Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga
    G dosto ummed krta ap sb thk hon gy ***k foresx ak best online business hai Jis mein hum ghr bathy Kam kr skty hen or ye buissness hmen acha bonus dta h but hme is me mehnat aur lagan se kam karna chahie.hum ko chahie jitna zyada Tim den gy itna acha profit Kama skengy . Ye bhot acha business h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

    agar hum mahnet kary gy to hamy kamyabe mol ju ge hum is mai raat mai be kam kar skaty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hain yai aik legal business hain is mai kama kar ky agar hum profit kamana caety hainj to hamy learning gain karne ho ge hamy market ke moveemtn ko samajan ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai apnyboss ap he hoty hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

      hanji ismein Koi shak nahin hai ki business koi bhi hai vah time Dene se chalta hai jitna usko time loge nahin business achcha hota Chala jaega aur hamare forex trading ki jo form a ismein to investment in time ki hai ismein aapka invest time hota hai jitna aap time reverse karoge utna aap karoge apna aapko profit milega shubh best thing is samay time invest karna chahie jyada se jyada from ko time Dena chahie posting take aur karni chahie apni mere ko behtar banaen trade Jo aate Hain agar Ham friends dalte hain to uski knowledge honi chahie uske dusron Tak knowledge ko pahunchana chahie Taki hamare trade se hamari knowledge se dusron ko bhi fayda ho to main jyada se jyada time Dena chahie forex trading co
      • #4 Collapse

        Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

        Dear apne bhut achi bat ke hay pak forex forum ma ek bhut acha aur kamyab business hay pak forex forum ma bhut zadya mhenat say kam karnaa chlye aur hardworking ka sath kam karnaa chlye pak forex forum ma jinty zadya mehnat karo gy unty zadya kamyabii mily gy aur unta zadya profit mily gaa
        • #5 Collapse

          Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

          hardworking is the key to success of any business if you are hardworking person then you will get the knowledge of the market in a very short time and if you are regular punctual and hardworking then the market is going to get your profit in a very short duration you can get the fundamental analysis training of the market by your hard work if you spend maximum time before the market when the market is going to run right according to you right after 1 year so be hard working student
          • #6 Collapse

            Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

            اصل پيغام ارسال کردہ از: RanaNoman پيغام ديکھيے
            G dosto ummed krta ap sb thk hon gy ***k foresx ak best online business hai Jis mein hum ghr bathy Kam kr skty hen or ye buissness hmen acha bonus dta h but hme is me mehnat aur lagan se kam karna chahie.hum ko chahie jitna zyada Tim den gy itna acha profit Kama skengy . Ye bhot acha business h
            Reading karne mein Ham bhi acchi mehnat Karenge Hamen apni hi acchi prapt Milegi profit ke liye Hamen chahie ki Ham Din Raat lagakar mehnat Karen aur raksh ke bare mein acchi Jankari Hasil Karen Agar Ham acchi Jankari Hasil Karenge to yah Hamare liye bahut jyada Nafrat rahega.
            • #7 Collapse

              Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

              Forex trading mein acha profit lene ke liye hamen mehnat ki zarurat hoti hai agar mehnat karke kam karte Hain to Ham zarur kamyab hote Hain Forex trading main achi earning ke liye achi learning bhi bahut zaruri hoti hai kyunki earning ke liye learning bhi bahut zaruri hai aur jab tak Ham learning nahin karenge tab tak earning karna impossible hai jitni zyada Ham mehnat karenge hamara profit bhi uske mutabik hoga kyunki Jo log mehnat karte Hain wohi forex mein kamyab hote hain aur I think kamyabi hasil hoti nahin karni padati hai mehnat karke Apna Kam imandari se ke sath karke Apna Kam ko interest ke sath karke parichay experience aur knowledge dekho increase kr ky
              • #8 Collapse

                Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai aur Forex mein ham jitna zyada work aur mehnat karenge Forex mein hum itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain forex mein kamyabi sirf mehnat ke wajah se milati hai aur forex mein ache work our achi trading ke liye ache confidence aur achi learning ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex main trading hamen achi learning our ache confidence ke sath karni chahie jisse Forex mein hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                  G han dear ap ki bat sahi hai forex ik best business hai yaha ap ka liya time ki pabandi nahe hai agr ap zada kam kry vy to ao ko bouns b zada mily ga agr ap tora kam krty hn to ap ka bouns b kam ho jay ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                    g ahn dear forex member apki bat bilkul thk ha PAK forex main jo member bhi zada mehnat karta ha wohi kamiyab hota ha ..is lia humaen chaiya kay hum bhi zada say zada mehnat karen ..takay humaen bhi acha profit hasil ho ..humare posting per hi depand karta ha kay humaen kitna bouns hasil hoag ..is lia humaen koshish karni chaiya kay humare posting both hi zada achi ho takjay humaen acha profit hasil ho ....humaen koshish karni chaiya kau humare poating quality wali ho or humaen posting ki quality kay bare main pata chale...
                    • #11 Collapse

                      Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                      Duniya ke tamam tarkii yaftaa komeo ney , ne apni mehnat hi ki vajah se tarkki Ki hai aur himmat se kam liya hai Ham chahte Hain Ki Ham Forex mein kamyab have ti iske liye hamen mehnat karni padegi aur apna kimati time nikalkar Forex ko dena padega tab Ham kamyab ho sakte hain aur jitna zyada mehnat karenge aur Forex ko zyada time denge hamen utna hi achcha profit gain hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                        Bilkul aapane theek kaha hai Ham jitni acchi mehnat kar rahe hain utna hi Hamen Achcha profit Milta Hai Jab aap acchi Tarah acche a Dil lagakar mehnat aur hard worker Bankar kam Karte Hain aap kabhi bhi na Kam Nahin Hote Forex Mein sabse pahle rule aapki mehnat hai Jab aap mehnat karna start kar denge to aapko kabhi bhi Na Kami ka Samna nahin karna padega......
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jitni achi mehnat krogy utna acha profit milyga

                          Ji han Jitna aap mehnat karte hain utna hi reward aapko Milta Hai Koi shaks Kabhi Bhi apni e mehnat Se Zyada Hasil nahin karta Forex forum Ek Aisa platform Hai Jahan per mehnat Karne Wale Ko uski mehnat ke mutabik kam Diya jata hai aur vah apni mehnat ke mutabik ki kam ko pura karta hai aur apni mehnat ke hisab se bonus amount Hasil karta hai....
                           

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X