trading main loss hony par normal react karna cheye ..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading main loss hony par normal react karna cheye ..
    ASSALAM O ALIKUm g members hum sub he yahan aisy members hain jinko aj tak he trading main loss howa hai or hota reht hai or common c bat hai ye magar loss hony par kabhi bhe overreact nahi karna cheye hamesha he normal rehna cheye kun k its a part of business ..profit or loss dono he hoty rehty hain hamen normal ho kar he kam karna cheye or achi plannings k sath he kam karna cheye tabhi hum apny loss ko bhe jaldi recover kar sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..hamen loss ko recover karny k liye bhe bhot mehnat karni parti hai tab he ja k hamara loss bhe recover hota hai or hum acha earn bhe karty hain ..:1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے

    G han loss hony per agar ham emotional ho jata hain tou ham apna hi loss kerty hain agar ham normal forex market main trade kerty rehain tou hamara loss bhi recover ho sakta hai aur loss recover hony ky bahd hamain profit bhi hasil ho sakta hai lekin emotional hony sy sirf hamara account hi wash hota hai
    Last edited by ; 31-05-2020, 06:08 AM.
    • #3 Collapse

      Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

      Trading mein agar aapko nuksan ho gaya hai to aap normal Rahe aap apna behave change na Karen Kuchh log behaviour change kar lete hain vah agri Ho Jaate Hain yaar route Ham Bhi Karte Hain isliye aapse request hai agar aap ko nuksan ho ya profit aap normally react Karen Taki aapki health aapki family affected Na Ho agar aap yah kam Karenge to aap Tanha Reh Jayegi aapki family aapko chir Jayegi
      • #4 Collapse

        Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

        Ji han Pakistan Forex mein agar acchi Jagah trading Ham Laga rahe hain usmein loss Ho Jata Hai To Hamen chahie use per Hamesha Hamesha Hamesha Ham normal Ham react Karen Ham Jyada tension na len Agar tension Lenge to Fir Hamen Forex Mein kam karne ka Achcha jajba Paida Nahin Hoga isliye acchi koshish karen aap Forex Mein Achcha knowledge se acchi kamyabi ke liye acchi trading Karen market to check Karen news se all information aap acchi acche se market kalin to Fir aapko Achcha fayda Milega isliye acchi kamyabi ke liye Achcha concert Kaho na very very important hai Khoob mehnat karo Khub kamyabi ke liye rules of Forex ko follow karen to yah aapke liye acchi kamyabi Hogi isliye isliye aapko chahie mehnat per hi focus karo
        • #5 Collapse

          Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

          G hy bilkul jb hm loss Ho to ziyada parshn nhi hona chya blky norml rhna chya loss ko acha sa recovery krnq chya tb hi kamyb Ho ga or profit bh hsil kr saky ga...... Forex online business hy is main loss or profit sath sath hy is low hm ziyada parshn hona ki zarort Nhi hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra tb hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

            members hum sub he yahan aisy individuals hain jinko aj tak he buying and selling most important loss howa hai or hota reht hai or frequent c bat hai ye magar loss hony par kabhi bhe overreact nahi karna cheye hamesha he everyday rehna cheye kun okay its a phase of enterprise ..profit or loss dono he hoty rehty hain hamen ordinary ho kar he kam karna cheye or achi plannings ok sath he kam karna cheye tabhi hum apny loss ko bhe jaldi get better kar sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..hamen loss ko get better karny okay liye bhe bhot mehnat karni parti hai tab he ja ok hamara loss bhe get better hota hai or hum acha earn bhe karty hain ..
            • #7 Collapse

              Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

              g han bilkul forex main loss bhe ho sakta hae lakin hamen kabhe bhe is main zayada pareshan nhe hona cahiye q ke hamne pata hae ke is business main loss bhe ho sakta hae to yeh aik trader ke liye normal hona cahiye or wese bhe agar loss ho ga to he to wo is se seekh sake ga to sab members ko cahiye ke wo is main ache tarah se is main se seekhen take wo aik ache trader ke tarah se is trading kar saken or is main wo kamayb bhe ho saken or jo log is main zayada se zayada mehnat karte hain wo is main zaroor kamayb bhe ho he jate hain to sab logon ko is main mehnat karte rehna cahiye agar un ko is main waqai success hasil karna hae to unko cahiye ke loss ko bhe profit ke trah se he traet kiya karen
              • #8 Collapse

                Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                achcha kuchh log aise sochte Hain ki trading mein profit hoga loss nahin hoga to mere Bhai aisa nahin hai koi bhi kam hai usmein profit bhi hota hai profit ke sath loss bhi hota hai to hamen bataya ki planning ke sath kam karna chahie ek aur trading karne se pahle uske bare mein analyse karna chahie jitni ho sake knowledge karni chahie hamare pass knowledge hogi to tab loss se bachenge jyada se jyada profit milega Mari planning jitni acchi hogi utni hamare liye faydemand sabit ho gaya main jyada se jyada profit milega to agar friends aapko loss abhi jata hai to use ghabrana nahin hai chote mote loss business mein aate rahte hain iska yah matlab nahin hai ki aap use kam se piche hat jaaye agar aapko Koi loss hota hai to usse aapko sikhana chahie next time aapko galti nahin karenge agar ek chij se aapko loss hua hai to dobara aap repeat to nahin karenge isiliye behtar planning aur knowledge ke sath trading Karen
                • #9 Collapse

                  Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                  Wsalm dear ap ki bat sahi hai agr ap yaha kam kr rahy han to ap ko pata hona chya ka loss b is kam k hisa hai lakin ap ko loss may pershan nahe hona chya keo ka loss b hota rahta hai is time ap normal rahy or laluch sy bachy
                  • #10 Collapse

                    Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                    G dear friend aapane bahut hi achcha sawal Kiya hai trending mein agar loss hota hai to insan ko chahie ki vah normal react Karen kyunki yah ek business hai ismein profit aur loss donon hote rahenge agar aapko kabhi bilas hote jata hai to aap pareshan Na Ho Normal reakt Karen kyunki Koi bhi business Ho usmein loss hota rahata hai yah bhi ek tarah ka business hai ismein bhi profit aur loss honge agar aapko bhi loss hota hai to aap pareshan Na Ho aur apna Kam karte rahen aur loss hone per normal react Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                      Forex trading aik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex trading mein ek acha trader hamesha profit ki tarah loss ko accept karta hai aur loss se learn karta hai isliye forex mein hamen bhi loss ko dekh kar pareshan nahin hona chahie balke loss ko dekhkar himmat ke sath work karna chahie aur Forex main loss se bachne ke liye hamen apni learning ko increased karna chahie aur Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur is tarah se Forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah Forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                        Ji han dear friend aapane sahi Kaha pura ek online business hai jismein kabhi bhi kisi bhi waqt kuchh Bhi Ho sakta hai aur hi to her business mein hota hai agar Forex trading mein humko loss hota hai Hi to hamen is per normal react karna chahie pareshan nahin hona chahie kyunki yah baat Ham acche se jante Hain ki Forex online business hai jismein profit hota hai to loss bhi hota hai jis tarah Ham profit ko accept karte hain usi tarah loss ko bhi accept karna chahie aur vaise bhi jab Ham loss hota hai to Ham bahut kuch kar lete hain bahut kuch Sikh lete Hain aur jab tak Ham loss nahin hota tab tak Ham ko acche se samajh nahin sakte isiliye loss hone per pareshan nahin hona chahie mehnat se lagan se interest se Puri imandari se kam karna chahie ek din kamyab honge
                        • #13 Collapse

                          Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                          Ji bilkul aapane sahi kaha hai trading Mein Loss Ho Jaane se aapko normal react hi karna chahie Apne hoslon Ko Kam Nahin Karna chahie apni mehnat ko Jari Rakhna chahie balki Apne galti se sekhnna chahie Taki aap next time loss Se Bachkar profit ki taraf Ja sake Kyunki last se Hamen knowledge or experience Milta Hai joke next time Loss Se Dur Rakhta hai aur Yahi chij Hamen profit ki taraf Le jaati hai isiliye Hamen mayus Nahin Hona chahie sikhana chahie apni Galti ko improve Karke use profit ki taraf Le Jana chahie aur Forex Mein Hamen Jitna Jyada knowledge experience Hoga ham utani hi jyada expert Ho Jaenge aur Achcha trade Karenge aur Achcha Forex sy profit Hasil kar Sakenge isiliye mayus Nahin Hona chahie mehnat aur Lagan ke sath kam karna chahie apnay kaam per tawaja deni chaye ta k apki performance well and good ho or mayosi ka samna krnay ki bjay profit hi profit hasil kr skain
                          • #14 Collapse

                            Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Fairynaz پيغام ديکھيے
                            ASSALAM O ALIKUm g members hum sub he yahan aisy members hain jinko aj tak he trading main loss howa hai or hota reht hai or common c bat hai ye magar loss hony par kabhi bhe overreact nahi karna cheye hamesha he normal rehna cheye kun k its a part of business ..profit or loss dono he hoty rehty hain hamen normal ho kar he kam karna cheye or achi plannings k sath he kam karna cheye tabhi hum apny loss ko bhe jaldi recover kar sakty hain or kamiyab bhe ho sakty hain ..hamen loss ko recover karny k liye bhe bhot mehnat karni parti hai tab he ja k hamara loss bhe recover hota hai or hum acha earn bhe karty hain ..:1f60a:
                            Trading Mein loss hone per Hamen apne aap ko co-operation nahin karna chahie Agar Ham trading Karte Hain To Hamen Kabhi loss aur Kabhi profit Hota hi rahata hai isliye Hamen kabhi bhi Pareshan Nahin Hona chahie trading Mein loss Aksar ho jata hai pura padh ke sath sath loss Hona bhi zaroori hai.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading main loss hony par normal react karna cheye ..

                              Ji bilkul theek Kaha trading per loss hone se Hamen normal react karna chahie Hamen jyada hyper Nahin Hona chahie Kyunki loss Har business Ka hissa Hota Hai Forex trading 1 online business hai Forex trading Mein Ham jitni Jyada mehnat ke sath kam Karenge aur jitni Jyada learning ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda Bhi Hoga aur loss se bhi bache Sakenge Forex trading Mein hardworking wale hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Soch samajhkar aur Sabra ke sath kam karne se hi Forex Mein acchi kamyabi mil sakti.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X