Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye
    Jab bhi Ham trading start karen to hamari profit to loss ratio Hamesha jyada honi chahie hamen aise trades open karne ki koshish karni chahie Jahan se hamara loss kam lekin profit jyada ban raha ho jab Ham aisi bahut sari trades open karenge aur hamari UN mein se kuch trades loss Ho bhi jaaye aur thodi trade profit mein jaen tab bhi Ham overall profit mein honge kyunki jab Ham kisi ek trade per bahut jyada profit le rahe honge aur sari trades per loss bahut kam le rahe honge to hamari vah trades profit mein jaate hi hamara sara loss bhi recover ho jaega aur ham overall profit mein a jaenge isiliye koshish karni chahie ki aisi trades open Karen Jahan se loss ke chances kam aur profit ke chances jyada ho aur agar loss Ho to kam ho lekin profit ho to vah loss ka teen se char guna hona chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

    Profit or loss ki ratio ko Mayur karna Aasan Nahin Hai Lekin Meri jhal Mahal lost key ratios Yadav Hoti Hai bonus account mein jo abhi kaam karta hai usko Jyada loss hota hai trading Mein Mera bhi Kafi experience Ho Gaya aur bonus account use karte hue main bhi experience Ho Gaya Hun mere yaar main aur mere experience Mein yah baat bhi kar liya hai ki loss bahut jyada Hamen hota hai profit bahut kam hota agar Dekha Jaaye to sirf Hamen perfect Milta Hai Jab Ke loss Hamara Har Dekho hota hai Forex trading velocity ratio ISI vajah se jyada hai aur ham trading mein.
    • #3 Collapse

      Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadumer پيغام ديکھيے
      Jab bhi Ham trading start karen to hamari profit to loss ratio Hamesha jyada honi chahie hamen aise trades open karne ki koshish karni chahie Jahan se hamara loss kam lekin profit jyada ban raha ho jab Ham aisi bahut sari trades open karenge aur hamari UN mein se kuch trades loss Ho bhi jaaye aur thodi trade profit mein jaen tab bhi Ham overall profit mein honge kyunki jab Ham kisi ek trade per bahut jyada profit le rahe honge aur sari trades per loss bahut kam le rahe honge to hamari vah trades profit mein jaate hi hamara sara loss bhi recover ho jaega aur ham overall profit mein a jaenge isiliye koshish karni chahie ki aisi trades open Karen Jahan se loss ke chances kam aur profit ke chances jyada ho aur agar loss Ho to kam ho lekin profit ho to vah loss ka teen se char guna hona chahie
      Yes dear brother aapane bilkul sahi kaha hai Jab aap Forex trading Mein kaam karte hain to aapko chahie ki ismein ek minute Baat Karen Taki aapko Yahan Se Acha prapt ho sake jawab Yahan per kam karte hain to aapko chahie Kitna profit aur last ka ek margin rakhen aur usmein rahakar aap kam Karen aapko proper planning Karni Hogi trading Mein kaam karte waqt aur uske Mata Pita ko kam karna hoga jab tak Aaoge isliye reply Nahin Karenge waiting Mein Kabhi Kamyab Nahin ho sakte.
      • #4 Collapse

        Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

        Bilkul straight forward kaha h Apny keh hmari loss to profit ratio ziada honi chahye agar hogii to ham log achy or successful trader bn skeingy to zarori h hmary liay keh ham log usko mind m rakh k Kam krein agar karna chahty Hein to jiski base p kamyabi hasil karni h or agy Jana h ham n
        • #5 Collapse

          Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

          Dear ap bilkul theak keh rahy hain agar hum munfa zaida kamain gay aur loss km ho gaa tu yeah hmry lye bahot acha hai ap janty hain k kisi bhi business main kam karny k bad ya faida hota hai ya nuqsan hota hai forex trading aik bahot acha business hai jis main nuqsan ki intahi khtrnak sorat e hal hai k humra account wash ho jaye is sy bachny k lye apko cahahye k apni ghaltyon sy sekhen aur bar bar gahltyon ko ma dhorain yeah na hu k aik he gahlti ap bar bar kar rahy hun jis ki waja sy apka account wash ho raha hu dosra trade lagaty waqt stop loss lazmi use karen jahan tak ap nuqsan bardasht kar skhty hain os had pay ja kar stop loss laga dain k agar apka analysis ghalt bhi hota hai tu apko nuqsan km sy km hu aur apka account bhi bach jaye
          • #6 Collapse

            Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

            Assalam Walekum bhai sahab main aapki baat se bilkul bhi agri nahin karta ki profit aur loss ratio Jyada Hona chahie Kyunki Chhote capital ke account per hi Reshu kam hi Honi chahie Kaha to yah jata hai ki 100 USD Kik kamwali account per lot size 0.01 Se Bhi Jyada Na Lage aur aap yah Kaise kah sakte hain ke profit aur loss ratio Hamesha Zyada honi chahie Mere Khyal se kam hi Behtar Hogi
            Do it before other will do!
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Profit to loss ratio hmesha ziada honi cyaiye

              Gee haan aap ki baat theek hai forex mein humain apnay proft ko increase kerna chahyea Jab aap Forex trading Mein kaam karte hain to aapko chahie ki ismein ek minute Baat Karen Taki aapko Yahan Se Acha prapt ho sake jawab Yahan per kam karte hain to aapko chahie Kitna profit aur last ka ek margin rakhen aur usmein rahakar aap kam Karen aapko proper planning Karni Hogi trading Mein kaam karte waqt aur uss kay mutabiq kaam karna hoga jab tak Aaoge isliye reply Nahin Karenge waiting Mein Kabhi Kamyab Nahin ho saktay hain aur achi income hasil kerain gaye

              اب آن لائن

              Working...
              X