forex me emotions bht zada khatarnaq hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me emotions bht zada khatarnaq hain
    my dear forex me emotions bht zada khatarnaq hain in se hum kese bach sakte hain plz seniors se request hai k zaror batayen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jie han emotions bht khatrnak hoti hen forex mein ap bht zida loss kr sakty ho forex mein apko chaye k ap dimagh se khelo dill sy nae
    • #3 Collapse

      Assalam o allikum bhai me apki bat se bilkul sehmat ho bhot sare log is me a ker kuch bounes gain ker k log jab bounes gain ker the hen or trading me jazbati ho jate hen or isi wajha se wo lose ker bet the hen. is lye emotinoal bhot katarnak he.
       
      • #4 Collapse

        yr dhkooo ap ko forex mai emotions dalny kii kiya zarort hai sb se bat hai forex ek business hai or business mai emotions nahi chlati hainnnn tbahiiii tu is mai nahi souchna chyeee.e...
        • #5 Collapse

          asskam o alaikum bhai jan me to abe new hn me bhai forex me risk bhot zada ha forex me trading k doran mind ko fresh rakna chai ha or ager loss ho gai to us galti ko sodarni chai ha thank you
           
          • #6 Collapse

            my dear ap ki baat sahi bad emotion or over confedence kisi b trader k mind ko mauf kr k haqeeqat se door ley jata hai jis k natijey mein ap ko loss ho sakta hai is liye mein to yehi kahoon ga k tradsing emtion se nahi knowledge se hoti hai
            • #7 Collapse

              g haan business hay forex and business me emotions khtrnaak hotay han jub bhi ap emotional ho kay decision letay hyn tou who khtrnaay hotay coz us me senses kaam nahi kerti ap ki mind ke bujaye heart kaam kerta hya jis me ap ko risk zada ho jata hay is liye issay buchna chaye
              • #8 Collapse

                jee han forex man emotions bht khternak han app ki baat drust aur mary khyal man jis na forex trading man emotions ko control ker lia us na profit hasil ker lia aur jis ko emotions na control ker lia us loss ker lia...
                • #9 Collapse

                  yes dear you are right forex me emotions bht dangerous hain hume emotions se door rehna chahiye tab hi hum iss se achi earning kar sakte hain forex me loss ki bari waja humare emotions hi hain jo hume loss karwate hain.
                  • #10 Collapse

                    Dear apne bilkul thiek kaha forex trading par emotion sab sy zada dangerous hai.Forex trading par kabhi bhi apko emtional ni hona chahiya balka cool mind ka sath trading karni chahiya.
                    • #11 Collapse

                      g bilkul forex emin jo tarer apne emotions ko conttrol karleta hai wo is business mein zaroor kmaiyab hota hai is liye apko bhi chhaiye ke ap is mein apne emotions pe qaboo rakhen aur apne orders ko chalte rehne den.
                      • #12 Collapse

                        dear friend me yeh samajhta hun ke forex trading mein emotions per control karne ke lye app ko chahye ke apna poora focus trading per karen or iss se boht zyada money earn karne ki lalach bilkul nahi karen
                        • #13 Collapse

                          g han dear forex ytrading main emotiona hamen tabah barbaad kar deta hay hamen emotiona hone se guraiz karn achahiay emotion hamen doob dega so is se har mumkin ho skay to ahtiat karte rahen
                          • #14 Collapse

                            han forex main ye masla bhi hai k jab ap is par kam kar rahey hun to ye khatrey sey khali nahi hota hai aur ye mushkil bhi hota hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex main emotions ap ko khatrey main dal saktey hain aur in ki waja sey ap ko ye bhi mahssos na hoga k ap loss kar rahey hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X