Overconfidence = big loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overconfidence = big loss
    Dosto forex trading aik complicated online business ha jis mn bahut c baton ka khayal rakhna parta ha agr hum in mn say kuch ko bhi nazar andaz krna shru kr dain aur overconfidence ka shikar ho jaen to mera khayl ha yeh hmaray leay kisi bray nuqsan ka baic ban skti ha. Kbi bhi lgatar profit hasil krnay k bad overconfidence ki feelings na paida honay dain kyun k yeh kisi big loss ka sabad ban skti hain. Hamesha ankhain aur dimgh ko hazir rakh k har dfa soch samjh k entry lain nai to overconfidence ki vja say big loss ho skta ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overconfidence = big loss

    Overconfidence achi cheez ni Hy Kio k bahut ziada log apnj investment isi overconfidence ki waja sy khho dety Hain to confidence trading main bahut positive point Hy yeh hasil krna chahiy aur yeh hasil hota Hy ziada trading ka experience ho aur knowledge ho to lehaza soch aur sabar k sath trading bilkul coolmind k sath trading hi apko earning ki trf ly k jay gi
    Last edited by ; 31-05-2020, 12:33 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Overconfidence = big loss

      hamy over confidence o avoid karna ho ga hamy learning gain kar kay k time table bana kar kam karna ho ga hum is mai bager balance accoutn bana kar be kam kar skaty hain yai aik best business hain hum is mai paart time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kr sakaty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai hamara kou be boss nahi
      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
      • #4 Collapse

        Re: Overconfidence = big loss

        hamain confidence sayy hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gayy aur hamain market main kam kar k hi hum apni har zrroat ko pora ka rk hi hum loss sayy bach sakty hain aur hamain cahhye si forum main kam kar k hi hum sucess hh skaty hain aur hamain demo main practice kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main sucs shon gay
        • #5 Collapse

          Re: Overconfidence = big loss

          Yes i agree agar aap is market Mein overconfidence hokar kam Karte Hain aur apni lot reading skills ko bahut Achcha consider karte hain aur ISI base per is market Mein entry lete hain FIR aapko big loss ko face karna hota hai Kyunki Yahan per Jo member without analyse and without reading skills ko develop kiye is market Mein entry lete hain aur aur confidence Ka Shikar Ho Jaate Hain yah thoda sa profit Hasil karne per pahli bar profit Hasil karne per yah samajhte Hain Ki Hamen Har trade profit Degi To Aisa possible Nahin Hota Kyunki aap apni Har trade Se Achcha prophete nahin kar sakte Hamen a proper strategy plan Karni Hoti Hai Usi ke according Hamen is business Mein Run karna hota hai FIR Ham big loss se bhi Baithe Hue kam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Overconfidence = big loss

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
            Dosto forex trading aik complicated online business ha jis mn bahut c baton ka khayal rakhna parta ha agr hum in mn say kuch ko bhi nazar andaz krna shru kr dain aur overconfidence ka shikar ho jaen to mera khayl ha yeh hmaray leay kisi bray nuqsan ka baic ban skti ha. Kbi bhi lgatar profit hasil krnay k bad overconfidence ki feelings na paida honay dain kyun k yeh kisi big loss ka sabad ban skti hain. Hamesha ankhain aur dimgh ko hazir rakh k har dfa soch samjh k entry lain nai to overconfidence ki vja say big loss ho skta ha.
            Dear main aapki baat se bilkul hundred percent aagrah karta hun Jab Ham overconfidence Karenge To Ham ko bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye Humko chahie ki Ham Jab Bhi trading kar rahe ho to Humko kabhi bhi over confidence Nahin Hona chahie isliye Ham Jab Bhi trading Karen To Ham overconfidence Se Dur Rahe aur apne acche tarike se kam Karte Rahe just Agar Ham confidence ke sath kam Karenge to iska bahut fayda ho jata hai lekin Jab overconfidence Ho Jata Hai To fir Bande Ko Apne galat decision bhi Sare right decision Lagte Hain Kyunki usmein overconfidence decision aapke liye kam kharab kar deti hai
            • #7 Collapse

              Re: Overconfidence = big loss

              Dosto forex ak boht bara business hy is ko smajna b boht mushkil hay agr apko trade main profit mil jay to ye na smjain kay apny forex ko seakh lia hay aur ab kbi b nuksan nai ho skta. Ye business hy is main hmain kbi b over confidence ho kr trade nai karni chahiy kiun over confidence say hmri twajo hat jay gi aur hmain loss ho jay ga.
              • #8 Collapse

                Re: Overconfidence = big loss

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Nimra786 پيغام ديکھيے
                Dosto forex trading aik complicated online business ha jis mn bahut c baton ka khayal rakhna parta ha agr hum in mn say kuch ko bhi nazar andaz krna shru kr dain aur overconfidence ka shikar ho jaen to mera khayl ha yeh hmaray leay kisi bray nuqsan ka baic ban skti ha. Kbi bhi lgatar profit hasil krnay k bad overconfidence ki feelings na paida honay dain kyun k yeh kisi big loss ka sabad ban skti hain. Hamesha ankhain aur dimgh ko hazir rakh k har dfa soch samjh k entry lain nai to overconfidence ki vja say big loss ho skta ha.
                Hebba senior member zayada profot hasil karni le bad over confodence hona najo hina chaya air her tread ko open karne se phele he market ka analusis karni chaya air nehnet karni chaua aur treading karte waqt jald bazi se kam nahi karni chaya
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Overconfidence = big loss

                  yes you are right over confidence se kam karne se hamen bada loss ho sakta hai is bade loss se bachne ke liye hamen mehnat Karni jaruri hai aur iske alava form mein active Hona jaruri hai overconfidence se insan apni ahmiyat kho Deta hai confidence se kam Karen lekin theek kam Karen aur kaun se dhyan se kam karne se hamen loss hone ka jyada risk hota hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X