Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollor kay mutaliq kuch bat cheet
    Click image for larger version

Name:	banner-2901649_640.jpg
Views:	2
Size:	43.6 کلوبائٹ
ID:	12463845dear forex members jaisa keh is wqt hallat chal rahey hain pori duniya kay aor in halat main usa nay kafi mushkalat ka samna kia hoa hay kun keh corona jaisi muhlik bemari nay whan kafi loss kar diaya hay aor kisi bhi mulk ki economy par us mulk kay halaat kafi ziada asar andaz hoty hain to aisa hi kuch america kay sath hoa hay jo keh kafi pareshan kun hay kun keh dollor ki ki weakness barh gai hay is wajja sy aor kafi had tak dollor nay up jany ki koshish bhi ki hay lakin tahal yeh down hi hay to next time yeh kab aor kis trah sy up jaega agar kisi ko koii idea ho to woh zaror share karey takeh baki traders ko bhi iska faida ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

    hamain is foruum main doller main hi trade karni ho gi tab i hum sucess hon gay aur hamain cahhye is forum main part time main bi job kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain is forum main soch samjh k hi ka karna ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain demo main practice karnii ho gi tab hi hum real main kamyb ho sakty hain aur hamain is say earn ho
    • #3 Collapse

      Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

      , ji bilkul bhai Karuna ki vajah se Puri Duniya Mein market price Hui Hai Aurat Mammootty currency bahut hai isliye agar aap analysis karen to Bola Ko Jitna niche Jana chahie utna down Nahin Gaya vah Malik Din Mein Kaun ka masla thoda kam hai uski mukabale mein dollar ka rate thoda kam hua hai lekin maximum Malik problem installer Mujhe tab chala gaya hai aur log Aise expect kar rahe the dollar Itna niche Nahin Aaya
      • #4 Collapse

        Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

        forex ma hum kam kar ky dollars mai bonus kama skty hain hum is mai raat mai be kam kar sakaty hain hum is ma din mai be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business ahain hum is ai bager balance account bana kar be kamk air skaty ain yai aik legal business hain hum is ai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga
        "The mind is everything, What you think you become"
        • #5 Collapse

          Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shaffiq786 پيغام ديکھيے
          [ATTACH]13100[/ATTACH]dear forex members jaisa keh is wqt hallat chal rahey hain pori duniya kay aor in halat main usa nay kafi mushkalat ka samna kia hoa hay kun keh corona jaisi muhlik bemari nay whan kafi loss kar diaya hay aor kisi bhi mulk ki economy par us mulk kay halaat kafi ziada asar andaz hoty hain to aisa hi kuch america kay sath hoa hay jo keh kafi pareshan kun hay kun keh dollor ki ki weakness barh gai hay is wajja sy aor kafi had tak dollor nay up jany ki koshish bhi ki hay lakin tahal yeh down hi hay to next time yeh kab aor kis trah sy up jaega agar kisi ko koii idea ho to woh zaror share karey takeh baki traders ko bhi iska faida ho
          Dollar 1 International currency hai jog overall tamaam countries Mein chalte hain aur oral trading jitni bhi countries mein ho rahi hai vah sab USD dollar Mein hoti hai aur iski important for jata hai agar is per acchi news Hogi to yah bahut hi Achcha Hota Hai Is per bataenge Prakriti hoti hai aur chahiye Agar bich aur hota hai to is best selling opportunity Ban jaati hai isliye dollar ki satrant ko Dekhte Hue Hamesha trading Karen.
          • #6 Collapse

            Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

            Mere abhi dost aap bilkul sahi baat kar rahe hain aur main aapki is Baat se aagrah karta hun ke Waqt Duniya Mein alert Ham Dhire chal rahe hain aapko corona virus Jassi Mulla Ki Bimari Ne Duniya Ko Hila ke Rakh Diya Hai Jiski wale ke martial art bahut Don ho gaye hain aur dollar ki kimat bahut don't ho gai hai Jiski vajah se America ke dollar ki weakness show ho rahi hai aur kuchh samajh Nahin a Rahi Tej karo na main bahut khush Kar Diya Hai Jahan $1 per bhi itne Afsar Kiya Hai
            • #7 Collapse

              Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

              dear friend dollor sab say power ful cransy hy as main ap bahteren earning kar sakty hain aur sab cransy say power ful hiony ki waga say as patr trading bhi bohot ziada hoty hy as main ap bahteren trading kar sakty hain gab ap as main achay say kamk karty hain aur as say achi erning hasel karty hain
              • #8 Collapse

                Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

                Bahut acchi baat ki hai dear aapane bilkul aisa hi hai virus Ne bahut Sare countries ki economic situation ko bahut disturb kar diya hai bahut Sare countries Waqt pareshan hai aur hamen bhi bahut sari financial problems ka Samna ho raha hai Daulat Bhi isase bahut effect hua hai lekin Hamen iske liye Pareshan Nahin Hona chahie Hamen Khud Ko Har situation ke liye taiyar rakhne ki koshish Karni chahie Is Tarah Ham apni Har situation ko handle kar sakte hain aur apni Har situation ko face karne ki Himmat se Ham apni problem ko solve karne Ke Kabil ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

                  dollar aik major currency hai forex trading business ho ya puri dunia ka koi b business ho us ka dollar ke sath kam zaror hota hai dollar aik major currency ka rule istamal karta hai agr hume dollar per focus karte hai tu hum forex trading business me achi trading kar sakte hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Dollor kay mutaliq kuch bat cheet

                    G bil kul last week jo guzra ha ic mn dollar nay kafi mehnat ki ha lekin musalsal weak ho raha ha aur jo aj kal halaat chal rahay hain USA mn corona ki vja say aur baqi degar issues ki vja say jga jga muzahairay ho rahay hain jis ki vja say USA ki economy bahut buri tarha mutasir ho rahi ha to aisi surat he haal mn dollars k mazid girnay k chance lag rahay hain..me yeh samjhta hun k ic tarha k halaat mn behtar ha k trade lganay say avoid kea jaye aur maximum yeh koshish krni ho gi k small lot k sath trade krain kyun k dollarr ka fil hal koi bharosa ni ha.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X