Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?
    Dear friends maire khyal mai es bat say koi be inkar nahe karega kay successful trading k leye jo nehayat he zarore cheez hoti hai wo ik successful strategy aor ik successful planning hoti hai jab aap kesi khas planning aor strategy kay based par ap i trades lagatay ho agar wo work karti ho tu ik faida ye hota hai kay aap ba asani market ko samaj saktay ho aor dosra jab be aap trades lagatay ho wo ziyada tar profit mai he jayega so es leye ziyada koshish karni chaheye kay pehlay ik strategy banaye jaye
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

    hamy learning gain kar ky aik time table bana akr kam karna hoga hum is maai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum gar mai bath kari smkai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy ksie be office mai ajny ke need nahi hote yai aik best business hain hum i mai apny boss kud ap he hoty hain
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • #3 Collapse

      Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

      hamain sucessful trader banany k liye learning karni ho gi aur apni stretgy ko use kar k hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur boht say log is forum main kam karty hain so hamain is forum main bi knowldge ho ga tab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain mind ko fresh kar k hi hum achi earning ho saky gi aur hamain is forum main loss km ho saky ga
      • #4 Collapse

        Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

        Ji bilkul main aapke pass se aagrah karta hun jitni aapki state ji aur planning strong Ho Gai uth Nahin aapki train bhi positive padegi Aur Itna Jyada aapko usmein profit hone ke chances Jyada Honge lekin Agar aapki strategy aur planning kamlavati aur aapane use per Sahi tarike se workout nahin kiya aur bus number ke sath Aur Do Char news padh kar aapane Gate Laga Diya Hai To usmein ke kamyabi ki chances bahut kam Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

          Dear brother forex trading men her kamyab traders ki apni trading strategy hoti hey jiss k sath achi trading kar k acha profit hasil kar letey hen iss liay pahlay achi strategy bana kar phir demo account pe practice kar k apni strategy ko improve karen aur phir regular trading start karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

            Bilkul aap ki baat theek hai forex trading mein agar hamen kamyab hona hai to hamen chahie ki ham kamyab planning Karen kamyab strategy Karen jab hamari strategy acchi hogi to Ham forex mein kam bhi achcha kar sakenge aisa Koi member nahin hai Jo frocks Maine Dil laga ke kam na Karen aur kamyab Ho jaaye har member mehnat se kam karta hai har member dillagi se kam karta hai jab Ham dillagi se kam karenge forex mein apna kimati time denge forex mein Ham achcha jab kam karenge to hamen paksh mein automatic kamyabi milegi aise member nahin hai Jo Ham kam bhi Na Karen aur suraksha mein khud ko kamyabi kar den aisa kuchh bhi nahin ho sakta isliye hamen forex mein Dil lagakar kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

              Yes Apne bahut acchi baat ki hai successful trading ke liye successful strategy ki jarurat hoti hai jo members Yahan per kamyabi Hasil karna chahte hain unko chahie ki is business Mein proper planning ke sath hi work Karen expert trader always apni Ek unique and best strategy banata hai aur usi ko follow karte hue apne business ko Rang karta hai aur time ke sath sath Usi strategy ko modify Karta rahata Hai is tarike se agar aap is business Mein kam Karte Hain To aap yahan se bahut jyada acchi earning Hansi kar sakte hain aur is business Mein Kamyab ho sakte hain to strategy lazmi banae Yahi aapki successful trading ki jamanat Deti Hai
              • #8 Collapse

                Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                Successful trading ke liye successful strategy Ka Hona bahut jaroori hai successful strategy ke jariye ham acchi trading kar sakte hain aur trading profit hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                  trader wohi hota hai jsi ke pas strategy hoti hai to aagr kisi ke pas strategy nahi haii to wo loss kare ga is liye mehnat se kaam karne se ap ko is ka pata chalta hai to hmain is men mehnat se kaam karna hai hmain chahiye ke ham ache se kaam karain learn karain agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                    ji bilkul forex market Mein trading karte hue successful trader ko ek hi strategy banani chahiye kyunki Jab Ham sahi se strategy banakar mehnat Karte Hain to is se hamara bahut fayda hota hai trader ko chahiye ki woh experience Hasil Kare aur for experience hamari trading ke liye bahut zaruri hota hai agar Ham zyada mehnat karke strategy banaenge to is se hamen bahut fayda Hoga hamen hamesha forex market Mein mehnat karni chahiye kyunki Ham apni mehnat ki wajah se strategy bana kar kamyabi Hasil karte hain trader ko zyada profit lene ke liye knowledge ki zarurat hoti Hai jiske pass zyada knowledge hota hai woh Forex mein bahut hi zyada successful hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                      Ji han dear aapki baat bilkul theek hai Forex mein successful trader banne ke liye successful strategy ki jarurat hoti hai agar Hamare Paas strategy Hogi Tuhi Ham Ek successful trader Ban sakte hain. successful trader Apne kam ke jariye bahut hi jyada earn karta hai. Hamen chahie ke ham ismein Jyada Se Jyada mehnat Karen aur bahut jyada earn Karenge. aur Jo hamari post Padega vah ise like Karega. aur Hamen chahie kay ham Jyada Se Jyada acchi se acchi post kare isase Hamen fayda Hoga dusron ko bhi.
                      • #12 Collapse

                        Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                        aik achi strategy aur achi skill ka hona zrori hai aur uss say bhi zrori ap ki us technique pay practice ka hona zrori hai phir he ap kamyab reh sakty hain forex market main lakhon asy tools aur indicator hai jin ko log alag alag use karty hain aur jiss ki kisi bhi chez main achi practice hoti hai wohi chez us ky lea best hoti hai is lea ap ki strategy main practice hona bohut zorri hai phir he wo ap ky lea perfect ban sakti hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Successful trading kay leye successful strategy ki zarorat hai ?

                          Yes brother firex main different type ki situations ati rehti hain or kai pairs and indices per trade chalti rehti hay, bit hamain tab he successful trade mil sakti hay jab hum achy analysis kar kay unkay mutabiq strategy choose and use karain, is tarah hamain profit kay bahut chances hoty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X