Lot size ki management bahut jaruri hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ki management bahut jaruri hai
    Trading ke liye lot size ki management bahut jaruri hoti hai aur agar Ham kisi trade mein lot size ki management acche tarike se nahin karte Hain to hamen kamyabi nahin milati hai hamen kisi bhi trade ke liye lot size ki management karna bahut ahmiyat rakhti hai aur jab tak Ham apne lot size ki management nahin kar lete hain tab tak hamen kam jabeen ka milna bahut mushkil hota hai lekin jab Ham lot size ki Management kar lete hain tab hamen aasani ke sath kamyabi mil jaati hai isliye hamen lot size ki management karna bahut jaruri hota hai hi aur tabhi hamen kamyabi milati hai agar lot size ki management nahin hogi to Ham kabhi bhi Ham yad trading nahin karenge
    💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

    trading karne se pahle hi hamen lot size ki Management kar leni chahie kyunki jab Ham apni lot size ki management karte hue kam karenge to hamara kam bahut achcha hoga aur agar Ham management na karne karte hue kam karenge to fir hamara kam mushkil ho jaega hamen jarur Management kar leni chahie kyunki management se hi kamyabi hai aur management ke bagair kabhi kamyab bhi nahin Hai jab bhi Ham lalach ke sath badi trade lenge to hamara nuksan hoga
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

      Salam bhai aapki baat bahut had Tak theek hai ke lot size ki management bahut jaruri hai aur jab tak aap apni lot ko apni capacity ke hisab se adjust Nahin Karoge aap Hamesha nuksan hi Doge Kyunki Agar aapke pass balance kam hai aur aapane Badi lot Kadi to aap ke liye vah Pasand ho sakti hai Jyada lot ke management Jarur Karen aur according to your capital amount apni trade ko adjust Karen. Lalach insn ki sab se bari dushman hai aur lalchi insan kabhi bhi success hasil ni kr sakta lehaza ap jab bhi forex trading me kaam karen ap hamesha apni mehnat pe yaqeen rakhen aur lalach se door rahen. Market ko complete analysis kerne k baad he apni trade ko open karen aur ziada jaldbazi se door rahen aur koshish karen k fresh mind set k sath kaam karen.
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

        Gee haan forex mein sahih lot ki trade lagana bahut zaroori hai aur humain chahyea kay iss kay lye market kay analysis kerain hamen lot size ki Management kar leni chahie kyunki jab Ham apni lot size ki management karte hue kam karenge to hamara kam bahut achcha hoga aur agar Ham management na karne karte hue kam karenge to fir hamara kam mushkil ho jaega hamen jarur Management kar leni chahie kyunki management se hi kamyabi hai aur management ke bagair kabhi kamyab bhi nahin Hai jab bhi Ham lalach ke sath badi trade lenge to hamara nuksan hoga aur humain nuqsaan sae her surat mein bachna hai
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ارطغرل پيغام ديکھيے
          Trading ke liye lot size ki management bahut jaruri hoti hai aur agar Ham kisi trade mein lot size ki management acche tarike se nahin karte Hain to hamen kamyabi nahin milati hai hamen kisi bhi trade ke liye lot size ki management karna bahut ahmiyat rakhti hai aur jab tak Ham apne lot size ki management nahin kar lete hain tab tak hamen kam jabeen ka milna bahut mushkil hota hai lekin jab Ham lot size ki Management kar lete hain tab hamen aasani ke sath kamyabi mil jaati hai isliye hamen lot size ki management karna bahut jaruri hota hai hi aur tabhi hamen kamyabi milati hai agar lot size ki management nahin hogi to Ham kabhi bhi Ham yad trading nahin karenge
          Sahee kaha aapane bhai jaan Ham aaye ismein Agar lot size ka khyal nahin rakhenge to kabhi bhi ismein achcha nahin kar sakte aur lot size ke liye aapko money management ko samajhna hoga kyunki uske bagair aap hamesha jyada lot ki resp lenge lekin agar aap money management kahate Hain kam karenge to aapko jarur se fayda Hasil hoga aapka account kabhi bhi wash nahin hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

            Ji han bilkul hamen Forex trading Mein lot size small use karne chahie tab hi hamen achcha fayda hoga lot size ki management bahut jaruri hoti hai Tabhi Ham ismein acchi tarah se prophet Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham apne amount ke mutabik hi lot size lagaen tabhi Ham Forex trading main acchi tarah karke profit hasil kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

              gee han dear agar hum forex main kamyab hona chahty hain or is main ahchy say trading karna chahty hain to hamain forex main management kay saht kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main dil say or lagan say kam karin gy to he hum is mian kamyab hon gya forex aik best online business hia is main acha kam he kamyabi ke zmanat hai
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                Dosto loss aur profit depend hi lot size management pay krta hay trade kay liy lot size boht aham hay kiun agr lot size ko minimum rkhain ta profit boht kam ata hy agr maximum rkhain to account safe nai rehta is lot size ko asy manage krain kay account b safe rhy aur profit b acha mil jay.
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                  ji han dear and respected member apki bat thk hy keh lot size ko mabage kerna bht hi zarori hy iss liy lot size ko ager ham minimum use krein iss key liy hamin chahiy keh lot size achy sey lgain aour hamin ziada risk bhi nhi lena chahiy apnuy account ko safe h lot size standerd lga ker rakh sakty hein.
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                    yes dear bilkul ap ki bat thek hai forex main lot size ko mange karna bohut zrori hai aur is ko money mangement ka nam dia jata hai aur forex main ju money mangement nahi karta hai wo kabhi kamyab nahi ho paya hai is lea is business main ham ko money mangement ky sath kam karna chahye chahay market main acha signal mily hmain sirf rules ko apply kar ky kam karna chaheay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                      g haan ap nay shii kha hy humain es main lot size ko acahy say manage kurna ho gaaa agar es main humara account chota hy to es kay liyay humain small lot size use kurnay chahiyaaay takeh es say humara acciunt wash na ho sakay or hum ess main apna kam achaay say jari rukh sakay to lot size ko zror manage kurna chahiyaay or esko humain jitna ho sakaay kum say kum kurnaaa chahiyaaay takeh es main agara loss ho jaay to hum es ko achay say recover kur sakay to soch samujh kay es main kam kurna chahiyaaay
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                        Ji han dear aap bilkul theek kah rahe hain lot size ki management bahut hi zaruri hai Hamen chahie ki Ham kam se kam lot size use Karen tab hi Ham ismein Agar profit Hoga To Ham Pehchan Kuchh profit Hasil kr saka ga Agar loss Hua To wo Hamen bahut hi kam loss Hoga isiliye Hamen kam se kam lot size use karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                          Assalamau ALikauam my dear bhai jan g han sahe kaha hae ap ne forex trading main hamen cahiye ke hum kabhe bhe zayada lot size ka use na kiya karen balke hamen apne account ke mutabiq he apne lot size ko manage karna cahiye or koshish karne cahiye ke hum apni trades main hamesha kam se kam lot size use kiya karen hum is main jitna kam lot size use karen ge hum is main utna he zayada kamayab bhe ho he jaen ge to sab logon ko is main ache tarah se kam karte rehna cahiye jo bhe is main acha kam karta hae wo he tio is main asal main kamayab ho jata hae or wo he to is main ache tarah se kam karta hae to sab logon ko is ain ache tarah se kam karte rehna cahiye to hamen bas is main mehnat karte rehna cahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                            g dear apny shi kha hy kh trading krny klyi lot size ki mnagment bhut hi zrori hy kio kh agr ap trade krty waqt lot size bhut zyada rkhyn gy tu apka account jldi sy wash bhi hu skta hy or agr ap trade krny mi professional hn tu lot size zyada rkh kr ap profit zyada earn kr skty hn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ki management bahut jaruri hai

                              Lot size k management bhut zaida zaroori hy koshish kren keh lot size km lgaya kren takh risk km ho trade main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X