Patience is your friend emotions are your enemy ye bat bilkul theek hai q k forex ma sabar karny waly traders hamesha profit hasi karty he. Emotions aapka bahut bada Dushman hai aur Market Mein emotion aapke liye Hamesha hi nuksan Lekar Aate Hain Jab aap market Mein trading kar rahe hun to aap Logon Ko yah chahie ki aap apne emotions ko control Karen. Forex trading businessman Kamyab ho hi log Hote Hain Jo Shabd ke sath kam karte hain aur jazbati Nahin Hote. Ham Tumhen Ham Logon Ko ab yah chahie ki ham Apne Jazbaat ko control karne ki koshish Kiya Karen aur job bhi Forex Mein trading karne ke bare mein sochen To Ham Safar ke sath train Karen aur kabhi bhi jaldbazi na Karen. Mere Pyare doston ko Mera thread acha lagy to like zaroor karna shukriya.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим