Ham yahan per lalach ke bare mein pharte hain aur lalach ke bare mein jante Hain ki lalach karne se kya kya hota hai to Jab Ham lalach Mein aa kar overtrading kar dete Hain zyada profit ki lalach Mein aakar to is se hamare account ke upar kaun sa asar padta hai Ham apne account ko kis tarah se Bacha sakte hain Ham agar lalach karte hain aur overtrading Mein aakar bahut sari trade open kar dete hain aur money management ko follow nahin Karte to is se sabse zyada loss kya ho sakta hai aur ham is loss se kis tarah se apne account ko kiss tarhan save rakh sakte hain agar aap logon ke pass is baat ka koi experience Hai to apna opinion dusron Tak share Karen Takey log wo ghalti na Karen jiski wajah se unko loss ho aur apni ghalti ko hamesha yad rakhen Takey ham apni ghalti Ko yad rakhenge to hamen kabhi bhi loss nahin Hoga aur ham bahut hi zyada mehnat karke kamyabi Hasil kar sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим