Account management bahut zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Account management bahut zaroori hai

    Account ki management ap ko sahe se samajh honi chaye experience hone chaye then hee hum forex se achi earning kar sakte hen or apni life ko change kar skte hen so humen forex ka complete knowledge experience hona chaye taa k hum forex men achi earning kar saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Account management bahut zaroori hai

      Bilkul account management bahut jyada jaruri hai Kyunki Agar Ham Forex mein acchi working karte hain Full focus ke sath kam karte hain lalach ko avoid karte hain money management aur time management ke sath kam karte hain Dil lagakar working karte hain aur Forex ko proper time Dete Hain To Ham Jarur Kamyab hote hain aur acchi working Karke Forex Mein acchi earning kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Account management bahut zaroori hai

        forex market mein aap Jab bhi Koi entry lete Hain to usse pahle aap ko chahie ki aap apne account ki management ka khas taur per khyal rakhen kyunki jab tak aap account management ka khyal nahin rakhenge tab tak aap acche trader nahin Ban sakenge isliye aapko chahie ki hamesha account management ka khass khyal rakhe
        • #19 Collapse

          Re: Account management bahut zaroori hai

          Ji bilkul theek ka account management bahut jaruri hai Forex trading mein agar Ham money management ke sath kam Karte Hain To Hamen loss kam hota hai aur Hamari equity safe rehti hai Forex all world mein famous business Firefox Mein Hamen Jyada Se Jyada Forex trading ke rules ko follow Kar Ke trade Karni chahie Aur mehnat Ke Sath kam karna chahie tabhi Ham Achcha profit increase kar sakte hain aur Kamyab trader bhi ban sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: Account management bahut zaroori hai

            ji han bilkul main aapki is baat se bilkul aagrah karti hun ki agar Ham forex business mein long time tak survive karna chahte hain aur chahte Hain ki Ham hamesha apne account ko save rakh sake to uske liye account management ka khas khyal rakhna bahut jyada jaruri hai Jab bhi aapko e-trade open karen to usse pahle money management jarur kar len Taki aap save tree ke set rate bhi kar sake aur apne account ko bhi safe rakh sake
            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
            • #21 Collapse

              Re: Account management bahut zaroori hai

              g bilkul account management bhot zeada zarori hoti hai hum account management kar k he apny accounts ko save rakh sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..forex main kamiyab wohi member hota hai jis k pas account management bhot achi ho or account manage karna bhe bhot achy sa ata ho ..forex sa hum sub he bhot achi earnings gain kar k kamiyab ho sakty hain bus us k liye hamen bhot mehnat karni hoti hai or bhot mehnat k bad he hum achi earnings bhe gain karty hain ..forex trading main hamen kabhi bhe lalach nahi karna cheye lalach sa dur reh kar he hamen kam karna cheye tabhi hum kamiyab hoty hongy or acha earn bhe karty hain,,
              • #22 Collapse

                Re: Account management bahut zaroori hai

                g han sahe kaha hae ap ne account ko ap ne khud manage karna hota hae yani ke is ka matlab yeh hota hae ke ap apne account main ache tarah se trading karte jaen take apko is main kaabhe bhe loss na ho balke ap bas is main ache tarah se trading karte rahen or agar ap apna account khud se he manage kar late hain to is ka matlab yeh hota ahae ke ap is main expert trader ban gy hain or ap ke pas bahut acha experience bhe hae
                • #23 Collapse

                  Re: Account management bahut zaroori hai

                  Ji bilkul theek aap Forex trading Mein money management karna bahut Jaruri hota hai agar Ham Forex trading Mein money management ke sath kam Karenge take profit or stop loss use Karke trade Karenge Forex trading ke rules ko follow karke trade Karenge To Hamen loss kam Hoga aur Hamari equity increase Hogi aur Hamen Achcha fayda hoga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Account management bahut zaroori hai

                    Account management ya money management trading ke liye bahut zyada zaruri hoti Hai kyunki Jab bhi aap tradeplace karne lagte Hain to aapko apne trading capital ke hisab se manage karna hota hai ki aapane kis had Tak bari trade lagani hai isliye hamesha aapko kho-kho money management karne ka sahi tarika aana chahie. agar aap acchi tarike se apne trading capital ko manage kar len ge phir aap apni trading co we manage kar sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Account management bahut zaroori hai

                      My dear brother aapki baat bilkul dost hai agar Hum Koi trade open karte hain to trade Hamari jyadatar loss Mein Chali Jaati Hai Lekin Agar Ham Apna lot size Apne account ke hisab se Lagate Hain To Hamen kabhi bhi loss Nahin ho sakta isliye Hamara account bhi Vas Nahin Ho Pata agar aap apne account ke hisab se trade open karte hain to aapko kabhi bhi ismein nuksan nahin Hoga Hamen chahie ki Ham money management ke hisab se hi trade open Karen to yakin Jaane aapko kabhi bhi ismein nuksan nahin Hoga aur aap forex market Mein kamyabi Hasil kar Sakenge
                      • #26 Collapse

                        Re: Account management bahut zaroori hai

                        Account ki management bohat zyada zaroori hoti hay ao ko knowledge experience se kaam lena hoga is me khoob learning krni hogi hum jab learning karen ge to hamre successful hone k chances barh jayen ge is k ilaawa huen is me hardworking karen ge to successful hon ge
                        • #27 Collapse

                          Re: Account management bahut zaroori hai

                          Assalamu alaikum bhai sahab aapki baat bilkul theek hai ki Kaun management bahut jaruri hai lekin yah Baat Apne man mein rakhne ke account management ke bahane Mein Aakar Kisi Aise fake Bande ke Haath Mein Na Aaye Jo kya bacchon ka sara ka sara petrified Apne account mein sev kar le Baitha Hoga Ki Ab account management Khud Hi Karen uske liye Apna Lakshya Hasil Karen Jaise Bhi Kho Gaye rakh le ya FIR Mukammal ko Sahi karne per Uske bare mein yah Behtar hoga
                          Do it before other will do!
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Account management bahut zaroori hai

                            Ji haan Mere Pyare dost aapane bilkul sahi kaha hai account management for Jyada Jaruri Hoti Hai unke Liye jitni Jyada management Hogi Hamary account ki earning bi utani hi acchi kar Sakenge trading ke sath sath Apne account ki management Karte Hain Jo Forex mein bahut jyada aham hoti hain Forex Mein money management bahut jyada Jaroori hoti hai aur Jiske zariye Ham best profit Hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            avatar Ayn
                            Working...
                            X