hoga tu account safe rahy ga aur is k ialwa stop loss ka ye faida hota hai k aik bar trade open kar k stop loss aur take profit laga dyn tu bar bar market ko dekhny ki zaroorat ni hoti hamari trade auto par jab stop loss ko tuch hogi tu kam loss mein close ho jaye gi aur agar take profit ho tuch kary gi tu auto par profit hamary account mein add ho jaye ga kyun k agar ham bar bar chart dekhyn gy tu hamyn tension hogi aur may be ham loss mein trade close kar dyn tu stop loss laga hoga tu hamyn chart dekhny ki zaroorat ni aur stop loss hameasha aisy point par lagayn k agar stop loss hit ho jaye tu apko jitna loss ho ap wo asani se recover kar sakyn
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                        g bhi jan forex ai online business ha es ma kam karna muskal to huta ha but otna zyada ya hamy faida bi data ha hamy es ka liya kis plat forum ki zarort nai huti es ma ham khud ka khud bossse huta han agr ham es ma mehnat karta han to kamyab bi hu jata han har business a jis tra losse huta ha ya profit osi tara es ma bi asa huta ha es ma losse or profit ki koi limt nai huti agr hamy kisi trade ma losse huna lag jata ha es ma hamy losse huta rahy ga akhar jab tak hamra account wash na hu jay ya ham esy closse na kar da esi waja sa ya business ki bohat ahmeyat bi ha new trader apna account zyada wash krwata han q ka on ko es bara ma khuch zyada nai elam huta agrlosse hona lag jata ha to wo osy dakhta rahta han ka markit waps ay gi asa dakhta dakhta wo account wash hu jata ha ap ko btata chlo agr markit apna trand badl lati ha to waps nai ati es liya hamy es ma w8 nai karna chahiya or esy closse kar dana chahiya zyada tar bahtr ha ka ap stop losse ka estmal kara jis ka es ki waja sa hamy apni marzi ka losse huta ha jo ham bardasht kar sakta ha es ka lgana sa ham markit ma apna account abi wash nai krwa sakta or aik limt ma jab ham ka = karta han os ka bohat faida huta ha ya such ha ka ham kisi bi kam ma rato rat ameer nai hu sakta hamy time lgta ha or aik online markit ma kam karna liya bohat time lgta ha hamy apna account ko save karna ka liya bohat hamysha stop losse ma kam karna hu ga taky kabi bi hamy okat sa zyada losse na hu jo ham bardasht na kar saky
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                          Asalam o Alikum dear friends umeed ha kay ap sab theek hon gay jesa kay ham sab janty han kay forex ka business ak lajawab business ha is main broker hammy ak bahut he acha plate form Mt4 ki sorat main deta ha is pa hammy bahut sari sahuliaat meyaser han is main ham is markit main bahut sari parectice is kay demo account pa karty han or is say acha experience hasil karty han forex ki is markit main hammy apna loss ko cover karny kay leye stoop loss ko dia gia ha sab say pehly hammy jab bhi markit main koi bhi entry leni ho to is pa achy analysis kar kay is ki market main isi ki movement jis main ham trade shoro karny waly hon jan kar he is pa trade lagayee or is main entry lay kay achi profit lay sakty han agar hamary analysis kisi bhi tarha say wrong ho jaye ya market hamary angaist ho jaye to is kay leye hammy stop loss laga dena chahyeey wo stop loss itna hona chahyeey jitna ham is market main nuksan bardast kar sakeen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                            Hamare trading Mein stop loss bahut hi important role play karta hai Jab Ham Bina stop loss for use kiye trading Karte Hain To risk bahut jyada increase ho jata hai isliye Hamen chahie Ke Jab Bhi treading karen to stop loss ko use karna apni habit banaa le aur ise Hamen routine work ke hisab se use karna chahie
                            Bhai bahut Sare log is Baat Ko understand nahin kar rahe ke unko apni trade Mein stop loss ka use karna Kyon bahut jyada Jaruri hota hai unko Main Ek simply Baat batata Hun Ki Jab aap apni trade ko open Karte Hain To aap is Baat Ko to Jante hi Hain Ki Forex trading business 24 hours open rahata hai aur is name koi bhi Badi news a jaane ke bad market ke movement bahut jyada fast Ho Jaati Hai Aur Agar Ham use time apni trade Ko Nahin Dekh Rahe Hote To Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai isliye shopplus aur iske sath hi tech profit ka use karna bhi bahut jyada Jaruri hota hai yahi Ek reason Hai Ki jo bhi senior members Hain vah apni Har EK trade Mein stop loss ka use Jarur karte hain Kyunki Unki Jo Laut Kijiye jo hai use per vah focus rakhte hain aur tab hi kamyabi unko milati hai
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading Mein stop loss ki kya importance hoti hai

                              Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ke Forex trading mein Main Agar Ham rules ko follow karke aur bahut hi care ke sath kam Karenge To Ham yakin Kamyab Ho Jaenge Forex mein aap Jante Hain Ki Har Business mein koi bhi business hai usmein rule ko follow karke Hi Kam Kiya jata hai ISI Tarah Forex Bhi Ek Aisa business hai Jisme Agar Ham rules ko follow karke kam Karenge To Ham successful Honge Is Tarah stop loss Bhi Ek bahut hi acchi chij hai jo Hamen Lo Bahut Yaad Aa Laut Jaati Hai Agar Ham Koi trade open Karte Hain To usmein Hamen Agar loss Ho Jata Hai To Hamen bahut jyada Logon se bachne ke liye stop loss Lagana padta hai agar Ham stop loss Laga Koi trade open Karte Hain To Ham bahut jyada nuksan se Baj Jaate Hain aur aur FIR Hamen nuksan kam Hota

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X