new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?
    dear forex members kindly ye bataen k kia new members agr shuru se mehnat kren tu unko koi faida milta hy ya nahi milta hy q m m is waqt forum p new ai hun mjhe guide kren thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

    Dear brother forex trading men new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey kiun k unn k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay woh achi trading nhi kar saktay iss liay jo log new traders mehnat aur himat jari rakhtay hen woh zaroor kamyabi hasil kar letey hen kiun k forex trading men mehnat ka phal zaroor milta hey
    • #3 Collapse

      Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

      Mere pyare bhai jo bhi member new ho ya old Ho Jo jitni mehnat karta hai usko uski mehnat aisi last mein milta hai forex trading Koi farm business nahin hai ismein Jo member jitni acchi mehnat karega use member ko utna hi acchi kamyabi se achha Sila milega hamesha member se chahie ki Ham forex training ko acchi mehnat ke sath prime den jab Ham isko acchi mehnat ke sath achcha time denge to Ham forex trading mein bahut acchi kamyabi hasil kar sakenge forex mein jo member apna kimti time deta hai jo member is mein kamyab hasil karna chahta hai vah jyada se jyada mehnat karta hai aur uski mehnat kabhi jaaye nahin jaati usko uski mehnat kar lazmi Sila milta hai
      • #4 Collapse

        Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SoniaZeshan پيغام ديکھيے
        dear forex members kindly ye bataen k kia new members agr shuru se mehnat kren tu unko koi faida milta hy ya nahi milta hy q m m is waqt forum p new ai hun mjhe guide kren thanks
        Dear brother forex trading men new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey kiun k unn k pass acha knowledge aur experience nhi hota iss liay to hame chaiye ke ham jo hai wo pehle seniors memebrs se pak forex ko smjhen ta ke jo hai ham loss hone ke bajae jo hai ham achi earning kr payen or ham knolwedge ko bh gain kr payen
        • #5 Collapse

          Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

          new members start main jub apna kam kurtay hain to es say humain starat main trading main loss ho sakta hy q keh nw members ko trading main zyada experirence nhi hota hy laykin jub woh es main start say apni mehnat ko jari rukhtay hain to es say un ko es ka phul bhi zror gain ho jata hy to es main mehnat say apna kam jari rukhnaa chahiyaay kamyabi bhi mill jay gi bs mehnat say or himat say apna kam jari rukhna chahiyaay kamyabi zror gain ho jay gi aik umeed rukhni chahiyay or koshish kurni chahiyay kamyaab honay ki
          • #6 Collapse

            Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

            yes sahi kaha hai ap ne new member ko shoro se hi menat kr k kam krna hota ha new member is main extra kam krte hein jis ki waha se un ko lose ka samna krna parta ha is main acha kam krein taqe hume success be achi hasil hon is main hume phaly lerning krni hoti ha os k bad hi kameyab be ho sakte hein hume is main acha kam lazmi h
            ​Sadaf Khan
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: new members ko shuru se mehnat krne ka sila milta hy ya nahi?

              Bilkul Milta hai agar aap Shuru se mehnat Karenge to aapko bahut jald munafa Hona shuru ho jaega aur jo log bahut Mein jakar mehnat karte hain pahle mehnat Nahin Karte to Shuru mein hua nuksan uthate hain lekin jo log start Se Hi apni mehnat Shuru kar dete Hain unko Ek successful trader banne mein jyada Waqt Nahin Lagta To aapane Agar successful trader banna hai to aapane Shuru Se Hi mehnat karna Shuru kar dena hai aur dekhiae aap bahut jald Ek successful accha munafa kamane wala trader Ban sakte hain

              اب آن لائن

              Working...
              X