Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...
    Assalamu alaikum dear members! Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge. Doston Ham aksar trading karte hova galtiyan kar baithe Hain jis se loss ka samna karna padta hai aur bahut sare dost apni mistakes ki vajah se a mayus ho jaate Hain. Dosto agar Ham apni mistakes ko dur karne ki koshish karen aur inko repeat na Karen to iske bad hamen kamyabi mil sakti hai. Aur sath he hamara confidence level Bhar jata hai. Hamen apne aap per etemad hone lagta hai FIR jab Ham kam kar rahe hote Hain tu apni galti ko repeat nahin karte aur acche se trading karte Hain agar Ham apni galti ko najarandaaz kar denge tu kabhi bhi Ham apni galti ko thek nahin kar sakte. Agar Ham apni galti se sikhenge to yah hamare liye faydemand galti ho sakti hai. Thanks 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

    Mere Aziz Bhai aap bilkul sahi kah rahe ho mistake Hamare liye ek fundamental ho sakti hain Ghar per Ali time main focus kar le aur UN per Kabu pahle Kyon Ke kiski vajah se Hamari trading per Karte Hain aur Hamen nuksan uthana padta hai bahut Ali time hai aur apni trading ko Sahi nahin kar sakte jab tak Ham mistaking per Kabu Nahin Payenge early time mein apni mistake per cover kar lete hain To Ham Forex trading se kamyabi Hasil kar sakte hain aur future Mein Ek acche friend ban sakte hain to aur is Mein kam karte hue Hamara sabse pahle Yahi Hona chahie ki apni mistake ko cover Karen aur jitni kam se kam mistake Ho vah Humse hun Taki Hamen Forex trading se acche result
    Last edited by ; 30-05-2020, 08:21 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: MohsinShareef پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum dear members! Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge. Doston Ham aksar trading karte hova galtiyan kar baithe Hain jis se loss ka samna karna padta hai aur bahut sare dost apni mistakes ki vajah se a mayus ho jaate Hain. Dosto agar Ham apni mistakes ko dur karne ki koshish karen aur inko repeat na Karen to iske bad hamen kamyabi mil sakti hai. Aur sath he hamara confidence level Bhar jata hai. Hamen apne aap per etemad hone lagta hai FIR jab Ham kam kar rahe hote Hain tu apni galti ko repeat nahin karte aur acche se trading karte Hain agar Ham apni galti ko najarandaaz kar denge tu kabhi bhi Ham apni galti ko thek nahin kar sakte. Agar Ham apni galti se sikhenge to yah hamare liye faydemand galti ho sakti hai. Thanks 😊
      Walaikum assalam dear brother, dear aapane bilkul sahi baat ki hai Forex trading Mein Jab Hamen apni mistake ki vajah se loss hota hai to use Kabhi Kabar Hamen fayda ho sakta hai Kyunki apni mistake se Ham bahut Kuchh Sikh sakte hain Agar Ham apni mistakes Pata Jo Denge aur Unse sikhenge To Ham trading mein kamyabi Hasil kar sakte hain trading Karte Baat Hamari mistakes Hamare liye bahut faydemand sabit ho sakti hain Kyunki ine se Ham knowledge Hasil kar sakte hain aur Agar Ham mistakes ko count Karen aur Unka result Dekhen To Ham ismein Kamyab ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

        ji han mistakes hamare liye faydemand is tarah ho sakti hain ki jab hum se Koi galti hoti hai to Ham next time active hokar kam karte Hain ke bhai humse yah galti Na Ho to yah galtiyan hamen nuksan hone se dobara bachati Hain aadami ko chahie ke vah galti agar Ho jaaye to usko cover Karen aur namaz time galti ko na hone paye yah galtiyan humko sikha deti Hain ki Ham kis tarah kam theek kar sakte hain matlab jab galti hogi to Ham next time khud Hi Kam theek karenge bye humse yah galti Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

          G han forex trading men mistakes bhi business ka hissa hen kiun k forex trading men jo log bhi kam kartay hen unn se mistakes hoti hen lekin jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen jiss ki waja se bar bar loss uthatay hen aur jo log apni mistakes ko serious letey hen aur pahlay se ziyada mehnat aur himat se soch samaj kar trading kartay hen woh zaroor kamyabi hasil kar letey hen
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

            Gee haan forex mein humain apni ghaltioun sae seekhnay ki koshish kerni chahyea ta kay hum dobara sae woh ghaltian na kerain mistakes hamare liye faydemand is tarah ho sakti hain ki jab hum se Koi galti hoti hai to Ham next time active hokar kam karte Hain ke bhai humse yah galti Na Ho to yah galtiyan hamen nuksan hone se dobara bachati Hain aadami ko chahie ke vah galti agar Ho jaaye to usko cover Karen aur namaz time galti ko na hone paye yah galtiyan humko sikha deti Hain ki Ham kis tarah kam theek kar sakte hain matlab jab galti hogi tou next time hum khud hi kaam theek kerain gay ta kay nuqsaan dobara sae na ho
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

              Bilkul srif aik he sorat hai k hum apni ghatyon sy sbaq hasil karen aur ainda ghati na karen tb kaheen ja kar miatake hmry lye faida mand ho skhti hai os k iowa koi bhi sorat e hal nahi hai hmen chahye k forex trding ko karny sy pehly hun knowledge hasil karen aur apna experience barhain taan k ghaltyan km sy km hun jutna is field main hum agay barhty jain gay hmri ghaltyan km hoti jain ge is lye koshish karen k pehly tajrba hasil karen aur dosron ki ghaltyon sy sabaq hasil karen na k khud dosron k lye musal banain k hmri ghaltyon sy koi sekh hasil kary
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

                Bilkul mistakes hamare liye faydemand Hoti hai jab ham shuru mein kam karte Hain tu humse galtiyan Hoti hai kyunki insan se hi hoti hai galtiyan jab ham bade hote Hain to ham koi kaam kar rahe hote hain to yah HAL to dubara repeat Nahin Hoti hamen yah fayda deti Hainresult hamare liye sab bante Hain ki ham dobara personal life mein yah Galti na Karen aur kuchh gain karn
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

                  dear mistakes kisi k liye bhi faiday mand nai hoty hain aur jo traders mistakes ko avoid nai karta hay aur us say kuch seekhta hay to mistakes say honewlay knowledge say usay bahut ziada faida milta hay is liye better yahi hay k ham say jub bhi koi aisi mistakes ho jayen jin say hamko lose hota hay to hamko unhain aik aisi jagha pay note karna chaye jis say jub same koi trades milty hay to ham unko apnay samnay rakhain aur yeh knolwedge hasil karain k aisa kis wajha say huva tha apnay past k lose ki tarf kahayl karnay say hamko us mistakes say dubara koi nuksaaan bhi nai hoga aur hamko us mistakes say honewlay lose ki recovery bhi mily ge aur hmko acha profit bhi milta jayega jisk liye zaruri hay k ham us mistake ko revioun na honay dain aur usay apnay mined main rakhtay huvay kaam karain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

                    ji haan bilkul Forex ke andar Hone Wali mistakes Hamare Liye ka bahut faydemand Bhi sabit Ho Jaati Hain Kyunki Iske Andar Se Bhi Hamen bahut Achcha Sabak Milta Hai Kyunki bahut galtiyan ham log Aisi kar Jaate Hain FIR jinko ham log thik Karte Karte Ho usse bahut accha fashion kar lete hain Jab ham log apni Galti hun ko theek Karenge to Fir Ham unko thik karne ke sath sath Apne kaam ko bhi samajh Payenge Kyunki Jab Bhi Insan ko Thokar Lagti Hai To Thokar lagne ke bad hi Kuchh Na Kuchh sakta hai FIR vah Thokar se use kar Aisa se kamyabi ki taraf chalta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

                      Vaise To Hamen koshish Karni chahie ki Ham Forex form per kam karte hua koi bhi Galti na Karen Agar Humse Koi Galti HO bhi Jaati Hai hi tab bhi Ham Kuchh Na Kuchh sake baten Hain Galti Karke aur Hamen trade dete Waqt Hamesha Soch Samajh Kar trade leni chahie usmein Hamen Kabhi jaldbaji Nahin Karni chahie usmein galti ki koi bhi gunjaish nahin hai Kyunki agar aap trade dete Waqt Koi Galti Karenge to aapko usmein bahut jyada loss bhi ho sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes hamare liye faydemand ho sakti hai...

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: MohsinShareef پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum dear members! Ummid karta hun aap sab khairiyat se honge. Doston Ham aksar trading karte hova galtiyan kar baithe Hain jis se loss ka samna karna padta hai aur bahut sare dost apni mistakes ki vajah se a mayus ho jaate Hain. Dosto agar Ham apni mistakes ko dur karne ki koshish karen aur inko repeat na Karen to iske bad hamen kamyabi mil sakti hai. Aur sath he hamara confidence level Bhar jata hai. Hamen apne aap per etemad hone lagta hai FIR jab Ham kam kar rahe hote Hain tu apni galti ko repeat nahin karte aur acche se trading karte Hain agar Ham apni galti ko najarandaaz kar denge tu kabhi bhi Ham apni galti ko thek nahin kar sakte. Agar Ham apni galti se sikhenge to yah hamare liye faydemand galti ho sakti hai. Thanks 😊
                        Dear brother office market Mein Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To ismein aapko yah Jaruri nahin hai ki fayda Hi Ho Ya aap is market Mein Kai dafa galti se Badi trade Laga Dete Hain To usmein aapko fayda bhi ho sakta hai is market mein aapko chahie ki aap Sabar ke sath kam Karen aur aapane agar koi trade Galti Ke Sath bhi Laga Di Hai To usko aap minut ke sath aur Sabra ke sath Dekhen Kyunki aap Jab ismein trade ko hold Karte Hain To ho sakta hai market aapki fever Mein a Jaaye aur aapko fayda De Jaaye isliye aapko chahie ki jo bhi trader Ho Lagadi hai uske sath take profit aur stop loss use Karen Taki aapko ismein fayda Hota Rahe is market mein aap Agar time Lagate Hain To aapko ismein fayda Jarur Milta Hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X