Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading main hamen profit ki tarah loss ko accept karna chahie jisse forex mein hamari kamyabi hai lekin Forex trading mein jab hamen loss hota hai to Forex trading mein loss ko dekhkar pareshan nahin hona chahie aur loss Ko dekhkar himmat nahin harni chahie balke himmat aur hosla ke sath forex mein apni mehnat jari rakhni chahie Kyunki Forex trading aik aisa business hai jismein loss ko recover kiya ja sakta hai aur Forex trading mein apne loss ko recover karne ke liye money management bahut hi zaruri hai aur Forex mein hamen trading mein normal lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai aur is se forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein hamara loss bhi recover ho jata hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим